♥ Umar Ibne Khattab (RaziAllahu Anhu) Se Ek Martba Sawaal Kiya Gaya Ke: ‘Ilm Kya Hai ?’
Aapne Farmaya: “Ilm Wo Hai Jo Allah Ki Kitaab Me Hai ,.. Yaani Jo Allah Ne Kaha Wo Ilm Hai” ,.
Aur Jo Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaha Wo Ilm Hai ,..
Aur Koi Shakhs Yeh Kahe Ke ‘Mujhe Nahi Malum! Yeh Bhi Ilm Hai’…
Yaani Us’sey Koi Sawaal Kiya Jaye Aur Jawaab Na Maloom Ho Tou
Sach-Sach Keh Dey Ke Mujhe Nahi Maloom Yeh Bhi Ilm Hai ..
– Isliye Ke Baaz Log Apni Shaan Ko Barkarar Rakhne Ke Liye Kuch Bhi Jawaab De Detey Hai ,..
Lekin Inn Jhute Jawaab Deney Walo Se Behtar Wo Shakhs Hai Jo Saaf Saaf Kehde Ke Mujhe Nahi Maloom ,..
Isiliye Ke Yeh Kahne Ko Bhi Insan Ko Bohot Bada Dil Lagta Hai …
– – – – –
♥ Ek Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Bhi Kisi Ne Poocha “ILM Kya Hai ?”
Tou Aap Ne Farmaya – “Agar Koi Tum Per Zulm Karey Tou Usey Muaf Kar Do.
Agar Ta’aluq Todey Tou Jod Lo.
Agar Koi Tumhe Mehroom Kare Tou Usey Nawaz Do.
Agar Kisi Se Intiqaam Lena Ho Tou Dar-guzar Kardo.
Ghusse Me Aisi Baat Na Karo Ke, Baad Me Nadamat Ho”
Yeh “ILM” Hai ,..
Recent Posts
खरेदी व विक्री आणि आपले हक्क मिळवण्यासाठी नम्रतेने व्यवहार
39
Jhoote Nabion Aur Dajjalon Ka Zahoor ….
807,239
Friday reminder: O believers, when the call for prayer is made on Friday, come to the remembrance of Allaah
807,745
Islamic Quiz 18 : Wo koun hai jise kabhi Mout nahi aani ?
2,805
Dozakh Ki Aag Haraam Hai Har Aise Shakhs Par Jo…
807,954
Kisi bhi Musalman Bhai ki taraf Hathiyar se Ishara na kare
807,294
Ek Paigam Ek Rab Ke Bando Ke Naam ….
807,205
Koi Aurat Apne Shohar se kisi bhi Aurat ka huliya bayan na kare
808,627
इस्लाम में पड़ोसी के अधिकार …
808,698
Hum Logo Ke Qatil Ko Bas Meem Se Matlab hota hai by Imran Pratapgadi
हम लोगो के कातिलो को केवल मीम से मतलब होता है : इमरान प्रतापगड़ी
807,307
Roza kin Cheezo se toot’ta Hai?
817,319
Namaz Khadi Ho Jaye Tou Doudte Huwe Na Aao
807,290
Gunaah Dil Ko Pareshan Rakhta Hai ….
807,346
गुलामो का ये कहना के नाकिस है ये किताब, सिखाती नहीं हमे गुलामी के उसूल: डॉ. अल्लामा इकबाल
807,592
Sila Rehmi Karne Wale Mohtaj Nahi Rehte ….
807,263
2
3
…
174
Next
Install App