♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Tum Me Se Koi Shakhs Kisi Takleef Ki Wajah Se Jo Tumhe Pohanchi Ho, Mout Ki Aarzoo Na Kare.
Aur Agar (Takleef Ki Noeyat Aysi Ho Keh Iss Ke Bagair) Chara Na Ho Tou Iss Tarhan Dua Kare,
“Aye Allah ! Tu Mujhey Iss Wakt Tak Zinda Rakh, Jab Tak Zindagi Mere Liye Behtar Ho
Aur Uss Waqt Mujhe Fout (Die) Kar De Jab Wafaat Mere Liye Behtar Ho”.
– [(Reyaaz-Al-Saleheen) Jild No-1, Hadith no. 40]
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Kisi Takleef Ki Wajah Se Mout Ki Aarzu Na Kare
Related Posts:
- Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Naa hi Zulm Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Eyaaz Ibne Himaar Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, Allah Ta’ala Ne Mujhe Wahi Farmayi Ki Inkisar Karo Hatta Ki Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Koi Kisi Par Zulm Na Kare. - (Mishkatul Masaabih. Al Hadees: 4898, Jild 2 Safa 202)…
- Kisi Ka NaaHaq Aur Zulman Qatl Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek Musalman Ka Khoon, Maal Aur Izzat Dusre Musalman Par Haraam Hai.." - (Muslim, Page: 1386-1387, Hadith: 2564) # Wajahat: Hazrat Mufti Ahmed Yar Khan Farmate Hain, Iss Hadith Se Ye Patah Chalta Hai Ke Koi Musalman Kisi Musalman Ka Maal…
- Jis Shakhs Ne Kisi Musalman Ki Duniyawi Takleef Me Se Koi… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Jis Shakhs Ne Kisi Musalman Ki Duniyawi Mushkilaat(Takleef) Me Se Koi Mushkil Door Ki tou Allah Ta'ala Uss Ki Qayamat Ki Mushkilaat Me Se Koi Mushkil Door Kar dega." - (Muslim, Jild: 3, Page: 493) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते…
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…
- Mout Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Aqalmand Aur Samajhdaar Woh Hai Jo Apne Nafs Ka Muhasba Kare, Aur Maut Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare ,.. *Aur Ahmaq-O-Nadan Woh Hai Jisne Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Ki Aur Allah Ke Rehmat Se Jannat Milne Ki…
- Kisi Ki Musibat Par Khushi Naa Manaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Ne Waasila (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Apne Bhai Ki Samatat Na Kar ! Yaani Uski Musibat Par Khushi Ka Ezhar Na Kar, Ki Allah Ta’ala Uss Par Reham Karega Aur Tujhe Usmey Mubtila Kar Dega.." - (Islami Akhlaq-O-Aadab,…
- Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
- Momin Ke Mout ki Kaifiyat ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Momin Ko Mout Iss Tarha Aa Jaati Hai Jis Tarha Peshani Par Paseena Aa Jata Hai.." - (Mishkat: Jild-1, Page-342)
- Jumaa Me 3 Tarah Ke Log Aatey Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jumaa Me Teen (3) Tarah Ke Log Aate Hain, *(1) Ek Tou Wo Jo Waha Aakar Behuda Baat Kare, Uska Hissa Yahi Hai (Yani Usko Kuch Sawaab Na Milega) Aur *(2) Dusra…
- Sharaabi Jahalat Ki Mout Marega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Sharaab Khabaasatoun Ki Jarr Hai, Jis Ne Sharaab Pee, 40 Roz Uski Namaz Qabool Nahi Hogi. Wo Aadmi Jahliyat Ki Mout Marega Jiske Pait Me Marte Waqt Sharaab Hogi." - (Tabrani, Awst. Sahihah: 1636)
- Jo Logon se Milta Julta aur Unki Bato par Sabr Karta Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai, Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta…
- Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya… ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ :Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Lazzaton Ko Khatm Karne Waali Maut Ko Kasrat Se Yaad Kiya Karo." - (Sahih Bukhari) ♥ Mafhoom-e-Hadees ﷺ ♥ Abu Hurera (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Huzoor-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Tum Me Koi Mout Ki…
- Hashr Ki Garmi Mout Aur Qabr Se Jyada Sakht ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Kahte Hain Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jab Se Allah Ta'ala Ne Insan Ko Paida Kiya Tab Se Uss Par Mout Se Zyada Sakht Koi Waqt Nahi Aaya *Aur Phir Mout Ke Baad Ke Marhale Mout Se Bhi Zyada Sakht…
- Padosiyon Ko Takleef Dene Se Baaz Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ahmad Wa Baiheqi Ne Shoaib-Ul-Imaan Me Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, *Ek Shakhs Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Falani Aurat Ke Mutallik Zikr Kiya Jaata Hai Ki Namaz-Wa-Roza Wa Sadka Kasrat Se Karti Hai Magar Ye Baat Bhi Hai Ki Wah Apne Padosiyon Ko…
- Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan Uss Ki Izzat Ki Jati Ho Tou, Allah Uss Ko Uss Jagah Zaleel Karega Jahan Uss Ko Allah Ki Madad Ki Zaroorat Hogi". - (Abu Dawood, Jild 3, Hadis No-1455) # Sabaq:…
- Burayi Ko Badal Ne Ki Koshish Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isey Badalney Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Rokey - Tou Qareeb Hai Ke Allah Apne Azaab Me…
- Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Hadees of the Day Shohar ki Nashukri karna ek tarha ka Kufr hai Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya: "Mujhe Dozakh dikhai gayi, Maine waha Aurato ko jyada paya, wajah ye hai ki woh kufr karti hai." Sahaba-e-Kiram ne Arz kiya - 'Kya…
- Mout Ki Tamanna Hargiz Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Koyi Maut Ki Tamanna Na Kare Kiyun Ki, Agar Woh Nek Hai Tou Ho Sakta Hai Woh Aur Zyada Nekiyan Kar Le Aur Agar Woh Gunahgaar Hai Tou Shayad Woh (Nek…
- Har Nafs ko Mout ka Maza chakhna hai ( Kullu Nafsin Zaikatul… Verse of the Day | Aaj ki Aayat Kullu Nafsin Zaikatul Mout ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Quran-e-Majid me farmata hai: ❝ Har jaandar ko mout ka mazaa chakhna hai (Kullu Nafsin Zaikatul mout) aur tumhe Qayamat ke din purey purey badley milenge, phir jo koi Dozakh se door…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Dua Ki Wajah Se Allah Apne Bande ko 3 Cheezo Se Zaroor… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Koi Aisa Musalman Nahi Jo Koi Dua Kare Jisme Gunaah Aur Kitta Rehmi Na Ho Magar Allah Uss Dua Ki Wajah Se Uss Ko 3 Cheezo Se Zaroor Nawaz Deta Hai". (1). Ya Tou Filhaal Wohi Cheez De…
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai Jisko Allah Ne Zameen Par Utaara Hai. Lihaza Usko Aapas Me Khub Failao Qunki Musalman Jab Kisi Qoum Par Guzarta Hai Aur…
- Marne ke Baad Roz-e-Qayamat ke Halaat Mout ke Baad ke Haalat : Insaan ko Pesh Aane Wale Marahel Ki Takleef aur Mushkilaat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Marne ke baad insaan ko pesh aane wale marahel jinme Barzakh, Soor, Nushoor, Hashar, Hisab, Mizan aur Pul Seerat wagaira shamil hai, kis qadar takleefdeh aur mushkil honge uss ka andaza…
- Jo Koi Allah aur Aakhirat Ke Din Par Imaan Rakhta Hai Wo... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Aur Jo Koi Allah Aur Aakhirat Ke Din Par Imaan Rakhta Hai Wo Apne Padosi(Neighbour) Ko Takleef Na Pahunchaye. *Aur Jo Koi Allah Aur Aakhirat Ke Din Par Yakeen Rakhta Ho Wo Apney…
- Kisi ki Kamzoriyon Ki Talash Me Na Raho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai Ke: Aye Logon! Tum Kisi Ki Kamzoriyon Ki Talaash Me Na Raha Karo..” – (Bukhari Sharif)