Aur Baaz log Duwa karte hai ke Aye Hamare Rab Hum ko iss Duniya me hi de de

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ 

Roman Urdu

۞ Allah Ta’ala Quran-e-Kareem me farmata hai:

Aur Baaz log Duwa karte hai ke Aye Hamare Rab Hum ko iss Duniya me hi de de, Aise Logon ka Aakhirat me koi hissa nahi hai aur Baaz iss tarah Dua karte hai ke, Aye Hamare Rab! Tu hume apni Neymat se iss Duniya me bhi Nawaaz de aur Aakhirat me bhi apni meharbaani se ata farma aur Dozakh ke azaab se bhi najaat De, inhi logon ke liye unke nek kaamon ka bada hissa taiyaar hai aur Allah bahot jald hisaab karne waala hai.

📕 Surah Baqrah 2:200-202

हिंदी

۞ अल्लाह तआला क़ुरआन में फरमाता है:

❝ और बाज़ लोग ऐसे हैं जो कहते हैं कि ऐ मेरे परवरदिगार हमको जो (देना है) दुनिया ही में दे दे हालाकि (फिर) आख़िरत में उनका कुछ हिस्सा नहीं, और बाज़ बन्दे ऐसे हैं कि जो दुआ करते हैं कि ऐ मेरे पालने वाले मुझे दुनिया में नेअमत दे और आख़िरत में सवाब दे और दोज़ख़ की आग से बचा यही वह लोग हैं जिनके लिए अपनी कमाई का हिस्सा चैन है। ❞

📕 सुरह बकराह २:२००-२०२

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *