Quran padhne Wale Nek Farishto ke Sath Honge
Hadees: Aisha (R.A) se riwayat hai ki
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Jo shakhs Quran padhta hai aur usko padhne me mahir ho,
tou wo Shakhs aise likhne wale (Farishto) ke saath hoga. jo Buzurg aur Nekokar (Kiramin-Bararah) hain.
Aur Jo Shaksh Quran padhta hai aur uske liye mushkil hota hai tou
usko Dohra (double) Ajar milega.”
📕 Jami’at Tirmidhi, Hadees 813
♥ Subhan’Allah ! Allah Rabbul Izzat hum Sabko Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufik Dey !!!
Related Posts: