♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna kya Qayamat ki Nishani Hai ?
Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se mail khata hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..
Surah Muzammil ki Fazilat ke bare khas… https://www.youtube.com/watch?v=tkoiSGQJChs Surah Muzammil ki Fazilat ke baare me jo majlise hoti hai kya wo sunnat se sabit hai ? janiye Surah Muzammil ke bare mein by Adv Aalim Faiz Sayed
Islamic Quiz 269 : Quran ki wo kaunsi… inmein se Quran ki wo kaunsi surah hai jiski "pahli aayat uske naam se shuru hoti hai ?" | A. Surah As-saff, B. Surah Taha, C. Surah Nooh, D. Surah Al Qiyamah
Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
Islamic Quiz 181 : Woh Kounsi Surah hai… Woh Kounsi Surah hai jiski Ek hi Aayat mein Allah Subhanahu ke 9 naam liye gaye hain? | A Surah Aal-e-Imran, B Surah Al-Hashar, C. Surah Baqrah, D Surah Anbiya
Gunaah karna apne Nafs pe Zulm karna hai Gunaah karna Apne Nafs pe Zulm karna hai "Allah Tou Hargiz Bando Par Kuch Bhi Zulm Nahi Karta Magar Log Khud Apne Upar Zulm Kiya Karte Hai". 📕 Al-Quran; Surah Yunus 10:44
Kya Quran Padhe Tou Amal Karna Padta aur… – Quraan Se Doori Ki Ek Intehayi Ghatiya Wajah Yeh Bhi Hai Ke - "Quraan Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Naa Padhe Tou Bach Jatey,.." Subhan’allah!! # Agar Wakay Me “Quran Ko Padhey Tou Amal Karna Padta Aur Na…
Islamic Quiz 246 : Jo Nikah Karne ki Maali… Jo Nikah Karne ki Maali Taqat Nahi Rakhta Usko Kya Karna Chahiye? | Options are: A. Hijrat Karna, B. Roza Rahkna, C. Ehtekaf Karna, D. Sahi Jawab Ka Intezaar
Islamic Quiz 290 : Quran ko sunkar ye… Quran ko sunkar ye kisne kaha ? “Humne ek ajeeb Quran suna, jo bhalayi ka raasta batata hai, so hum us par imaan le aaye aur hum apne RAB ke saath kisi ko sharik nahi karenge.”