♥ Al-Quran: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim!
“Momino ! Shaitan Ke Qadmon Par Na Chalna.
Aur Jo Shakhs Shaitaan Ke Qadmon Par Chalega Tou Shaitaan
Tou Be-Hayaee Ki Baate Aur Burey Kaam Hi Batayega.
Aur Agar Tum Par Allah Ka Fazl Aur Uss Ki Meharbani Na Hoti
Tou Ek Shakhs Bhi Tum Me Paak Na Ho Sakta.
Magar Allah Jis Ko Chahata Hai Paak Kar Deta Hai.
Aur Allah Sun’ne Wala Aur Jan’ne Wala Hai”.
– [Surah(24) Noor: Ayaat-21]
Home / Quran ki Nasihat / Agar Tum Par Allah Ka Fazl Aur Uss Ki Meharbani Na Hoti
Related Posts:
- Azaad Kaun: Be Pardah Ya Ba Pardah ? .... » Jawaab: Be-Pardah Dar'asl Hamesha Khauf Me Ghiri Rahti Hai Ki, Koi Usey Gandi (Buri Shahwat Wali) Nazar Se Dekh Tou Nahi Raha, Kahi Koi Uski Izzat Par Hamla Na Kar De, Shaitaani Waswason Me Khud Hi Giraftar Hoti Hai, Bazar, Office, Raste Me Azaadi Kahin Nahi. Lekin Ba-Pardah Allah…
- Agar Tum Sabr karo aur Allah se darte raho tou [ Al-Quran;… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Agar Tum Sabr karo aur Allah se Darte raho tou Inn (Mushriko, Dushmanan-e-Deen) ka Makkar Tum ko Zara sa bhi Nuqsaan nahi pohnchaa sakta." [ Al-Quran; 3:120 ]
- Dua ka Tarika, uske Conditions aur Fazilat by Adv Faiz Sayed Aajkal humare muashre me Dua ke talluk se beshumar galatefehmiya paayi jati hai ke Allah humari dua nahi saunta, meri to dua kabhi kabool hi nahi hoti, fala aur fala,.. tou aaiye dua ke kya aadaab (conditions) hotey hai, Dua kaisi mangi jaye, kin mouko par dua jaldi qabool hoti…
- Azmat - e - Quran by Sis. Bushra Begum Quran ki Azmat ke bare me Mohtarma Aalima Sister Bushra Begum ka Behtreen Urdu bayan, baraye meharbani isey jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. JazakAllahu khairan kaseera.
- Jo Chhoto Par Meharbani Na Kare Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jo Hamare Chhoto Par Meharbani(Reham) Na Karey Aur Hamare Bado Ki Ta'azim Wa Tauqeer Na Karey Woh Hamare Raaste Par Nahi.." - (Mishkat P:423)
- Allah Ke Nazdeek Chaar Sabse Neik Aurtein by Sister Amtul… Allah Ta'ala ne Khawateen ke liye Quran o sunnat me jin 4 Neik Khatun Ko role model banaya unke talluk se tafsili jankari ke liye aayiye is bayan me mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera. Video Dekhe: Women's…
- Acchayi aur Buraayi barabar nahi hoti, tum buraayi ko… “Acchayi aur Buraayi barabar nahi hoti, tum buraayi ko acchayi se door karo.” 📕 Al-Quran 41:34
- Al-Quran: Neki aur Buraai baraabar nahi hoti Quran: 29 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aur Neki aur Buraai baraabar nahi hoti, is liye turn buraai ka jawaab aise tariqe se do jo behtareen ho. Nateeja yeh hoga ke tumh me aur jis me dushmani thi, woh dekhte hi dekhte (tumhaara) jigri dost ban jaayega.❞ 📕 Surah Fussilat…
- ALLAH Nek logon ko Kyun Aazmata hai ? URDU Lecture by Sis.… Allah Kis Ko Azmata Hai? , Nek Logo Ki Azmaish Sabse Jyada kyu hoti hai ? , Pareshani Azmaish Ya Saza, Allah Ki Azmaish, Hadees On Azmaish, Azmaish K Waqt Ki Dua, Azmaish In Quran, Allah Ki Azmaish In Urdu
- Agar Aasman aur Zameen mein Allah Ta'ala ke Siwa aur bhi… Agar Aasman aur Zameen mein Allah Ta'ala ke Siwa aur bhi Mabood hote tou Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai : Agar Aasman aur Zameen Mein Siwaye Allah Ta'ala ke aur bhi Mabood Hote to Yeh Dono Darham Barham (Barbaad) ho Jaate.Quran, 21:22
- Jab tum Murghe ki Aawaaz suno tou Allah Ta'ala se uska fazl… ۞ Hadees: Abu hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab tum Murghe ki (baang)Aawaaz suno tou Allah Ta'ala se uska fazl mango, kyun ke wo farishta dekh kar Aawaaz lagata hai aur Jab tum Gadhe(Donkey) ki Aawaaz Suno tou shaitan se Allah ki panah…
- Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
- Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, "Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski aqal kum hoti hai. Takabbur zyada ho tou Aqal bahut kum hoti hai aur agar Taqabbur thoda ho tou usi ke hisaab se Aqal kum…
- Al-Quran: Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke… Quran: 04-July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke liye karoge aur bure kaam karoge to bhi wo tumhare liye hi bura hoga.' 📕 Surah Bani Israil 17:7
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…
- Quran Jadeed Science aur Muslim Scientist by Adv. Faiz Syed The Quran and Modern Science, quranic verses on science, quran and science discoveries, science in the quran, Big Bang in Quran, quranic verses about creation of universe, Quran on the creation of the universe, Biology of the Holy Quran, Life of plant in Quran, human creation in quran, embryology in…
- Allah ke fazl se Aakhirat ka ghar banane ki koshish karo Aaj ki Aayat | Verse of the Day Allah ke fazl se Aakhirat ka ghar banane ki koshish karo ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Allah ne tumhe jo kuch de rakha hai, uske zariye Aakhirat waala ghar banaane ki koshish karo aur duniya me se bhi apne hisse ko nazar andaaz na…
- Uski 40 Din Namaz Qabool nahi hoti ✦ Mafhum-e-Hadees: Hafsa (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ki ❝Agar koi Musalman kisi Majoosi (Qaahin) ke paas jakar kuch daryaft karta hai tou uski 40 din ki namaz qubool nahi hoti.❞ - Muslim Sharif; Vol 2 Page-233 Ek aur riwayat me…
- Waldain ke Huqooq (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Waldain (Maa Baap) ke Aulad par kya Huqooq hote hai, Walidain se Baccho ne Kaisa Bartaw karna chahiye, Walidain agar Gairmulsim ho tab bhi Aulad ka rawayya unke haq me kaisa ho, Walidain ke Gaursharai amal par Aulad ne kya karna chahiye ? tafsili jankari ke liye Aaiye is bayan…
- Agar Allah Ke Bande Allah Se Duniya Me Khauf Rakhenge ... ♥ Hadees-e-Qudsi: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmate Huye Suna Ke - Allah Ta'ala Ne Farmaya - "Mujhe Apni Izzat Ki Qasam ! Main Apne Bande Par Do (2) Khauf Aur Do (2) Aman Ikatthe Nahi Karunga. Agar Wo Mujhse Duniya Me…
- Imaanwalo ko Chahiye ke Allah hi par Bharosa rakhe ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ "Agar Allah Tumhari Madad kare to koi tumpar Galib aa nahi sakta, aur agar woh tumhe chorr de tou fir koun hai jo uske siwa tumhari madad kar sake, tou Imaanwalo ko Chahiye ke Allah hi par Bharosa rakhe" - (Quran; Surah Aale Imran; 3:160) ♥ बिस्मिल्लाह…
- Sabko Allah Hi Ki Taraf Loutna Hai Allah Rabbul Izzat Ek Ayat Me Farmata Hai: ♥ Al-Quran: Aye Wo Logon Jo Imaan Laye Ho! Gour Se Suno Ke Allah Aur Uskey Rasool Jis Taraf Tumhe Bulatey Hai Uss Taraf Jao, Jab Ki Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Uss Cheez Ki Taraf Tumhe Bulatey Hai Jo Tumhe…
- MUSLIM AURAT Paiydayish Se Mout Tak - Sis. Amtul Mateen https://www.youtube.com/watch?v=3IJRIX39JIs Muslim Aurat ki Zimedariya Paidaish se lekar Mout tak kya hoti hai ? iske bare me tafsili jankari ke liye aayiye is bayan me mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan.
- Insan Ka Imtehan Emaan Aur Taqway Ke Mutabiq .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Insan Ka Imtehan Iss Ke Emaan Aur Taqwe Ke Mutabiq Hota Hai, Agar Wo Apne Taqwe Me Mazboot Hota Hai, Tou Uski Aazmayish Bhi Sakht Hoti Hai, Yehi Wajah Hai Ke Sab Se Zyada Sakht Aazmayish Aur Imtihaan Nabiyon Ke Huwey,…
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai Jisko Allah Ne Zameen Par Utaara Hai. Lihaza Usko Aapas Me Khub Failao Qunki Musalman Jab Kisi Qoum Par Guzarta Hai Aur…