Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se… Hadith: 16-April: Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega. 📕 Musnade Ahmed 1399
Agar Shohar ke Piche koi Gair Aurat Padi… Agar koi Gair Aurat Shohar ke piche pad jaye tou kya karna chahiye? us ke Sharr se kaise Shohar ko bachaya jaye, Funny but ilmi - must watch & share this more than more ...
Jab koi Khana khaye aur Niwala Gir jaaye ... Jab koi Khana khaye aur Niwala Gir jaaye Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Tum Mein se Koi Khana Khaye aur Niwaala Gir Jaye tou Us Mein se Jo na Pasand Samjhe Us Hisse ko hata de phir…
Hadees: Jis Shakhs se kisi muamle me… Hadith: 21-June: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jis Shakhs se kisi muamle me mashwara kiya jaaye wo us me ameen (Amanatdar) hai, lihaja Amanatdari ke sath mashwara do. 📕 Jami` at-Tirmidhi 2822
Islamic Quiz 301 : Agar Kisi cheez ko Aad… Agar Kisi cheez ko Aad (sutra) bana kar Namaz padh rahe ho phir bhi Koi bich me se Guzarne ki koshish karey toh kya karna chahiye ? | A). Namaz tod kar phir se parhni chahiye, B). Namaz Mukammal karke…
Hadees: Agar tum mein se kisi ko khaane ki… - Roman Urdu - ۞ Hadees: Jabir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmate hai ke "Agar tum mein se kisi ko khaane ki daawat di jaaye, tou daawat qubool kar leni chaahiye." 📕 Muslim; Hadees 3591 -…
Sabr Ka Badla .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki: Allah Ta'ala Farmata Hai: "Mere Uss Momin Bandey Ka Jiska Main Koi Aziz Duniya Se Utha Lu Aur Wo Uss Par Sawaab Ki…
Rabbish Rahli Sadri Dua : Aye Allah ! Mere… Dua for Confidence ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ رَبِّ اشْرَحْ لِي صَدْرِي وَيَسِّرْ لِي أَمْرِي وَاحْلُلْ عُقْدَةً مِنْ لِسَانِي يَفْقَهُوا قَوْلِي "Rabbish Rahli Sadri Wa Yassirli Amri Wah Lul Uqdatan Min Lisaani, Yaf Kahu Kauli" 📕 Al-Quran; Surah Taha 20:25-28 Tarjuma: ‟…