♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Jannati Jahannamio Se Sawaal Karenge Ke, Tum Ko Kis Cheez Ne Jahannum Me Dala?
(Jahnnumi)Jawaab Dengey Ke – ‘Hum Namaz Nahi Partey They Aur Naa Hi Hum Mohtajo Ko Khana Khilate They’.
– (Surah – Al Mudassir : Aayat 40-43)
Home / Quran ki Nasihat / Tum Ko Kis Cheez Ne Jahannum Me Dala? ….
Related Posts:
- Jannat Me Dakhil Karne Waali Cheez ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Wa Ibne Majah Ne Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Cheez Insan Ko Sab Se Zyada Jannat Me Dakhil Karne Waali Hai - Wah Taqwa Aur Husn-e-Khulk (Accha Akhlaq) Hai *Aur Jo Cheez Insan Ko Sabse Zyada Jahannum…
- Achchi Baaton Ka Hukm Do Magar Khud Bhi Amal Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Usama Bin Zaid (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya "Qayamat Ke Din Ek Shakhs Laya Jayega Phir Wo Jahannum Me Dala Jayega Uske Pait Ki Aantein (Intestine) Bahar Nikal Aayegi, Wo Unko Liye Huye Gadhey Ki Tarah Jo Chakki Peesta Hai Chakkar…
- ♫ Kya Tamaam Auratey Jahannum me jayengi ? Baaz Aurate Aisa Sochti hai ke wo Kitne bhi Acche amal kar le fir bhi wo jahannum me hi jayegi? kya ye akida durust hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera.
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Beshaq Nek Log Neymato Me Honge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Yaqeenan Tumhaare Saron Par Nighahbaan Muqarar Hai Jo Baa-Izzat Likhne Waale Hai. Wo Tumhare Aamaal Ko Khoob Jaante Hai. Beshaq Nek Log Neymato Me Hongey Aur Baddkaar Afraad Jahannum Me Hongey". - [Surah(82) Infitaar: Ayaat:10-14]
- Allah Ne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar .... Rabbe Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Irshad Farmata Hai Ke, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bilashuba Usne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar Aur Khoon Aur Suwar Ka Gosht Aur Wo Jaanwar Jis Par Allah Ke Siwa Kisi Aur Ka Naam Pukara Jaye, Albatta Jo Shakhs Majboor Hojaye (Aur Haraam Cheez Khale)…
- Apne Aapko Aur Biwi-Baccho ko Jahannum Ki Aag Se Bachaao ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Wo Logo Jo Emaan Laaye Ho! Bachaao Apne Aapko Aur Apne Ahl-O-Ayaal Ko Uss Aag Se Jiska Endhan Insan Aur Patthar Honge.." - [Surah: At-Tahrim(66): Aayat-6] #Sabak: Allah Rabbul Izzat Ne Is Aayat me Apne Bando Par Ye Farz Kar Diya Hai Ke, Mere Bando…
- Aye Insan! Tujhe tere Kareem Parwardigar se kis cheez ne… Aye Insan! Tujhe tere Kareem Parwardigar se kis cheez ne behka diya? Allah Taa'la Quraan-e-Kareem me farmata hai: “Aye Insan! Tujhe Apne Kareem Parwardigaar se Kis Cheez ne Behka diya?” Surat Ul Infitar Ayat No 6
- Jo Log Yateemo Ka Maal Zaaya Karte Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Yateemo Ka Maal NaaHaq Zaaya (Waste) Karte Hai, Woh Apne Pait Me Bus Angaare Bharte Hai Aur AnKarib Jahannum Me Wasil Honge.." - (Surah: An-Nisa, Ayat-10)
- Ramzan ki Fazilat: Part 3 2. Nuzul-e-Quraan ke liye iss Mahine ka Intekhab kiya: Iski dusri sabse badi fazilat ye hai ke Allah Rabbul Izzat ne iss Mahine ka Intekhab apni aakhri kitab Qurane Majid ko nazil karne ke liye kiya. Andaza lagaiye kitni aham baat hai ye ke 'Allah Rabbul Izzat ne apna aakhri…
- Zaalimo Ka Koi Madadgaar Na Hoga .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Innahu Mayshrik Billahi, Fakat HaramAllahu Alahil Jannat, Wa Mahunnar, Wa Ma Lizalimin Na Min Ansar." - [Sureh(5) Al-Maida : Ayat-72] • Tarjuma: "Jisne Allah Ke Sath Kisi Ko Shareek Tehraya, Allah Ta'ala Ne Uspar Jannat Haraam Kar Diya. Uska Tikhana Jahannum Hai Aur Zaalimo Ka Koyi…
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Qurani Dua-7 : Aye Allah hum par Aisa boz na daal jaisa… ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ رَبَّنَا وَلاَ تَحْمِلْ عَلَيْنَا إِصْرًا كَمَا حَمَلْتَهُ عَلَى الَّذِينَ مِن قَبْلِنَا ❝ Rabbana wala tahmil alayna isran kama hamaltahu 'alal-ladheena min qablina ❞ (Aye Allah hum par Aisa boz na daal jaisa tuney humse pahle ke logo par dala tha.) - (Al Quran; Surah Baqrah; 2:286 ©…
- Jisne Zeher Peekar Khudkhushi ki woh Jahannum me usey… ✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝ Jisne Zehar peekar Khudkhushi ki, Uss ke Haath me Zehar hoga aur woh Jahannum me usey humesha peeta rahega.❞ - Sunan Abu Dawud 3872 - Sahih
- Sharaab, Juwa Napaak Aur Shaitani Kaam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Sharaab, Juwa Aur Buth Aur Paase Tou Bas Napaak(Burey) Shaitani Kaam Hai Tou Tum Log Iss' Se Bache Raho Taaki Tum Falah (Kamiyabi) Pao". - (Surah Al-Maidah, Ayat-90) » Juwa Ki Ta’arif (Meaning): Har Wo Khel Jisme Yeh Shart Ho Ki Nakaam Hone…
- Sab Se Jyada Khoufnak Cheez Konsi ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sufyan (RaziAllahu Anhu) Bin Abdullah Saqfi Se Riwayat Hai Ke - *Maine Kaha: "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Jin Cheezon Ko Aap Mere Liye Khoufnak Farmate Hai Unn Me Sub Se Zyada Khoufnak Konsi Cheez Hai ? *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apni Zubaan Ko Pakda Aur Fermaya…
- Jo Jitna Nek Wo Utna Hi Pul-Sirat Par Teji Se Gujrega ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn-e-Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Log Jahannum Ki Aag Ko (Pul-Sirat Se Gujar Kar) Paar Karenge, Phir Apne Achhe Achhe Amaal Ke Mutabiq Jahannum Ki Lapad Wagaira Se Chutkara Payenge. Tou Unmey Se Jo Sabse Acche Hongey…
- Hadees: Jhooth se bacho, isliye ke jhooth Gunah tak le jata… Hadith: 2-April: Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jhooth se bacho, isliye ke jhooth Gunah tak le jata hai aur Gunah Jahannum tak le jata hai. 📕 Muslim 6805
- Aib Waali Cheeze Tijarat me Bechne ke Aadab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Musalman Dusre Musalman Ka Bhai Hai Aur Jab Musalman Apne Bhai Ke Haath Koi Cheez Bechey Jis Me Aib(Burayi) Ho Tou Jab Tak Bayaan Na Kare Us'sey Bechna Halaal Nahi". - (Sunan Ibne Majah, Kitab-Ul-Tijarat, Jild-3, Page No.58, Hadith…
- Sabse Jyada Aazmaish Kin Logo Ki Hui ? # Urdu Translation: ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Mus'ab bin Sa'd RadiyAllahu Anhu Farmate hain ke Main ne RasoolAllah Sallallahu Aliahi Wasallam se Daryaft kiya: Ya RasoolAllah! Sab se zyadah Aazmayesh mein kin logon ko dala jata hai ? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: "Ambiya Alaihis Salam ko, Phir use…
- Namaz Me Bande Ke Saamne Allah Subhanahu Wa Ta'ala Hota Hai… ♥ Mahafum-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Qibley Ki Deewar Par Thook Dekha - Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Usey Khurach Dala Fhir Logon Se Khitab Kiya Aur Farmaya Ki - "Jab Koi Shakhs Namaz Me Ho Tou Apne Munh…
- Biwi Se Nek Sulook Kiya Karo ..... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Unsey (Biwi Se) Aacha Bartav Karo Fhir Agar Woh Tumhe Pasand Na Aaye Tou Kareeb Hai Ki Koi Cheez Tumhe Na Pasand Ho Aur Allah Uss Me Bahut Bhalayi Rakhey". - (Tarjuma Kanjul Emaan: Surah Al-Nisa, Ayat:19) » Tafsir: Yaani Ki Apni Biwi Ko Kisi…
- Beshaq Faisle Ka Din Ek Moyyina Waqt Hai ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Beshaq Faisle Ka Din Ek Moyyina Waqt Hai, Jis Din Soor Phooka Jayega Tou Tum Giroh Dar Giroh Aaoge, Aur Aasmaan Khul Jaayega Tou Darwaaze Hi Darwaaze Honge, *Aur Pahaad Hataaye Jaayenge Tou Woh Reti Ki Tarah Ho Jaayenge, *Bila-Shuba Dozakh Ek Ghaat Me Hai,…
- Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par Naahaq… Quran: 24 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein daakhil karenge aur yeh baat Allah ke liye bilkul aasaan hai.❞ 📕 Surah An-Nisa’ 4:30
- Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)