♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke –
“Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz
Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega..”
– (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz
Related Posts:
- Hadees: Quran ki tilawat karo, yeh Qayamat ke din Sifarish… Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilawat karne waalo ke haq me Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804
- Hadees: Quran ki Shifarish Tilawat karne wale ke haq me Hadith: 19 -July: Abu Umama (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Quran ki tilaawat kiya karo, is liye ke yeh Qayamat ke din tilaawat karne waalon ke haq mein Sifarish karega.❞ 📕 Sahih Muslim 804 Recite the Qur'an, for on the Day of Resurrection it will come…
- Ramadan Day 6 : Rozedar ke liye Roza aur Quraan sifarish… 06th Ramzan ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:❝ Qayamat ke din Roza aur Qur’an sifarish karenge uspe amal karnewale ke haq me. ❞📚 Musnad Aḥmad 6589
- Ramzan ki Fazilat: Part 4 4. Ramzan ka Umrah Hajj ke barabar sawab deta hai: ۞ Hadees: Hazrate Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne ek Ansari Sahabiya se farmaya “Ramzan Ke Mahine Me Umrah Karna Hajj Ke Barabar Hai.” [ Sunan Nasaii, Vol2, 21 – Sahih ] Subhan’Allah! Gour karne…
- Daulatmand Se Jyada Muflis Musalman Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahal Bin Saad (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Unhone Farmaya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Paas Se Ek Shakhs Guzra - Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apne Paas Baithe Hue Ek Sahabi Se Farmaya "Iss Shakhs Ke Baare Me Tumhari Kya Raaye Hai?" Unhone Arz Kiya "Yeh…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Qayamat Kise Kahte Hai ? » Sawaal: Qayamat Kise Kahte Hai ? » Jawaab : Qiyaamat Ke Mayne Hai Dobara Uthaaya Jana, Duniya Ka Fanah Ho Jana. Allaah Ta’ala Apni Kitaab Quraan-e-Kareem Me Farmata Hai Ki, Ek Din Aesa Hoga, Jab Woh Tamaam Paida Kiye Huye Cheezo Ko Mita Dega, Ussi Din Ka Naam Qayamat…
- Al-Quran: Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us… Quran: 28-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Jo Shakhs koi buri Sifarish karta hai, usey us burayi se hissa (Gunaah) milta hai aur Allah har cheez par nazar rakhne wala hai.' 📕 Surah An-Nisa 4:85
- Qayamat Ke Qareeb Ilm Utha Liya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ki Nishaniya : Qatal-e-Aam Hoga « Abdullah (RaziAllahu Anhu) Aur Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irhsad Farmaya: "Qayamat Se Pehle Aise Din Ayenge Jin Me Ilm Utha Liya Jayega, Jahalat Utari Jayegi Aur Kasht-O-Khoon Ba-Kasrat Hoga". - (Sahih Bukhari…
- Zakaat Ka Bayan Quraan Aur Hadees Ki Roushni Me !! ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Tum Me Se Kisi Ka Khajana Chitqabra Azdaha (A Kind Of Python) Ban Kar Aayega, - Uska Malik Uss Sey Bhagega Lekin Wo Usey Talash Kar Raha Hoga - Aur…
- Jhooti Qasam Khane Wale Ke Dil Par Siyah Nukta .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke - “Jo Shakhs Qasam Khaye Aur Iss Me Machchhar Ke Par Ke Barabar Jhoot Mila De Tou Wo 'Qasam Ta-Yome-Qayamat (Qayamat Tak) Uss Ke Dil Par (Siyah) Nukta Ban Jayegi”. - (Ithaf-U-Saadat Lil Zabedi, Jild 9, Safha 249)
- Noorani Taaj ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Jisney Quraan Parha Aur Usper Amal Kiya Uske Maa-Baap Ko Qayamat Ke Roz Ek Aisa Noorani Taaj Pehnaya Jayaga, Jiski Roshani Suraj Ki Roshani Se Bhi Zyada Haseen Hogi!" - (Mishkaat, Pg-178) ♥ Subhan'Allah !!! Allah Ta'ala Hume Kehne Sun'ne se…
- Jhoote Nabion Aur Dajjalon Ka Zahoor .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Farmatey Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Qayamat Iss Waqt Tak Qayem Na Hogi Jab Tak Ke 30 Ke Qareeb Dajjal Aur Jhoote Na Zahir Ho Jayen Jin Me Se Har Ek Rasool Hone Ka Daawa Karega". - (Sahih Bukhari Kitab-Ul-Munaqib…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Taqdeer Ke Bare Me Kuchh Riwayate.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Taqdeer Par Emaan Rakhna Farz Hae, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Aur Ghour-O-Fikr Karne Se Sahaba-e-Kiram Ko Bhi Manaa Farma Diya Gaya Tha, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Karna Halakat Ka Sabab Hai. - (Tirmizi Hadith no.2133 Baab:Maa Ja'a Fi Ttashdeed Fil-Khoudi Fil Qadr) » Duniya…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Fazilat-e-Salaam ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Koi Tumhen Dua Salaam Kare TouUsko Uss Se Behtar Dua Do Ya Phir Usi Tarah Ke Alfaz Keh Do..." - (Al-Quraan: Surah: Nisa - Ayat: 86) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Salaam Me…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Qayamat Me Rasool'Allah Ke Sabse Qareeb Aur Door Rehne Wale… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir Bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Me Se Mujhe Sab Se Zyada Mehboob Aur Qayamat Wale Din Mere Sab Se Zyada Qareeb Wo Log Honge Jo Tum Me Se Akhlaaq Me Sab Se Zyada Acche Hongey ,.. *Aur…
- Jo Akhlaaq Ke Aitbaar Se Sabsey Behter Hoga ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai ke - "Tum Me Se Sabsey Zayada Mehboob Aur Sab Se Zayda Qayamat Me Qareeb Majlis Ke Aitbaar Se Wo Hoga, Jo Akhlaaq Ke Aitbaar Se Sabsey Behter Hoga ,. Aur Tum Me Sabsey Zyada Qayamat Me Mujh Se Door…
- Roze Qayamat Maaldar Log Miskino Par Rashk Karenge ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jab Baroze-Qayamat Ahle Balaa (Yaani Duniya Me Bimaariya, Pareshaniya Uthanewaley) Ko Sawaab Ata Kiya Jayega Tou Aafiyat Wale (Maaldar Aur Duniya Me Khus Rehnewale Log) Tamanna Karenge, Kaash ! Duniya Me Hamaari Khaale Kechiyon Se Kaati Jaati. (Tou Aaj Hume…
- Arz-e-Hijaz Se Aag Ka Roshan Hona .... # Qayamat Ki Nishaniya: Arz-e-Hijaaz Se Aag Ka Roshan Hona « ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Mairvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Qayamat Qayem Hone Se Pehle Ek Aag Niklege Jis Se Basra (Shaam Ka Shaher Khawaraan) Me Oonton(Camel) Ki Gardane Roshan…
- Qayamat Kayam Naa Hogi Jab Tak ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Kayam Naa Hogi Jab Tak Aaftaab (Suraj/Sun) Pacchim (West) Se Na Nikley, Phir Jab Aaftaab Pacchim Se Nikley Uss Waqt Sab Aadmi Iman Laayenge (Allah Per Itni Badi Nishaani Dekh Ker) Lekin Uss Din Ka Iman Faaida Na Dega Uss…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Kisi Ki Zameen Par Najayaz Kabza Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Saalim (RaziAllahu Anhu) Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jo Shakhs Doosre Ki Zameen Ka Kuch Hissa Nahaq Daba Le(Bina Haq Kabza Karle) Tou Usey Qayamat Ke Din 7 Zameeno Ki (Tah) Tak Dhansaya Jaayega". - (Bukhari Shareef) ♥…