Neki Aur Parhezgari Me Ek-Dusre Ki Madad Karo .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Neki Aur Parhezgari Me Ek Dusrey Ki Madad Karo, Aur Gunaah Wa Zulm Par Madad Na Karo!, Aur Allah Se Daro Beshaq Allah Ka Azaab Sakht Hai.." - (Al-Quraan: Surah Al-Ma'ida, A:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Allah Uspar Raham Nahi Karta - Jo Logon Par Raham Nahi Karta!" Aagey Farmaya: - Wo Hum'me Se Nahi Jo Humaare Choto Par Reham Na Karey ,.. - Aur Hamarey Bado Ki Izzat Na Kare ,.. - Aur Achchi Baat Ka Huqm Na Kare ,.. - Aur Buri Baat Se Manaa Na Karey!". - (Kanoon-e-Shariat -…
Emanwale ki Pareshani Door Karne ka Silaah Hadees of the Day Emanwale ki Pareshani Door karne ka Silaah Abu Hurayrah (R.A.) riwayat karte hai ki,Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya ki - "Jo Koi Shakhs kisi Imanwale ki Pareshani ko Door karta hai, Allah Qayamat ke Roz Uss Shakhs ki Ghabrahat ko Door farmayega. Aur Jo koi bhi Shakhs kisi Dusre ki Musibat hal karta hai, Allah Uss Shakhs ke liye Duniya aur Aakhirat ki Mushkeele'n Aasaan bana deta hai. Aur Allah Apne Bande ki Madad karta Rahta hai Jab tak Wo Banda Apne Bhai ki Madad Karta rehta hai” 📕 Sahih Muslim 6853 # WAJAHAT: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞…
Al-Quran: Neki aur Buraai baraabar nahi hoti Quran: 29 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aur Neki aur Buraai baraabar nahi hoti, is liye turn buraai ka jawaab aise tariqe se do jo behtareen ho. Nateeja yeh hoga ke tumh me aur jis me dushmani thi, woh dekhte hi dekhte (tumhaara) jigri dost ban jaayega.❞ 📕 Surah Fussilat 41:34
Agar Tum Sabr karo aur Allah se darte raho tou [ Al-Quran;… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Agar Tum Sabr karo aur Allah se Darte raho tou Inn (Mushriko, Dushmanan-e-Deen) ka Makkar Tum ko Zara sa bhi Nuqsaan nahi pohnchaa sakta." [ Al-Quran; 3:120 ]
Koi Kisi Ka Mazaq Na Udaaye .... ♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Momin Sub Aapas Me Bhai-Bhai Hai Tou Apne Do Bhaion Me Sulah Kara Diya Karo, *Aur Allah Se Darte Raho Ta'ake Tum Par Bhi Reham Kiya Jaye , *Aye EmaanWaalo ! Koi Qaum Kisi Qaum Ka Mazaaq Na Udaaye, - Mumkin Hai Ke (Jinka Mazaaq Udaya Ja Raha Ho) Woh Unse Behtar Hai, *Aur Na Hi Auraten Aurton Ka Mazaaq Udaaye - Mumkin Hai Ki (Jinka Mazak Udaya Ja Raha Ho) Woh Unse Behtar Hi Hon. *Aur Na Ek-Dusre Ko Taana Do, Aur Na Ek-Dusre Ko Burey Laqab Se Pukaaro, *Emaan Laane Ke Baad Bura Naam…
Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat Husn-e-Akhlaq Se Pesh Aao". - (Tirmizi Shareef) # Sabaq: Gunaah Ke Baad Neki Karne Se Murad Hai Ke Koi Gunaah Humse Jane-Anjane Me Ho Jaye Tou Usey Kisi Neki Ke Sabab (Wasile Se) Apne Rab Se Istigfar Wa Toubah Karte rahe ,.
Bahut Gumaan Karne Se Bacha Karo, Ke Baaz Gumaan Gunaah Hai ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ "Aye Emaan Waalon! Bahut Gumaan Karne Se Bacha Karo, Ke Baaz Gumaan Gunaah Hai, Aur Ek-Dusre Ke Aib Na Tatola Karo, Aur Na Koi Kisi Ki Geebat Kiya Kare ,. Kya Tum Me Koi Iss Baat Ko Pasand Karega Ke Apne Murde Bhai Ka Gosht Khaye. Is Se Tou Tum Nafrat Karte Ho, Aur Allah Se Darte Raha Karo, Bila Shuba Allah Khoob Taubah Qubool Karne Wala Reham Wala Hai." - (Al-Quran, Surah Hujurat 49:12) ♥ बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम ♥ "ऐ ईमानदारों बहुत से गुमान (बद) से बचे रहो क्यों कि बाज़ बदगुमानी गुनाह हैं और आपस…
Jab Quran Parha Jaye tou Gaur se Suna karo Aaj ki Aayat | Verse of the day Jab Quran Parha Jaye tou Gaur se Suna karo Allah Taala farmata hai: "Aur Jab Quran Parha Jaye tou Tawajjo se Suna karo aur Khamosh Raha karo Taaki Tum par Reham kiya jaaye." 📕 Quran, Surah Al Araf 7:204
Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din Sifarish… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
Al-Quran: Duniyawi Zindagi me unki rozi Allah ne hi taqseem… Quran: 19-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Duniyawi Zindagi me unki rozi hum (yani Allah) ne hi taqseem kar rakhi hai aur ek dusre par martabe ke aitbar se fazeelat de rakhi hai, taaki ek dusre se kaam leta rahe. 📕 Surah Az-Zukhruf 32
Al-Quran: Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke… Quran: 30-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ❝Aye Imaanwalo ! Jab tum kisi mutayyan muddat ke liye udhar ka koi muamla karo to usey likh liya karo. 📕 Surah Baqraah 2:282