Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom

Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom

Hadees of the Day

Apne Bhai ki Madad karo,
Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom

Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Tu apne Bhai ki Madad kar! chahe woh Zaalim ho ya Mazloom.”

Tou ek shakhs ne pucha “Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Mazloom hone ki Soorat me tou hum uski madad karenge, lekin Zaalim hone ki soorat me uski Madad kaise kare?”

Tou Aap (ﷺ) ne farmaya ke
“Tum Usey Zulm karne se rok do, yahi uski Madad karna hai.”

📕 Sahih al-Bukhari 2444

5/5 - (5 votes)
3 din se zyada narazgi hadees in urdu

Apne Musalman Bhai se 3 Din se Zyada Naraz naa rahey

3 din se Zyada Narazgi Hadees in Roman Urdu | Hadees: “Kisi Musalman ke liye ye Jayez Nahi ki Apne Bhai se 3 Din se Zyada Narazgi ki Wazah se Baat Chit Karna Chhor de.” [Sunan Abu Dawood, Hadith 1483]

Fasiqon Ko Hidayat Nahi

♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! “Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) Aap Keh Do Insey ! …

Read More