♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:
“Ek Musalman aurat jo Allah Ta”ala aur Aakhirat ke din par Iman rakhti ho. Uss ke liye jayez nahi ke woh kisi (ki wafat) ka sog teen (3) din se zyada manaye siwaye apne Shauhar ( husband ) ke uss ke liye chaar maheene dus din hai.”
– (Sahih al Bukhari; Hadith no. 5339)
♥ मफहूम-ए-हदीस: नबी ऐ करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया:
“एक मुसलमान औरत जो अल्लाह तआला और आखिरत के दिन पर इमां रखती हो, उस के लिए जायज़ नहीं के वोह किसी (की वफात) का सोग तीन दिन से ज्यादा मनाये सिवाय शौहर के उसके लिए चार महीने दस दिन है “
– (सहीह अल बुखारी; हदीस 5339)
♥ Mafhoom-e-Hadith: RasulAllah (Sallallahhu Alaihi Wasallam) said
“It is not lawful for a Muslim woman who believes in Allah ta”ala and the Last Day to mourn for more than three days, except for her husband, for whom she should mourn for four months and ten days.”
– (Sahih al Bukhari; Hadith no. 5339)
For more Islamic messages kindly download our Mobile App