Padosi ko Takleef denewala Musalman Jannat me Nahi Jayega
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se Rivayat hai ke,
RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya,
Wo shaksh jannat mein nahi jayega jiska humsaya (Padosi)
uske makar-o-fasad (yani Zulm-Sitam se) se mehfooz na ho
(Chahe uska padosi kafir bhi kyu na ho )..” – (Sahih Muslim, Hadith No. 79)
Valentine's Day ! Musalman Nahi Manate Kyunki ... Khabardar Zina ke Qareeb bhi na Phatakna Allah Ta'ala ne Farmaya: "khabardaar! Zina ke Qareeb bhi na Phatakna Kyunki Woh Badi Behayaai hai aur Bahot hi Buri Raah hai." 📕 Quran, 17:32 Hadees of the Day Allah ke Rasool ne…
Her Ek Se Uske Jimmedariyo Ke Baare Me… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Ibne-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Mairvi Hai Ke, Huzur-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Sab Nigran (Responsible) Ho, Tum Me Se Her Ek Se Iske Matahat Afrad Ke Baare Me Pucha Jayega. - Baadshah Nigran (Jimmedar) Hai,…
Kya Ek Musalman Dusre Musalman ko Baddua… Aajkal muashre me dekha jata hai ke Musalmano ka aapas me badduwa dena aam se ho gaya hai, lekin kya Shariyat ne hume is baat ki ijajat di hai ke Musalman aapas me Baddua de, Kya musalman ko di hui…
Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha)…
Padosi ka haq Hadees: Jab Tum Salan Pakao… Jab Tum Shorba (Salan) Pakao Tou Padosiyon ko bhi do ۞ Hadees : Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : "Jab tum Shorba (Salan) Pakao tou usme paani jyada rakho aur padosiyon ko bhi yaad karo (diya karo)." 📕 Sahih Muslim,…
Jo Pait bhar ke khaye aur us ka padosi… Jo Pait bhar ke khaye aur us ka padosi bhuka rahe wo Musalman nahi Hadees: Abdullah bin Abbas (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Woh Shakhs (Kamil) Imanwala nahi ho sakta jo pait bhar ke khaye aur…
Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega ⭐ Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm kiya hoTou Us se Aaj hi Uss din (Qayamt) ke…
Hadith: Qataa Rahmi (Rishte todne) wala… Hadith: 27-March: Jubair bin Mut`im (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya “Qataa Rahmi karney wala (Yaani Rishtey todney wala) jannat me nahi jayega.” -Sahih Bukhari, Hadith: 5984 ✦ हिंदी हदिस: जुबैर बिन मुतिंम रज़ी अल्लाहु…