Duniyawi Zindagi me unki rozi Allah ne hi taqseem kar rakhi hai
Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai:
“Duniyawi Zindagi me unki rozi hum (yaani Allah) ne hi taqseem kar rakhi hai aur ek dusre par martabe ke aitbar se fazeelat de rakhi hai, taaki ek dusre se kaam leta rahe.”
Tohfa de kar waapas lene wale ki Misaal Tohfa de kar waapas lene wale ki Misaal Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Hadiya (Tohfa) de kar waapas lene wala Uss Kutte ki tarha hai jo Qai (Vomit) kar ke fir se Chaat leta hai." 📕 Sahih al-Bukhari 2589📕 Sunan Ibn Majah 2476
Jo log iman laaye, Allah unki Burayion ko door kar dega Jo log iman laaye, Allah unki Burayion ko door kar dega Allah Taala Quran me farmata hai: "Aur jo log iman laaye, aur Unhone Neik kaam kiye yakinan hum unse unki Buraiyan door kar denge." 📕 Surah Ankabut 29:7
Aye Allah Ke Bando! Bhai-Bhai ho kar Raho Aye Allah Ke Bando! Bhai-Bhai ho kar Raho Hadees: Anas bin Malik (R.A) se riwayat hai ke,Nabi (ﷺ) farmate hai, "Aapas me Ek Doosre se Bugz-o-Dushmani na rakho aur na hi Ek Doosre se Hasad karo aur na ek doosre se talluk todo aur Aye Allah ke bando! bhai bhai ho kar raho. aur kisi musalman ke liye ye jayaz nahi ke 3 din se jyaza apne kisi bhai se rishta tode rakhe (baat band rakhe)." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees…
Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) farmate Hai: “Tumhaare Kamzoron ki wajah se hi tum ko Rozi di jaati hai aur tumhaari madad ki jaati hai.” 📕 Sahih al-Bukhari 2896
Ya Allah! meri Madad kar tera Zikr aur Shukr karney… Acchi ibadat ki dua "Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika" (Ya Allah! meri madad kar tera zikr karney me, aur tera shukr ada karney me aur teri achchi ibadat karney me) – Sunan Abu Dawood 1509-Sahih ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: "Aur jo meri yaad se ghafil ho jata hai tou hum uss par ek shaitan muqarrar kar detey hain phir wo uska saathi ban jata hai." – Surah Az-Zukhruf 43:36
Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani… Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai ۞ Hadees: Ka'b bin Ujrah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Sadqa Gunaahon ko iss tarha khatam kar deta hai jis tarah paani Aag ko bujha deti hai." 📕 Jami` at-Tirmidhi 614; Grade: Hasan
Bimari Momeen ko Gunaaho se paak kar deta hai... Bimari, Takleef aur Pareshani se Gunah Maaf ho Jate hai ✦ Bukhaar Momin ko Gunaaho se paak kara deta hai: Abu Huraira (R.A) ne farmaya ki, Rasool-e-kareem (ﷺ) ke paas bukhar ka charcha kiya gaya, tou ek shakhs ne bukhar ko bura kaha. Aap (ﷺ) ne farmaya: "Bukhaar ko bura na kaho !, iss liye ki wo (Momin ko) Gunaaho se iss tarah paak kar deta hai, jaise Aag lohe ki mail ko saaf kar deta hai." 📕 Sunan Ibn…
Gheebat ki Hadees : Gheebat Nekiyo ko Jaya kar deti hai Hadees: Ibne Abbas (R.A) se riwayat ki: "2 Shakh ne Zohar ya Asar ki Namaz padhi aur wah dono Rozdar they, Jab Namaz padh chuke Nabi-e-Karim (ﷺ) ne farmaya 'Tum Dono Wuzu karo aur Namaz ko dobara padho aur Roza pura karo aur dushre din is Roze ki Qaza karna.' Unhone arz kiya 'Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Ye Hukm kis liye ?' Aap (ﷺ) ne farmaya "Tumne falah Shakhs ki Gheebat ki hai." - Islami Akhlaq-O-Aadab, Page#191, Hadith 40 SABAQ: Iss Aahadees se Maloom hota hai ke…
Aye Logo! Tum kaise Allah ka Inkar kar sakte ho… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ ‟ Aye Logo! tum kaise Allah ka Inkar kar sakte ho sakte ho jabki Tum Murda they to usi ne tumko zindagi di, aur fir wohi tumhe ek din mout bhi dega, fir wohi tumko dubara qayamat me zinda karega aur usi ki taraf tum sab lautaye jaoge. - (Al Quran, Surah Baqrah 2:28) ‟ हे मानवों! तुम कैसे इनकारी हो सकते हो उस अल्लाह के ? जबकि तुम निर्जीव थे तो उसी अल्लाह ने तुमको एक…
Halaal Rozi Haasil karna Farz hai Mafhum-e-Hadees: 1). Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Shariyat ke Digar Faraiz ke baad Halaal Rozi haasil karna Farz hai." 📕 Bayhaqi, Mishkat Page-242 2). Abu Bakr Siddiq (R.A) se riwayat hai ki, Huzoor (ﷺ) ne farmaya: "Jis Badan ko Haraam Giza (Khana) diya gaya wo Jannat me Dakhil na hoga." 📕 Mishkat Page-243 3). Abu Hurairah (R.A) ne kaha ki, Huzoor (ﷺ) ne farmaya ke: "Logo par ek Zamana aisa bhi…
Do Aadmiyon ke beech unki ijaazat ke bagair na baitha kare ❖ Hadith: Roman Urdu: RasoolAllah ﷺ ne irshad farmaya: ❝ Do Aadmiyon ke darmiyaan mein unki ijaazat ke bagair na baitha jaye.❞ - (Sunan Abi Dawud 4844-Hasan) ❖ हिंदी हदिस : अल्लाह के अंतिम पैगम्बर (ﷺ) ने कहा: ❝ कोई भी व्यक्ति अनुमति के बगैर दो पुरुषों के बीच ना बैठे ।❞ - (सुनन अबू दावूद 4844-हसन) ❖ English Hadith: The Messenger of Allah (ﷺ) said: ❝ One should not sit between two men except with their permission.❞ - (Sunan…
Jisne Quran Hadees ke Khilaf Apni Raay Rakhi woh… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah aur Uskey Rasool (ﷺ) ki Nafarmani Kis tarha Gumrahi Laati hai Iskey Talluk Rabbul Izzat Ek Aayat me bayan farmata hai ke - Kisi Momin Mard aur Momin Aurat ke Liye Jayaz nahi ke Jab Allah aur Uskey Rasool koi Baat ka Faisla kar de Unmey tou Wo kisi Kism ki Apni Raay Rakhe Uss Faisley me. Agar Jisne aisa kiya ke Allah aur Uske Rasool ka Faisla Aaney ke baad Apni Raay Rakhi woh Khuli…
Gunah kar ke fakhr se batana kaisa hai? Gunah kar ke fakhr se batana kaisa hai? Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Meri ummat ke tamam logo ke Gunaah Allah bakhsh dega, siwaye un logo ke jo Gunaah karke logo ko fakhr se bataayen ki humne ye Gunah kiya hai." 📕 Sahih al-Bukhari, Hadees 6069 ✦ Mukammal Hadees ✦ Mujahir ka Anjaam Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya - "Meri tamam Ummat (Tawheed parast) ko Muaf kiya jayega siway Gunaaho ko Khullam Khula…