5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai by… https://www.youtube.com/watch?v=O2bmfwn30MY 5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai Janiye 5 wakt ki Namaz me kitni Rakat hoti , Fazr Zuhr Asr Maghrib aur Isha me kitni rakat hoti hai by Aalim Adv. Faiz Ali Sayed People also search…
Halaal Rozi Haasil karna Farz hai Mafhum-e-Hadees: 1). Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Shariyat ke Digar Faraiz ke baad Halaal Rozi haasil karna Farz hai." 📕 Bayhaqi, Mishkat Page-242 2). Abu Bakr Siddiq (R.A) se riwayat hai…
Hadees: Allah jab kisi Qaum par Azab nazil… Unn Fitno se bacho jo khaas Zalimon par hi nahi ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala…
Qabiliat aur Kirdaar Saath Saath chalte hai ... Bujurgo ke Aqwaal Qabiliat aur Kirdaar Saath Saath chalte hai "Qabiliat aur Kirdaar Zindagi me Saath Saath chalte hain,Qabliat Aap ko Bulandi tak Pohnchati hai.Jab ke Accha Kirdar Aap ko Humesha Buland rakhta hai." 📕 Imaam Jalaluddin Suyuti (R.A)
Aye Logon Tum Par Hajj Farz kiya Gaya : Hadees Aye Logon Tum Par Hajj Farz kiya Gaya : Hadees Hadees: Hazrat-e-Abdullah Ibne Abbas(R.A) se riwayat hai,RasoolAllah (ﷺ) Irshad farmate hai - Jab Hazrate Ibrahim (Alaihay Salam) Khaana-e-Kaaba Ki Tameer Muqammal kar liye tou Allah Ta'ala ki Bargaah me Marooza…
Namaz ke liye Paaki haasil karna Farz hai Roman Urdu : Namaz ke liye Paaki haasil karna Farz hai ۞ Quran-e-Kareem me Allah Ta'ala farmata hai: "Aye eman walo! Jab tum Namaz ke liye utho tou apne munh ko aur apne haathon ko kohniyon samet dho lo aur…
Apne Gharwalo ke saath insaf karne wale… ✦ Hadith: Insaf karnewalo ka Martaba ✦ Abdullah bin Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "jo log insaf karte hain wo Allah Subhanhu ke yahan Rahman Azwajal ke Dahini taraf noor ke mimbaro…
Neki Ka Hukm Dena aur Burayi se Rokna Farz hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Abdullaah Bin Mas'ood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ne farmaaya : "Allah ne mujhse pehle Kisi Ummat mein jitne bhi Nabi bheje, unki Ummat mein se unke kuch Hawaari aur Saathi…
Juma ki Namaz kis par Farz hai? Hadees of the Day | Jumuah Series 4 logo ke Alawa har Musalman par Farz hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jumuah ki Namaaz Jama'at se Ada Karna har Musalman par Farz hai Siwaye 4 Logon: Ghulaam, Aurat, Nabaligh…