Hadees: Rozi talaash karne mein halaal aur paakeeza tareeqa ikhtiyaar karo

Hadees: Rozi talaash karne mein halaal aur paakeeza tareeqa ikhtiyaar karo

Hadees: Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Tum Allah se daro aur rozi talaash karne mein halaal aur paakeeza tareeqa ikhtiyaar karo aur rozi milne mein kuchh der ho jaana tumhein haraam tareeqa ikhtiyaar karne par majboor na kar de.”

📕 Shoebul Imaan, Hadees : 10376

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *