Islamic Quiz 183 : Ummate Muslima par 5… Ummate Muslima par 5 wakt ki Namaz kab Farz hui? | Options are: A. Shab-e-Barat me, B. Shab-e-Meraj me, C. Shab-e-Qadr me, D. Fateh Makka ke din
Namaz kisi bhi Haal mein Muaf nahi Namaz kisi bhi Haal mein Muaf nahi Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Khade ho kar Namaz padha karo, Agar Uski bhi Taaqat na ho to Baith kar aur Agar uski bhi na ho to Pehlu ke Bal Let kar…
Shab-e-Meraj par Namaz ka Bayan Mafhoom-e-Hadees: Shab-e-Meraj par Namaz ka Bayan ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Hazrate Anas bin Malik (R.A) bayan karte hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: (Shab-e-Meraj me) Allah Ta’ala ne meri Ummat par Pachaas (50) Namazein farz ki, tou Main un (Namazon) ke…
Jab Banda Namaz me Surah Fatiha padhta hai ۞ Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim ۞ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) kehte hain maine RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko farmate hue suna, "Allah Ta'ala farmata hain: maine namaz apne aur apne bande ke darmyan aadhi-aadhi taqseem kardi hai , Lehaza mera banda…
Pabadi se Namaz ada karne ki Fazilat aur Ahmiyat Hadees of the Day Pabadi se Namaz ada karne ki Fazilat aur Ahmiyat RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Jo Shakhs Namaz Pabandi se ada karega tou Yeh Uss ke liye Qayamat ke din Noor hogi, (Iskey Imaan aur Allah se…
♫ Qaza e Umri ki Hakikat aur Qaza Namaz… Qaza e Umri Ki Namaz Padhna Kaisa Hai ? Kya Qaza e Umri Qurano Sunnat se Sabit hai? tafsili jankari ke liye audio clip ka mutala kare,. jazakAllah khairan kaseera ♫ Qaza-e-Umri Ki Hakikat ♫ Qaza Namaz Kaise Ada Karey…
Namaz ke liye Paaki haasil karna Farz hai Roman Urdu : Namaz ke liye Paaki haasil karna Farz hai ۞ Quran-e-Kareem me Allah Ta'ala farmata hai: "Aye eman walo! Jab tum Namaz ke liye utho tou apne munh ko aur apne haathon ko kohniyon samet dho lo aur…
Namaz ki Ahmiyat aur Fazilat Urdu Bayan https://www.youtube.com/watch?v=hSQyJ8Zrc0o Namaz ki Ahmiyat aur Fazilat Urdu Bayan Namaz kya hai ?, Namaz ke Fayde kya hai ?, What is Namaz ?, how to perform Salah for beginners, learn namaz, how to pray in islam for beginners, what is salah,…
Namaz-e-Asar ki Ahmiyat: Jiski Namaz Asar… Jiski Namaz Asar Qaza Ho Gayee Uska Hadees: Abdullah Bin Umar (R.A) se riwayat hai ki - RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Jiski Namaz-e-Asar Qaza ho Gayee (Yaani nahi padi Uski Misaal aisi hai ke) Uska Ghar aur Maal Sab…
Fajar ki Namaz ki Fazilat by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=cycAb5b03aE Fajar ki Namaz ki Fazilat Fajar Ki Namaz Ki Kitni Ahmiyat hai aur iski kya Fazilat janne ke liye is mukhtasar se video ko jarur mutala kare, aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. Namaz…
Quran aur Namaz se Gaflat ka Anjam Quran aur Namaz se Gaflat ka Anjam Aap (ﷺ) ne Khawb bayan karte hue farmaya: "Jis ka Sir Pattar se kuchla ja raha tha wo Quran ka Hafiz tha, magar wo Quran se Gafil ho gaya, aur Farz Namaz padhey…
Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah Jaanbhujkar Namaz chorne ka Gunah Hadees: Abu Darda (R.A) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (ﷺ) ne mujhe waseeyat farmayee ki: "Allah ke saath kisi ko Sharik na karna chahe Tumhare tukde tukde kar diye jaye ya tumhe Aag…
Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi… ✦ Hadith : Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge RasoolAllah (Sallallahu Alalhi Wasallam) ne farmaya: "Namaz teen hisso mein taqseem hai Pakeezgi ek tihayee hai aur ruku ek tihayee hai aur sajde ek tihayee…
Kya ghar me Aurat aur mard Aik Sath Jamat… Kya Ghar me Aurat aur mard Aik Sath Jamat bana kar Namaz padh Sakte hain? 👫👬👨👩👦👦 Jawab: Padh Sakte hain ✔️ 👉 Usme Imam Mard hoga, aur Mard ki Saff (Line) Aage lagegi aur Aurto ki saff (Line) uske baad…
Ramadan Day 28 | Namaz-e-Eid se pehle diya… Ramadan Hadees: Day 28 Namaz-e-Eid se pehle diya hua Sadqa-e-Fitr Qabool hua ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Ibn Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jisne Namaz-e-Eid se pehle Sadqa-e-Fitr ada kiya uskaSadqa maqbool hua, aur jo…
Related Posts: