Hadees Of The Day
3 Din se Zyada Narazgi Hadees in Urdu
Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya,
“Kisi Musalman ke liye ye Jayez Nahi ki
Apne Bhai se 3 Din se Zyada
(Baat Chit Karna) Chhor de (Narazgi ki Wazah se),
Jisne 3 Din se Zyada (Baat Chit Karna)
Chhorh diya aur (Isi Halat me) Marr Gaya
tou Wo Dozakh me Dakhil hoga.”
📕 Sunan Abu Dawood, Jild 3, Hadith no.1483
3 din se zyada narazgi hadees in Hindi

✦ हदिस: अबू हरैराह (र.अ) से रिवायत है के
अल्लाह के पैगंबर (ﷺ) ने कहा:
❝ किसी मुसलमान के लिए ये जायज़ नहीं के
वो अपने मुसलमान भाई से ३ दिन से ज्यादा नाराज़ रहे,
और जिसे इस हाल में मौत आयी वो
जहन्नुम में जायेगा।❞