Hadees Of The Day
Insaan ke Badan ke Har Jod par har Din ka Sadqa Waajib
Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hain :
“Insaan ke Badan ke har Jod par har us Din ka Sadqa Waajib hai Jismein Sooraj Tuloo hota hai. aur Logo ke Darmiyaan Insaaf karna bhi Ek Sadqa hai.”