Juma ke Din ya Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat

Hadees : Juma ke Din ya Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat

Hadees of the Day | Jumma Series

Juma ke Din Surah Al-kahf padhne ki Fazilat

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Jo Jumah ke Din Surah Kahf padhta hai uske liye ek Jumah se Dusre jumah tak noor roshan ho jata hai.”

📕 Saheeh al-Jaami, 6470


Juma ki Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

Jisne Juma ki raat Surah kahf padhi uske aur baitullah ke darmiyan noor ki roshni ho jati hai.

📕 Saheeh al-Jaami, 6471

(Note: Jumerat ko magrib ke baad se juma ki raat shuru ho jati hai)


Discover more from Ummate Nabi ﷺ Hinglish

Subscribe to get the latest posts sent to your email.




WhatsApp Channel Join Now
Telegram Channel Join Now

Comment

0 thoughts on “Juma ke Din ya Raat Surah Al-kahf padhne ki Fazilat

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *