♥ Mafhoom-e-Hadees: Asma Bint Abu Bakr (RaziAllahu Anhuma) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki –
“Maal Ko Thaili (Bag) Me Band Kar Ke Na Rakhna Warna
Allah Ta’ala Bhi Uskey Khazane Me Tumhare Liye Bandish Laga Dega,
Jaha Tak Ho Sakey Logon Me Khairaat Taqseem Kiya Karo”.
– (Sahih Bukhari)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Logon Me Khairat Taqseem Kiya Karo ….
Related Posts:
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Sadqa wa Khairat Museebat ke Sattar (70) darwaze band karta… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai ke, “Sadqa wa Khairat Museebat ke sattar (70) darwaze band kar deta hai” – (Tabrani Kabir, 6724) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है के, “सदका व खैरात मुसीबत के सत्तर (70) दरवाज़े बंद कर देता है” – (तबरानी कबीर, ६७२४)…
- Aye Logon Tum Par Hajj Farz Kiya Gaya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat-e-Abdullah Ibne Abbas(RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai - Jab Hazrat-e-Ibrahim (Alaihay Salam) Khaana-e-Kaaba Ki Tameer Muqammal Kar Liye Tou Allah Ta'ala Ki Bargaah Me Marooza Kiye - 'Ilaahi Maine Tameer Muqammal Kar Li Hai!' Tabhi Allah Ta'ala Ne Hukm Farmaya -…
- Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi… Hadith: 15-April: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo. 📕 Musnade Ahmed 2136
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Logon Me Fasaad Fail Jaaye Tou Islah Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees Abu Ayyub Ansaari (RaziAllahu Anhu) Se Marwi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Unsey Farmaya - "Kya Mai Tumhaari Aise Sadqa Ki Taraf Rehanumai Na Karun? Jo Allah Aur Uss Ke Rasool Ko Raazi Karde ! (Aur Woh Ye Hai) Jab Logon Ke Darmiyaan Fasaad Fail Jaye…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Kisi ki Kamzoriyon Ki Talash Me Na Raho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai Ke: Aye Logon! Tum Kisi Ki Kamzoriyon Ki Talaash Me Na Raha Karo..” – (Bukhari Sharif)
- Geebat Ki Ta'arif - What is Backbiting ? "Kisi Shakhs Ka Koi Zaahiri Aib Ho Ya Baatini, Uska Paidaishi Aib Ho Ya Uska Apna Paida Kiya Hua Aib Ho, Usey Bayan Karna Geebat Hai,.." - (Ahyaul Uloom J:3 S:141) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta'ala Ke Bad'tarin Bande Woh Hai Jo Logon…
- Burayi Ko Badal Ne Ki Koshish Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isey Badalney Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Rokey - Tou Qareeb Hai Ke Allah Apne Azaab Me…
- Quwwat Ke Bawajud Sawal (Manga) Na Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - 'Jo Shakhs Logon Se Sawaal Kare (Bila Jarurat Mange), Halaaki Na Usey Faaka(Gareebi) Pahucha, Na Itne Baal-Baache Hai Jin Ki Taqat Nahi Rakhta Tou Qayamat Ke Din Iss Tarah Aayega Ki Uss Ke Muhh Par Ghost Na Hoga'. - (Shoebul Emaan,…
- Fara'iz Ki Pabandi Sab Se Afzal Jihaad Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Gunaho Ko Chhorr Do, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Hijrat Hai, Aur Fara'iz Ki Pabandi Kiya Karo, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Jihaad Hai Aur Zikr Allah Ki Kasrat Kiya Karo, Kyu Ke Tum Allah Ta'ala Ke Paas Kasrat-e-Zikr…
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…
- Qasam Sirf Allah Ki Khaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Bayan Kiya Ki , Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Mere Waalid Umar-Bin-Al-Khattab Ke Paas Aaye Tou Kya Dekha Ki Wo Kuchh Logon Ke Saath Chal Rahe Hain Aur Apne Waalid Ki Qasam Khaate Jaa Rahe Hain. *Ye Sunkar Aap Ne Farmaya - "Suno!…
- Din Ki Shuru Aur Aahiri Me Achay Kaam Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Ne Din (Day) Ki Shuruwat Kisi Achay Kaam Se Ki Aur Apne Din (Day) Ko Achay Kaam Hi Par Khatm Kiya Tou Allah Apne Farishtay Se Farmayega, "Inn Dono (Din Ke Shuru Aur Aakhir) Ke Darmiyan Jo Sagheera Gunaah (Kum…
- Insan Ka Haqeeqi Maal Sirf 3 Cheeze Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Banda Kehta Hai Mera Maal, Mera Maal Jabki Iska Maal 3 Cheeze Hain", ∗(1) Jo Khaya Aur Fanah Kiya, ∗(2) Jo Pehna Aur Poorana Kiya Aur ∗(3) Jo Allah Ki Raah Me Diya…
- Dosti Aise Logon Se Karo Jo - ♥ Qaul-e-Mubarak: Dosti Aise Logon Se KaroJo Nafs Se Jihaad Par Tumhaari Madad KareAur Gunaaho Se Bachaye,..- Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alayh)
- Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
- Dua Ke Jarye Dilon Me Imaan Ko Ta'aza Rakha Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Aamru Bin Aas (Razi'Alahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Imaan Tumhare Dilo Me Usi Tarah Purana (Aur Kamzor) Ho Jata Hai, Jis Tarah Kapda Purana Ho Jata Hai, Lihaaza Allah Ta'ala Se Dua Kiya Karo Ki Woh…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: “Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo Jitni Jaldi Tum Allah Se Apney Liye Muafi Ki Ummid Rakhte Ho”. - Hazrate Umar-e-Farooq (RaziAllahu Anhu)
- Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo!..." Ek Sahabi Ne Sawaal Kiya: "Ya Rasool'Allah! Dewar Ke Bare Me Kya Irshad Hai?" Aap (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Dewar Tou Mout Hain". - (Bukhari Sharif Jild 3, Bab…