Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou Jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou Hadees: Muaz bin jabal (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: "Dunia mein jab koi Biwi apne Shohar ko takleef deti hai tou, Jannati hooron mein se uski…
Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam… Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya "Bewaon (Widow) aur Miskeenon (Gareeb) ke kaam aane wala Allah ki Raah me Jihaad karne wale ke barabar hai, ya Raat bhar Ibadat aur Din…
Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz go aur… ✦ Hadith: Roman Urdu: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya : "Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz ho aur wo usey chupaye tou Qayamat ke din usey dozakh ki Aag ki lagaam…
Islamic Quiz 270 : Wo kaunsa kaam hai… Wo kaunsa kaam hai jisko karne se insan ki umar bhi lambi hoti hai aur rizq bhi badha diya jata hai? | Options are: A. Yateem ki parwarish, B. Tahajjud ki Namaz, C. Ramzan ke Roze rakhna, D. Rishtedaro se…
Hadees: Jo koi apne Ghulam ko Zulm se… Hadith: 16-April: Ammar bin Yasir (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo koi apne Ghulam (naukar wagaira) ko Zulm se marega tou Qayamat ke din maalik se badla liya jayega. 📕 Musnade Ahmed 1399
Islamic Quiz 214 : Wo Kounse Azkar hai jo… Wo Kounse Azkar hai jo Raat me padho tou Allah ki taraf se hifazat ke liye ek farishta mukarrar kar diya jata hai? | Options Are: A. Durood e Ibrahim, B. Surah Fatiha, C. Ayatul Kursi, D. Sahih jawab ka…
Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi… Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi kar Sakta Allah Taala farmata hai: "Allah ke Alawa jin jin ko tum pukarte ho, Woh Hargiz ek Makkhi bhi paida nahi kar sakte, agarche wo sab is kaam ke liye…
Hadith: Jab tum me se koi paani piye tou… Hadith: 29-March: Abu Qatadah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jab tum me se koi paani piye to usey chahiye ke bartan me saans na le. -Bukhari 154
Al-Quran: Jis Shakhs ne Dunia me Jarra… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Insan Apni Har acchayi aur Burayi Qayamat me dekh lega Allah Taala Quraan me farmata hai: "Jis Shakhs ne (Duniya) me Jarra barabar bhi koi burayi ki hogi tou wah usey aakhirat me dekh lega." 📕 Surah…