Hadith: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
“Wo Allah ka Shukrghuzar nahi ho sakta jo bando ka Shukrguzar na ho.”
“Aur jo Allah ki yaad se ghafil ho jata hai tou Allah uss par ek Shaitan muqarrar kar deta hai phir wo uska saathi ban jata hai.”
“Agar tum meri neymaton ka Shukriya ada karogey tou aur ziyada dunga aur agar nashukri karogey tou mera Azaab bhi sakht hai.”
Shukriya ada karne ki dua
Dua: “Allahumma Ainni Ala Dhikrika Wa Shukrika Wa Husni Ibadatika”
(Ya Allah! meri madad kar tera Zikr karney me, aur Tera Shukr ada karney me aur teri achchi ibadat karney me.)
♥ Ameen Allahumma Ameen !!!
Related Posts: