Aur Har Cheez ka Allah ne joda paida kiya Aur Cheez ka Allah ne joda paida kiya Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Aur har cheez ko humne joda joda paida kiya hai taaki tum nasihat hasil karo." 📕 Al-Quran; 51:49
Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat… Hadees of the Day Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat paida karta hai TRANSLITERATION ★ Abdullah bin Masud (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne faramya, ‟ Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin…
Kya tum ye Khayal Karte ho ke Aise hi… Allah ki Madad Qareeb hai "Kya tum ye Khayal Karte ho ke Aise hi Jannat me Chale Jaoge ? halaan ke ab tak tum par wo halat nahi aaye jo tumse pehle logo par aaye they,Unhe Bimariyan aur Musibato ne…
Ummat ke Behatreen aur Badtareen log ✦ Abu Malik Ashari (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya: "iss ummat mai se Allah ke behtreen bande wo hai ke jinhe dekh kar Allah subhanahu yaad aa jata hai , aur iss ummat ke…
Nek Dost aur Burey Dost ki misaal ✦ Mafhum-e-Hadith: Abu Musa (R.A.) se riwayat hai ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝Nek Saathi (Dost) aur Burey Saathi (Dost) ki Misaal mushk bechney waley Attar aur Lohar jaisee hai, Mushk Bechney waley ke paas se tum do…
Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya… Logon ko Deen sikhaao aur Aasania paida karo Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 2136
Islamic Quiz 282 : Kaunsa Gunaah Hain… Islamic Quiz 282 Kaunsa Gunaah Hain Jiske Zariye Shaitan Chahta Hain Logon Mein Dushmaniya Paida Hojaye? Options Are 👇 A. Sharab B. Kanjusi C. Juwaa D. Sahih Jawab ka Intezar Sahih jawab hai : Option ( A & C )…
Nikah Meri Sunnat Hai Nikah Meri Sunnat Hai ۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - "Nikah Meri Sunnat hai, aur jo koi meri Sunnat par amal na kare uska mujhse koi talluq nahi. " 📕 Sunan Ibn Majah, Hadees 1846
Jis ne Meri Sunnat se Muhabbat ki Usne… - Roman Urdu - ۞ Hadees: Allah Ke Rasool (ﷺ) ka irshade Mubarak hai ke: "Jis ne Meri Sunnat se Mohabbat ki (Yaani Uspar Amal kiya), Tou Usne Mujh se Mohabbat ki aur jis ne Mujh se Mohabbat ki wo…