♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Kisi Se Naram(Bhali) Baat Karna Ya Kisi Ko Darguzar(Muaf) Kar Dena,
Uss Sadqe Aur Khairaat Se Behtar Hai, Jise Dene Ke Baad
Uske Lene Waale Ko Dukh Pohnchaya Jaaye. Aur Allah Badaa Beniyaz Hai”.
– (Surah Al-Baqrah: Aayat-263)
Related Posts:
Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se rokna ye bhi Sadqa hai, SABAQ: Bhai ke Samne Muskura dene se Muraad Apne Momin Bhai ko Dekh Khush'hali ka Izhaar karna hai Jo Allah ke Nazdik Ek Sadqa hai, thik Usey bhalayi ka Hukm dena aur Burayi se rokna bhi Ek Sadqa hai, aur kisi bhatke huye ko Raah…
7 Azeem Nekiyo Ka Hukm ♥ Mafhoom-e-Hadees: Bara bin Azib (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, unhone kaha ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne humey saat cheezon ka hukm diya: 1. Janazon ke saath jaana. 2. Mareez ki Beemar pursi karna. 3. Chheenkne waale ko Dua dena (yaani Yarhamuk Allah kehna). 4. Daawat dene waale ki Daawat kubool karna. 5. Mazloom ki Madad karna. 6. Kasam khaane waale ki kasam ko poora karna. 7. Salam ka Jawab dena. - (Sunan An-Nasayi, Hadith no. 3809) # Takhreej: 'Kasam poori karna' yaani agar kisi shakhs ne kisi doosre shakhs ke baare me koi kasam khaa li hai…
Har Nek Kaam me Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Har Nek Kaam me Sadqa hai … Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se rokna ye bhi Sadqa hai, Aur kisi Bhatke hue ko Rasta bata dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi Andhe ki Madad kar Dena ye bhi Sadqa hai, Aur Raste se Patthar aur Kaanta aur Haddi hata dena ye bhi Sadqa hai,Aur Apne Dhool me se Apne Bhai ke Dhool me Paani…
Kisi ka Samaan Uthaane me Madad karna bhi Sadqa hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, “Kisi shakhs ka samaan uthaane mein madad kar dena bhi sadqa hai” – (Bukhari; 2989) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया, “किसी का सामान उठाने में मदद कर देना भी सदका है” – (बुखारी; 2989) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Aurato Ka Gair Mardo Se Rukha Andaz .... » Aurto Ka Gair Mardo Se Rukha Andaz Sahi Ya Galat? Quraan Ki Roshni Me « *Quran-e-Kareem Me Allah Ta'ala Faramata Hai Ke, Majburi Ke Mauke Par Unsey (Yaani Gair Mardo Se) Baat Karni Pad Jaye Tou Zara Bhi Naram Andaz Me Baat Na Kare Ki - Koi Kamzor-Dil Mard Dil Me Kuch Khayal Kar Baithe. - Aise Me Yehi Hukm Hai Ki Unsey Rukhe Andaaz Me Hi Baat Kare Ki Jiski Wajah Se Woh Aurat Ke Narm Andaz Ki Taraf Raghib(Attract) Na Ho Aur Rukhe Andaaz Ki Wajah Se Dil Me Kuch Khayal Hi Na Kar Paaye. ♥ Al-Quraan…
Kisi ko diyaa hua tohfa waapas na lo ✦ Hadith about Hadiya/Tohfa: 1). Hadith: Hazrate Ibn Abbas aur Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝Kisi Shakhs ke liye ye jayaz nahi ki woh kisi ko diya hua tohfa waapas le siwaaye Baap ke jo apne bete ko diya hua tohfa waapas le sakta hai.❞ - Sunan Ibn Majah Hadith no. 2377 2). Hadith: Ek riwayat me Aap (Sallallahu Aalihi Wasallam) farmate hai: ❝Hadiya (Tohfa) de kar waapas lene wala uss kutte ki tarha hai jo qai (vomit) karke chaat keta hai.❞ - Sahih Muslim Book 012, Hadith 3957 ✦ Tohfa…
♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna kya Qayamat ki… Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se mail khata hai? tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera,..
Agar Kisi Muamle Me Ikhtelaaf Ho Jaye .... ☆ Paltaado Apni Baato Ko Allah Aur Rasool Ki Taraf .. Momino Me Agar kisi Baat Par Ikhtelaaf ho Jaye Tou Unhe Chahiye Ke Apni Baato Ko Allah aur Uske Rasool Ki Taraf Palta Dey ,.. Yaani Quraano-Hadees ko Insaf Ka Mayar Banaye ,.. Jiske Talluk Se Allah Rabbul Izzat Farmata Hai - ♥ Al-Quraan: "Aye Emaanwalo ! Ita'at Karo Allah Ki Aur Uske Rasool Ki, Aur Ita'at Karo Unki Jo Ulool Amr Hai (Isme Khalifa-e-Wakt Aur Ulma Isme Shamil Hai), Lekin Agar Kisi Muamle Me Ikhtelaaf Ho Jaye Tou Paltaado Apni Baato Ko Allah Aur Uske Rasool Ki Taraf…
Aao Uss Baat Ki Taraf Jo Aap aur Hum'me Yaksa Hai .... Allah Rabbul Izzat Ne Aalami Aman Ke Liye Quraan Me Nuskha Bhi Batla Diya. ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Ahle Kitab! Aao Uss Baat Ki Taraf Jo Aap aur Hum'me Yaksa Hai, Ke Hum Allah Ta'ala Ke Siwa Kisi Ki Ibadat Na Kere, Na Uske Sath Kisi Ko Shareek Banaye, Na Allah Ta'ala Ko Chor Ker Aapas Me Ek Doosrey Ko Hi Rab Banaye. Pus Agar Woh Mooh Pher Le Tou Tum Keh Do Ke Gawah Raho Hum Tou Musalman Hai.." - (Surah Al-Imaran; Ayat 64) - @[156344474474186:] Tou Yaha Allah Rabbul Izzat Ne Ek Usool Bata Diya Ke…
Zameen Me Akad Kar Naa Chalo ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Logo Say Moo Pher Kar Baat Na Kar, Na Zameen Me Akad Kar Chal, Allah Kisi Khud-Pasand Aur Fakhar Jatanay Waley Shakhs Ko Pasand Nahi Karta. Apni Chaal Me Ei’tedaal Ikhtiyar Kar, Aur Apni Awaaz Zara Past (Narm) Rakh, Kyunki Sab Awazon Se Zyada Buri Awaaz Gadhon Ki Awaaz Hoti Hai". - (Surah Luqman, Ayat: 18-19)
Jab Allah Kisi Musalmaan ko Beemari Me Mubtilah Karta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Yahiya Ibn Say'eed (RaziAllahu Anhu) Se Rewayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Daur Me Ek Shakhs Ki Maut Par Dusra Ek Shakhs Ne Kaha, Woh Bara Naseebwala Tha, Kisi Beemari Ya Taqleef Ke Bagair Hi Mar Gaya, Ye Baat Sunkar RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Mein Se Kisne Kaha Ki Woh Bahut Nassebwala Tha ? Agar Allah Usey Kisi Beemari Mein Mubtilah Karta ! Tou (Uske Badle) Uske Gunaho Ko Maaf (Kaffara) Kar Deta.,.." - Muatta Imaam Malik, Hadees 1478 - Mishkatul Masabeeh, Hadees 1578 (Tehqeeq By Albani Rh.) - Shaikh Nasiruddin Albani Rh.…
Apne Maa Baap ko UFF tak na kehna Al-Quran: Apne Maa Baap ko UFF tak na kehna ✦ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ✦ Allah Rabbul Izzat Quraan-e-Majid me farmata hai: Aur tere Parwardigaar ne huqm de rakha hai ke Mere Alaawa kisi ki Ibadat na karna aur apne Maa Baap se Acchha Sulook kiya karna, Agar Unme ka ek ya dono teri maujoodagi me Budhaape ko pahunche (toh unki khidmat karte hue) Tum unko 'Uff' tak bhi na kahna aur na unko zhidakna aur na unko taqleef dena Aur Muhabbat se unke aage jhuk jaaya karna aur (Unke liye Dua karte hue ) kehna ki Aye mere Parwardigaar! Un dono par…
Halaqat Ka Bhawar Na'haq Khoon Karna Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Koi Kisi Momeen Ko Jaan Boojh Kar (Intentionally) Qatl Karey Uski Saza Dojakh Hai Jismein Wo Hamesha Rahega Uss Par Allah Ka Ghazab Aur Uski Lanat Hai Aur Allah Ne Uskey Liye Bada Azaab Tayyar Kiya Hai". - (Surah An-Nisa (4), Ayat-93) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai - "Halaqat Ka Bhawar Jismein Girney Ke Baad Phir Nikalney Ki Ummed Nahi Hai Wo Nahaq Khoon Karna Hai Jisko Allah Subhanahu Ta'ala Ne Haraam Qarar Diya Hai". - (Sahih Bukhari, Vol-8, 6863)
Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal… ♥ Mafhum-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Jab Tum me se koi Shakhs kisi Aisey Aadmi ko dekhey Jo Maal aur Shakal aur Surat me Uss se Badhkar hai tou uss Waqt usey aisey Aadmi ka Khayal karna chahiye jo Uss se kum darje ka hai." - Sahih Bukhari, Vol-7, Hadith 6490
Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par. Phir Jo Koi Usey Sun'ne Ke Baad Badal Daaley Uska Gunaah Usi Par Hoga Jo Usey Badlega, Beshaq Allah Bada Sun'ney Wala Aur Jan'ney Waala Hai". - (Surah 2. Al-Baqara, Aayat : 180-181)