Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam… Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya "Bewaon (Widow) aur Miskeenon (Gareeb) ke kaam aane wala Allah ki Raah me Jihaad karne wale ke barabar hai, ya Raat bhar Ibadat aur Din…
Momin ki Sifat Sabr aur Shukr karna Momin ki Sifat Sabr aur Shukr karna ۞ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmate hai: "Momin ka Muamla bhi Ajeeb Hai ke! jab ALLAH usey Neymat bakshta hai tou wo Shukr karta hai aur ispe isko Sawab milta hai aur jab Allah…
Al-Quran: Allah Yaqeenan Tawakkul karne… Quran: 23-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Allah Yaqeenan Tawakkul karne walo se Muhabbat karta hai.' 📕 Surah Aal-e-Imran 3:159
Jab kisi ko Halal Riqz ka Zariya mil jaaye… Jab kisi ko Halal Riqz ka Zariya mil jaaye to Khushi se Qabool kar le RasoolAllah (ﷺ) farmate hai, "Jab kisi ko (Halal Riqz ka) koi Zariya mil jaaye to woh Us ko (khushi se) Ikhtiyaar kar le (Chaahe kum…
Agar Shohar ke Piche koi Gair Aurat Padi… Agar koi Gair Aurat Shohar ke piche pad jaye tou kya karna chahiye? us ke Sharr se kaise Shohar ko bachaya jaye, Funny but ilmi - must watch & share this more than more ...
Sabse afzal Sadqa woh hai jo aise… Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise Rishtedaar par kiya jaaye Hadees: Umme Kulsoom (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye jis ne dil me dushmani chupa…
Hadith: Jab tum me se koi paani piye tou… Hadith: 29-March: Abu Qatadah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jab tum me se koi paani piye to usey chahiye ke bartan me saans na le. -Bukhari 154
Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou Hadees: Muaz bin jabal (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Dunia mein jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou, Jannati hooron mein se uski…
Hadees: Jis Shakhs se kisi muamle me… Hadith: 21-June: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jis Shakhs se kisi muamle me mashwara kiya jaaye wo us me ameen (Amanatdar) hai, lihaja Amanatdari ke sath mashwara do. 📕 Jami` at-Tirmidhi 2822