♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Musalman Ko Gaali Deney Se Aadmi Fasiq Ho Jata Hai
Aur Musalman Se Ladna Kufr Hai..”
– (Bukhari Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Musalman Se Ladna Kufr Hai …
Related Posts:
- Kisi Muslman ko Kafir na kaho warna kehne wale par Kufr lout… ♥ Mafhoom-e-Hadees : Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Jo Shakhs apney (Musalman) bhai ko Kafir keh kar pukare tou dono me se Ek par Kufr aa Jayega, Agar wo shakhs jisko usney pukara wo Kafir hai tou khair(Kufr uss par rahega)…
- Bewah Aurato Ka Nikah .... Kuch Aisi Rasam’en Bhi Musalman Me Raaij Hai Ke Bewah Aurat Ka Nikah Ko Bura Aur Aar Samjhte Hai, Balke Is Ko Aib Samajhne Me Kufr Ka Khauf Hai Kyunke Shariyat Ke Kisi Hukm Ko Aib Samajhna Aur Iss Ke Karne Wale Ko Zaleel Jan'na Kufr Hai. Allah Ta'ala Ne…
- Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Tumney…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Kisi Ka NaaHaq Aur Zulman Qatl Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek Musalman Ka Khoon, Maal Aur Izzat Dusre Musalman Par Haraam Hai.." - (Muslim, Page: 1386-1387, Hadith: 2564) # Wajahat: Hazrat Mufti Ahmed Yar Khan Farmate Hain, Iss Hadith Se Ye Patah Chalta Hai Ke Koi Musalman Kisi Musalman Ka Maal…
- Beqasoor Musalman Par Ilzam Lagane Ka Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Kisi Beqasoor Musalman Par Ilzam Lagana Aasman-O-Zameen Se Bhi Bhaari Gunaah Hai". - (Bukhari Vol-1, Page-330)
- Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maarey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maare Tou Allah Ta'ala Uspe Jahannum Ko Wajib aur Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai..." - (Muslim Shareef)
- Musalman Wo Hai Jiski Zubaan aur Haath Se Dusre Musalman… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) Se Riwayat Hai Ki Rasoo'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Musalman Wo Hai Jiski Zubaan Aur Haath Se Dusre Musalman Bachey Rahey Aur Muhajir Wo Hai Jo Unn Kaamo Ko Chor De Jinhe Allah Ta'ala Ne Manaa Farmaya.." - (Sahih al-Bukhari, 10) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबुद्ल्लाह…
- Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ke Nazdeek Faraiz Ki Adaigi Ke Baad, Sabse Afzal Amal Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna.." - (Tabranii Sharif)
- Aib Waali Cheeze Tijarat me Bechne ke Aadab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Musalman Dusre Musalman Ka Bhai Hai Aur Jab Musalman Apne Bhai Ke Haath Koi Cheez Bechey Jis Me Aib(Burayi) Ho Tou Jab Tak Bayaan Na Kare Us'sey Bechna Halaal Nahi". - (Sunan Ibne Majah, Kitab-Ul-Tijarat, Jild-3, Page No.58, Hadith…
- Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
- Allah Ke Alawa Kisi aur Ki Qasam Na Khaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – "Jisne Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasam Khai Usney Kufr Kiya Ya Shirk Kiya..." - [Ahmad Hadees (2/34), Sahi Tirmizi Hadees (2/99)] Ek Aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: Apne Maa-Baap Aur Butho Ki Qasam…
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Naa hi Zulm Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Eyaaz Ibne Himaar Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, Allah Ta’ala Ne Mujhe Wahi Farmayi Ki Inkisar Karo Hatta Ki Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Koi Kisi Par Zulm Na Kare. - (Mishkatul Masaabih. Al Hadees: 4898, Jild 2 Safa 202)…
- Momeen Ko Munafiq Ke Zulm Se Bachane Ka Silaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Muaaz Bin Anas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jisne Kisi Momeen Ko Munafiq Ke Sharr (Zulm) Se Bachaya Tou Allah Subhanahu Ta'ala Qayamat Ke Din Ek Farishta Bhejega Jo Uskey Gosht Ko Jahanamma Ki Aag Se Bachayega Aur Jisney Kisi…
- Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan Uss Ki Izzat Ki Jati Ho Tou, Allah Uss Ko Uss Jagah Zaleel Karega Jahan Uss Ko Allah Ki Madad Ki Zaroorat Hogi". - (Abu Dawood, Jild 3, Hadis No-1455) # Sabaq:…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Dour-e-Jahalat Ke Nek Amal Ka Bhi Badla Milega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hakeem Bin Hizaam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Unhone Bayan Kiya Ki Maine Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Puchha: *Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Unn Nek Kaamon Ke Baarey Me Kya Hoga Jinhe Maine Kufr Ki Haalat Me(Imaan Laaney Se Pehle) Kiya Tha ?…
- Be'adabi aur Jahalat Wali Baato Ka Anjaam ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Banda Ek (1) Baat Zubaan Se Nikaalta Hai Aur Uss Ke Mutalik Sochta Nahi (Ke Kitni Kufr Aur Be'adabi Ki Baat Hai) Jis Ki Wajah Se Wo Dozakh Ke Gherey Me Itni Door Gir Parta Hai Jitna Mashriq Se Magrib Door…
- Namaz ka tark karna Kufr ka Elaan hai - Namaz chornay ka… ✦ Hadith: Jaabir (R.A) riwayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya: ‘Aadmi aur Shirk o Kufr ke darmiyan fark karne wali cheez Namaz hai.’ (Muslim: al Eman 82) Is ka mtalab ye hai ke Islam aur Kufr ke darmiyan Namaz deewaar ki tarha hai. Doosre lafzo’n me namaz ka…
- Qaheen ki Baato par Yakeen karna Kufr hai Hadees of the Day Qaheen ki Baato par Yakeen karna Kufr hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Kisi Kaahin (Mustaqbil Batane Wale/Jyotish) ke Paas jaye aur Uski Baaton ko Sacha Maan Le tou Usne Muhammad (ﷺ) par Naazil Shuda (Deen) ka Inkaar kar diya." 📕 Sunan Ibn…
- Jis Shakhs Ne Kisi Musalman Ki Duniyawi Takleef Me Se Koi… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Jis Shakhs Ne Kisi Musalman Ki Duniyawi Mushkilaat(Takleef) Me Se Koi Mushkil Door Ki tou Allah Ta'ala Uss Ki Qayamat Ki Mushkilaat Me Se Koi Mushkil Door Kar dega." - (Muslim, Jild: 3, Page: 493) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai... Hadith: Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Musalman ke Musalman par 5 haq hai: Salam ka Jawab dena, Bimar ki Ayadat karna, Janaze ke Sath Jana, Dawat Qabool Karna,Cheenk ka Jawab dena." 📕 Sahih Bukhari; Hadees: 1240 Allah Ta'ala hum sabko yah tamam hukook…
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai Jisko Allah Ne Zameen Par Utaara Hai. Lihaza Usko Aapas Me Khub Failao Qunki Musalman Jab Kisi Qoum Par Guzarta Hai Aur…