Akhirat Ki Kamiyabi - Iman aur Nek Amal Allah rabbul izzat Qurane Kareem me farmata hai "Zamane Ki Qasam ! Insan Dar-Haqikat Ghate Me Hai, Siway Unn Logon Ke Jo Imaan Laye Aur Nek Aamal Karte Rahe Aur Ek Dusre Ko Haq Ki Naseehat Aur Sabr Ki Talkin Karte Rahe." – (Surah Asr: Ayat 1-3) is Surah me Allah Ta'ala apne bando ko jis baat par Nasihat kar raha hai wo ye ke Imaan aur Nek Amal dono hi aham hai un logo ke liye Jo Kamiyabi Chahte hai Aakhirat ke Aitbar se,. tou aayiye is post me Iman aur Amale Swalehat Ka Zikr Karte hai. # Iman…
♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna kya Qayamat ki… Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se mail khata hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..
Aao Uss Baat Ki Taraf Jo Aap aur Hum'me Yaksa Hai .... Allah Rabbul Izzat Ne Aalami Aman Ke Liye Quraan Me Nuskha Bhi Batla Diya. ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Ahle Kitab! Aao Uss Baat Ki Taraf Jo Aap aur Hum'me Yaksa Hai, Ke Hum Allah Ta'ala Ke Siwa Kisi Ki Ibadat Na Kere, Na Uske Sath Kisi Ko Shareek Banaye, Na Allah Ta'ala Ko Chor Ker Aapas Me Ek Doosrey Ko Hi Rab Banaye. Pus Agar Woh Mooh Pher Le Tou Tum Keh Do Ke Gawah Raho Hum Tou Musalman Hai.." - (Surah Al-Imaran; Ayat 64) - @[156344474474186:] Tou Yaha Allah Rabbul Izzat Ne Ek Usool Bata Diya Ke…
Deen-e-Tawheed Ki Wasiyat Ambiya (Alahi Salam) Ki Sunnat ... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Ambiya (Alahi Salato Salam) Ke Bheje Jaane Ka Maksad Allah Ka Paigaam Uske Bando Tak Pohochana Hota hai,.. Aur Allah Rabbul Izzat Ne Roo-e-Zameen Par Kamosbesh 1 Lakh 24 Hazar Nabi aur Rasool Maboos Kiye Taaki Apne Hukm Ko Deen-e-Tawheed Ka Paigaam Apne Bando Tak Pohchaya Jaye,.. *Aur Tamam Tar Ambiyao ne Ta-Waqte-Hayat Apni Zimmedariya Bakhubi Nibhayi ,.. Hatta Ke Haalat-e-Wafat Ke Kareeb Hai Fir Bhi Apni Naslo Ko Deen-e-Tawheed Ki Wasiyat Farma Rahe Hai .. Aisa hi Ek Wakya Rabbul Izzat Ne Quran Me Bayan Kiya Aur Farmaya - ♥ Al-Quran: (Aye Yahood!!) Kya Tum Uss…
Al-Quran: Jab koi baat kaho to insaf se kaam lo, chaahe… Quran: 3-May: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Taala Quran me farmata hai: ‟Jab koi baat kaho to insaf se kaam lo, chaahe muamla apne qareebi rishtedaar hi ka ho. -Surah Al-Anam 6:152
Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey. - (Bukhari:2856, Muslim:30) ♥ Al-Quraan: "Jo Log Emaan Laaye Aur Apne Emaan Ko Zulm Se Mahfooj Kiya Unke Liye Aman Hai Aur Wahi Hidayat Paney Wale Log Hain..” – (Surah 6 Al-An’am, Aayat-82)
Allah ka hukum sirf Mujhse Mango / Allah says that only ask… !!! Bismillah hir-Rahman nir-Rahim !!! ♥ Hadith-Qudsi: Allah Subhanahu ne farmaya Mujhse Raah mango, Mujhse khana mango, Mujhse kapda Maango, Mujhse bakshish Maango Abu Dhar (RaziAllahu anhu) se rivayat hai ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihey wasallam) se suna ki Allah taala ne farmaya: "Aye Mere Bando! mainey Zulm ko apney upar Haram kiya hai aur tum par bhi Haram kiya, Tou Mat Zulm karo aapas mein ek dusrey par, Aye mere bando! tum sab Gumraah ho magar jisey main raah batlauu , tou mujhse Raah mango main tumhey raah batlaunga, Aye mere bando! tum sab Bhukey (hungry) ho magar jisey main…
Aye Allah ! Mere kaam ko mere liye aasan kar ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ ❝ Rabbi Sharli Sadri Wa Yassirli Amri Wahlul Uqdatan Mil-Lisaani Yafqahu Qawli ❞ ✦ Tarjuma ✦ ‟ Aye mere Rab! tu mere liye mera seena khol dey aur isey risalat ka wajan sehne ke liye faila dey, aur mere kaam ko mere liye aasan kar dey, aur meri zubaan ki giroh ko khol dey taaki log meri baat ko acchi tarha se samjhe. - (Al-Quran; Surah Taha 20:25-28) ♥ Ameen Allahumm Ameen !!! For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Al-Quran: Tum aise kanjus na bano ke ke apne hath ko gardan… Al-Quran: 1-April ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Tum aise (kanjus) na (bano ke) ke apne hath ko gardan se bandh kar rakho aur na (aise fuzool karch ke) hath ko bilkul hi khula chdod do; ke jis ke nateeje me tumhe qabile malamat aur khali hath ho kar baithna pade.❞ 📕 Surah Bani Israeel17:29
Jo Shakhs Allah ke Zikr se airaz karega Allah Rabbul Izzat Quran me Fermata Hai – ♥ Al-Quran: "Jo Shakhs Apney Rab Ke Zikr Se Airaaz Karega Allah Usey Shadeed Tareen Azaab Me Mubtela Karega...” – (Surah Jinn: Ayat 17) Ek aur Aayat me Allah Rabbul Izzat Ne Farmaya – ♥ Al-Quran: Jab Mera Banda Mere Ziqr Se Airaaj Karta Hai Tou Hum Uske Upar Ek Shaitan Musallat Karte Hai Aur Wo Uska Humesha Ka Saathi Marne Tak Ban Jata Hai, Aur Wo Usko Humare (Yaani Allah) Ke Rastey Se Behkata Bhatkata Hai Aur Aisa Dikhata Hai Ke Tum Tou Hidayat Par Ho, Bus Chaltey Raho Jaisa Kar…
Biddat Ki Haqeeqat: Part-4 # Rasool’Allah(ﷺ) Ki Aakhri Wasiyat - ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah(ﷺ) Ne Ek Roz Khutba Diya ,… EK Sahabi-e-Rasool Arbaz Bin Sariyaah (RaziAllahu Anhu) Uthey Aur Kahne Lage Ke - “Ya Rasool’Allah!(ﷺ) ! Mujhe Darr Hai, Mujhe Aisa Gumaan Hai Ke Kahi Ye Aapka Aakhri Khutba Tou Nahi ? Lihaja Kuch Nasihat Aur Wasiyat Kar Jayiye Hume,.. (Goya Iss Khutbe Ki Baat Ek Wasiyat Hai Nabi Ki Taraf Se Apni Ummat Ko,.. Agar Isko Samajh Gaye Tou Hum Kamiyabi Ho Gaye..) *Tou Rasool'Allah(ﷺ) Ne Farmaya Aur Kaha: **Fa-Inna Khairal Hadeesi Kitabullahi ! *(Sabse Behtareen Baat! Allah Ke Kitaab Ki Baat Hai ,..)…
Jisne Quran Hadees ke Khilaf Apni Raay Rakhi woh Gumrah… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah aur Uskey Rasool (ﷺ) ki Nafarmani Kis tarha Gumrahi Laati hai Iskey Talluk Rabbul Izzat Ek Aayat me bayan farmata hai ke - Kisi Momin Mard aur Momin Aurat ke Liye Jayaz nahi ke Jab Allah aur Uskey Rasool koi Baat ka Faisla kar de Unmey tou Wo kisi Kism ki Apni Raay Rakhe Uss Faisley me. Agar Jisne aisa kiya ke Allah aur Uske Rasool ka Faisla Aaney ke baad Apni Raay Rakhi woh Khuli Gumraahi me jaa fansa.– (Al-Quran; Surah Ahzab 33:36) Tou Iss Aayat me Allah Rabbul Izzat ne Wajahat farma di ke…
Kyu Deen Me Masumiyat Ikhtiyar Ki Humne ? *Ek Android Cellphone Lena Hai Mujhe,.. *Kaha Se Lu ? *Mall Se Lu Ya Shop Se Lu ? *Waha Tou Itna Daam Hai Uska,.. *Tum Kitne Me Dogey ? *Battery Aur Storage Space Kaisi Hai Iski ? *Jaldi Kharab Tou Nahi Hoga? *Falah Aur Falah ,... Itni Saari Tehqeeq Kyu Karte Hai Hum Mujhe Bataye ? #Duniya Ke Muamlo Me Badi Baariki Se Tehkik Karte Hai ,.. Lekin Jab #Deen Ka Muamla Aata Hai Tou Usmey Khamoshi Ikhteyar Kar Lete Hai ... .. Ke Deen Ke Mu'amle Me Sawal Mat Karo.. Bus Jo #Akida Wirasat Me Milta Hai Wo Le…
Agar Kisi Muamle Me Ikhtelaaf Ho Jaye .... ☆ Paltaado Apni Baato Ko Allah Aur Rasool Ki Taraf .. Momino Me Agar kisi Baat Par Ikhtelaaf ho Jaye Tou Unhe Chahiye Ke Apni Baato Ko Allah aur Uske Rasool Ki Taraf Palta Dey ,.. Yaani Quraano-Hadees ko Insaf Ka Mayar Banaye ,.. Jiske Talluk Se Allah Rabbul Izzat Farmata Hai - ♥ Al-Quraan: "Aye Emaanwalo ! Ita'at Karo Allah Ki Aur Uske Rasool Ki, Aur Ita'at Karo Unki Jo Ulool Amr Hai (Isme Khalifa-e-Wakt Aur Ulma Isme Shamil Hai), Lekin Agar Kisi Muamle Me Ikhtelaaf Ho Jaye Tou Paltaado Apni Baato Ko Allah Aur Uske Rasool Ki Taraf…