♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
*Apne Maa-Baap (Parents) Ke Saath Bhalayi (Neki) Karte Raho
– Aur Agar Tumhare Samney Unmein Se Ek Ya Dono Budhape Ko Pahunch Jaye
– Tou Unhe Uff Bhi Na Kaho Aur Na Unhe Zidkao Aur Unn Se Adab Se Baat Karo
– Aur Unke Samne Shafqat Se Aajazi Ke Saath Jhukey Raho
– Aur Kaho Ki Aye Mere Rab Jaise Unhone Mujhe Bachpan Se Paala Hai
– Isi Tarah Tu Bhi Un Par Raham Farma.
– (Surah Al-Isra: Ayat-23, 24)
Home / Quran ki Nasihat / Har Haal Me Maa-Baap Se Neki Karna ….
Related Posts:
- Baap (Waalid Sahab) Ka Martaba Aap sabhi ne maa ki shaan me bohot hi azeem baate suni hongi lekin baap (waalid) ke baarey me shayad zyada baatey aam nahi. Islam me Baap ka Martaba ∗ Baap ka Ehtiraam karo taake tumhari Aulad tumhara ehtram kare. ∗ Baap ki izzat karo taake iss se faida utha…
- Maa Baap Par Laanat Karne Se Bacha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai - "Gunaho Me Se Bada Gunaah Yeh Hai Ki Aadmi Apne Maa-Baap Par Lanat Kare, Logon Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Bhala Kaun Apne Maa Baap Par Lanat Karega ?' *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Aulaad Ke Liye Maa Baap Ka Paigaam ..... » Aulaad Ke Liye Maa Baap Ka Paigaam « 1). Jis Din Tum Hame Budha Dekho Tab Sabr Karna, Aur Hame Samajhne Ki Koshish Karna, 2). Jab Ham Koi Baat Bhul Jaye Tou Ham Par Gussa Na Karna Aur Apna Bachpan Yaad Karna, 3). Jab Ham Budhe Hokar Chal Na…
- Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai, - Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke, Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche - Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai…
- Apne Maa Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Apne Maa-Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna, Chahe Woh Tumko Ghar Aur Maal Wa Jaydaad Chhodne Ka Huqm Dein.." - (Musnad-e-Ahmad: Hadith no.21570) • Note: Bashartey Baat Khilaf-e-Shariyat Na ho
- Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Hajir Honge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amir Bin Aas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Quraan Majeed Ki Yah Aayat Tilawat Farmayi - ♥ Al-Quraan: "Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Khade Honge" - (Surah Mutaffifin : 6) *Fir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad…
- Waliden(Maa-Baap) Ek Anmol Tohfa Hai ..... *Sab Se Bura Waqt Woh Hai Jab Tumhare Ghusse Ke Khauf Se Tumhare Maa-Baap Tum Se Apni Zarooraton Ko Chupane Lage Aur Tumhe Naseehat Karna Chorh De. *Waliden(Maa-Baap) Ek Anmol Tohfa Hai, Jo Hamesha Sath Na Honge. Iss Liye Bahane Dhunda Karo Unn Ko Khush Karne Ke Liye. Aur Bacha…
- Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Ka Huqm... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem Me Irshad farmata hai - ♥ Al-Quraan: "Aur Humne Insaan Ko Apney Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Kerne Ka Hukm Diya Hai, Iski Maa Ne Isey Takleef Utha Ker Pait Me Rakha Aur Takleef Berdaasht Ker Ke Isey Jana." - (Surah 26: Al Ahqaaf,…
- Maan-Baap Ki Khidmat Se Mehroom Na Raho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Kiya Gaya Hai Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) 3 Martaba Farmate Hai Ki, "Uski Naak Khak Aaluda Ho!!" Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Arz Karte Hai, "Kiski Ya Rasool'Allah!! " Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai, "Uski Jisney Burhe Maan Baap Ya Unme Se Ek Ko Paya…
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- 9 Beautiful Points to Share & Remember "9" Beautiful Points To Share & Remember: (1) Kisi Musalman Ki Taraf Muskura Kar Dekhna "Sadqa" Hai, (2) Sanjida Rehne Wala Hamesha "Izzat" Pata Hai, (3) Emaan Par Maut Jannat Me Jane Ki "Sanad" Hai, (4) Nafs Ke Khilaf Jihaad Karna "Jihaad-e-Akbar" Hai, (5) Maa Baap Ki Khidmat Doo No…
- Har Haal Me Insaaf Par Qayam Raho Allah Ta'ala Ne Apne Bando Ko Insaaf Ke Muamle Me Sakht Hidayat Ki,.. Aur Gour Se Dekha Jaye Tou Quraan Ka Paigaam Hi Insaaf Par Madani hai ,.. Tou Aayiye Iske Talluk Se Bus Ek hi Aayat Par Hum Gour Karte Hai Ki Insaaf ki Kitni Ahmyat Aur Wusat Hai…
- Baap ke Saath Husne Sulook ka Aala Darja ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Baap ke saath Husne Sulook ka Aala Darja yeh hai ke uski Wafaat ke baad us ke Milne julne waalo ke saath accha sulook kare." - (Muslim, 6679) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अब्दुल्लाह इब्ने उम्र (रजीअल्लाहु अन्हु)…
- Neki aur Burayi kya hai : Hadees ۞ Hadees: Nawas Ibne Sam'aan (R.Anhu.se riwayat hai ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se puchha - "Neki aur Burayi kya hai ?" Aap (ﷺ) ne farmaya - "Neki Khush Akhlaqi hai aur Burayi aisa Kaam karna hai jo tere Dil me khatke, Aur Tujhe Wo Pasand na ho ke…
- Apne Maa Baap ko UFF tak na kehna Al-Quran: Apne Maa Baap ko UFF tak na kehna ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Majid me farmata hai: Aur tere Parwardigaar ne huqm de rakha hai ke Mere Alaawa kisi ki Ibadat na karna aur apne Maa Baap se Acchha Sulook kiya karna, Agar Unme ka ek ya dono…
- Emaandaar Aur Aabid .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu)♥ ∗ Emaandaar Wahi Hai Jo Aakhirat Ke Liye Tosha Jama Kare, Aabid Wahi Hai Jo Allah Ki Taqseem Par Raazi Rahe. ∗ Agar Tumhain Ek Dusre Ki Niyaton Ka Ilm Hota Tou Tum Ek Dusre Ko Dafan Bhi Na Karte. ∗ Kisi Nek Kaam…
- Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
- Qurbani Kya Hai ?... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid Bin-Arkam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayet Hai Ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Ashab Ne Arz Kiya, Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Ye Qurbani Kya Hai, *Aap Ne Farmaya - "Tumhare Baap Ibrahim (Alaihi Salaam) Ki Sunnat Hai", *Unhon Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay…
- Tum Har Insan Ke Sath Neki Hi Karo ... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Tum Har Insan Ke Saath Neki Hi Karo, Chahe Tumhare Saath Koi Neki Na Kare. » Tum Har Ek Ko Khush Nahi Rakh Sakte Lihaza Har Kaam Me Khuloos-e-Dil Peshe Nigaah Rakho. - Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh)
- Behtareen Baate .... Behtareen Neki : Pareshan Logon Ki Madad Karna. Behtareen Sarmaya : Jo Aakhirat Ke Liye Tayaar Kiya Gaya Ho. Behtareen Amal : Jis Me ReyaKari (Dikhlawa) Na Ho. Behtareen Jihaad : Apne Nafs Per Qabu Rakhna. Behtareen Dost : Jo Neki Ki Taraf Ragib(Daawat) Kare. Behtareen Maal : Jo Allah…
- Sacchayi Neki Ki Taraf Rahnumai Karati Hai ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ibne Mas'ood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Yaqeenan Sacchayi Neki Ki Taraf Rehnumayi Karaati Hai Aur Neki Jannat Ki Taraf Le Jaati Hai. - Aadmi Sach Bolta Rahta Hai, Yaha'n Tak Ke Usse Allah Ke Yahan Bahot Sachcha Likh…
- Kuch Khatarnaak Galatiyaan .... » Apney Aap Ko Sabse Aqalmand Samjhna, » Jo Kaam Khud Sey Na Ho Sakey Wo Sabke Liye Naamumkeen Samjhna, » Gunaah Iss Niyat Sey Karna Ke Chand Martaba Ker Ke Chor Doonga. » Bekaari Me Aainda Ke Liye Khayali Pulao Pakaana Aur Kush Hona, » Insan Ke Mutaliq Zahiri…
- Apne Parwardigar Se Daro Aur Uss Din Ka Khauf Karo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Logon Apne Parwardigar Se Daro Aur Uss Din Ka Khauf Karo Ke *Na Tou Baap Apne Betey Ke Kuch Kaam Aaye Aur Na Beta Baap Ke Kuch Kaam Aa Sake. *Beshak Allah Ka Waada Saccha Hai Bas Duniya Ki Zindagi Tum Ko Dhokey Me Na…
- Maa-Baap Ki Khidmat ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jhukey Rakhna Unn Dono (Maa-Baap) Ke Liye Apne Kandhe Rahem Ke Sath, Aur Dua Karte Rehna." - (Sureh Al-Isra, Aayat-24) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki, Ek Aadmi Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Haazir Hokar Arz Kiya…
- Gheebat Nekiyo ko Jaya kar deti hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat ki "2 Shakh ne Zohar ya Asar ki Namaz padhi aur wah dono Rozdar they, Jab Namaz padh chuke Nabi-e-Karim (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya 'Tum Dono Wuzu karo aur Namaz ko dobara padho aur Roza pura karo aur dushre din is Roze ki…