Jab Allah Kisi Qoum Ka Rizq Cheen Leta Hai Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ghar Tashreef Laaye Tou Roti Ka Tukda Giraa Hua Dekha Tou *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Usey Uthaa Kar Saaf Kiya Aur Khaa Liyaa *Aur Farmaya - "Aye Ayesha (RaziAllahu Anha)! Izzatdaar Cheez Ki Izzat Karo, Jab Allah Kisi Qoum Ka Rizq Cheen Leta…
Jo Shakhs Gumshudah Chiz Uthake Aapne Pass Rakhe ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zayed Ibn Khalid Juhani (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya, "Jo Shakhs Gumshudah Cheez Uthake Aapne Pass Rakhe Aur Uss (Gumshudah Cheez) Ka (Loutane Ke Niyat Se Logo Me) Ayelan Na Kare Tou Woh Shakhs Gumraah Hai..." - (Sahih Muslim, Hadith…
Gurbat Ki Fazeelat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke: "Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz Parhta Ho, Uss Ke Ayal Yaani Ghar Waale Zyada Aur Maal Kum Ho Aur Wo Shakhs Musalmano Ki Geebat Na Karta Ho, Mai Aur Woh Jannat Me In Do (Unglion) Ki Tarah Hongey. (Yaani Aap Sallallahu…
Qayamat ke din Pul-Siraat par imanwalo ke pehchaan ki Dua ✦ Hadith: Mugheera bin Sho’eba (R.A.) se riwayat hai ki, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaaya ki "Qayamat ke din Pul-Siraat par imanwalo ki pehchaan Dua ka yeh kalma hoga. ❝ Rab’be Sal’lim, Rab’be Sal’lim. ❞ 〘 Aye Hamaare Rab ! Hume Salamat Rakh Aur Salamat Ke Saath Paar Laga 〙 -…
Asal Ameeri Dilo Ka Ghani Hona Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Ameeri Maal Ki Qasrat Se Nahi Hoti, Balke Asal Ameeri Dilo Ka Ghani Hona Hai." - (Sahih Bukhari, Kitaabur Raqaq, Hadith no.6081)
Taajjub Hai Uss Ghafil Shakhs Par .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Taajjub Hai Uss Ghafil Shakhs Par, Jis Ko Apni Gaflat Ka Ehsaas Nahi". - (Kanzul Ummal : Hadith no. 43397)
Aib Waali Cheeze Tijarat me Bechne ke Aadab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Musalman Dusre Musalman Ka Bhai Hai Aur Jab Musalman Apne Bhai Ke Haath Koi Cheez Bechey Jis Me Aib(Burayi) Ho Tou Jab Tak Bayaan Na Kare Us'sey Bechna Halaal Nahi". - (Sunan Ibne Majah, Kitab-Ul-Tijarat, Jild-3, Page No.58, Hadith…
Kisi ko diyaa hua tohfa waapas na lo ✦ Hadith about Hadiya/Tohfa: 1). Hadith: Hazrate Ibn Abbas aur Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝Kisi Shakhs ke liye ye jayaz nahi ki woh kisi ko diya hua tohfa waapas le siwaaye Baap ke jo apne bete ko diya hua tohfa…
Ramzan Me Zikre-Ilahi Karne Wala Baqsh Dia Jata ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Ramzan Me Zikre-Ilahi Karne Wala Baqsh Dia Jata Hai Aur Iss Mahine Me Allah Se Maangne Waala Mehroom Nahi Rahta..." - (Shoaib-ul-Emaan Hadith no.3627) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Mehman Nawazi Ki Fazilat aur Sunnat ✦ Hadith: Nabi-e-Paak (ﷺ) irshad farmate hain - "Rozi aur Barkat Uss Ghar ki taraf tezi se doudhti hai jis me Mehmaan ke sath khana khaya jata hai." - (Ibne Majah) ✦ Hadith: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jo shakhs Allah aur aakhirat ke din par yaqeen rakhta ho usko apne…
Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
Neki Ke Elawa Koi Cheez Umr Me Zyadati Nahi Karti ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Neki Ke Elawa Koi Cheez Umr Me Zyadati(Badhotari) Nahi Karti, Aur Taqdeer Ko Dua Ke Siwa Koi Cheez Nahi Taal Sakti ,.. Aur Insan Apna Aaya Huwa Rizq Apne Gunaaho Se Taal Deta Hai.." - (Ibne Majah, Jild : 2, Page-497,…
Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Beshaq Deen Aasan Hai ! Aur Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega Deen Uss Par Ghalib Aa Jayega, So Apne Amal Me Pukhtagi (Continuity) Ikhtiyar Karo - Aur Jahan Tak Mumkeen…
Takabbur Aur Ghuroorr Walo Par Allah Ki Rehmat Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Allah Ta'ala Uss Shakhs Ki Taraf Nazar-e-Rehmat Nahi Karega Jo Apna Kapda Takabbur Aur Ghuroor Ki Wajah Se Zameen Par Ghaseet Kar Chalta Hai". - (Sahih Bukhari, Vol 7, Hadith no. 5783)
Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi…
Fasaad Dalne Wala Emaanwalo Me Se Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Kisi Aurat Ko Uske Shohar Ke Khilaf Ya Kisi Gulaam Ko Uskey Aaqa(Malik) Ke Khilaf Bhadkaaye - Wo Hum(Emaan Walo) Me Se Nahi Hai.." - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, Hadith…
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
Hadith: Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida… Hadith: 6-April: Anas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyada nafa pohchaye. -Shoaib Ul Iman 7445
Aye imanwalo! apne Sadko ko Ahsan aur dukh dekar zaya na… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Subhanhu taala Qurane Majid me farmata hai: ❛ Aye imanwalo! apne sadqo ko ahsan aur dukh dekar us Insan ki taraf zaya na karo jo logon ko dikhane ke liye apna maal kharch karta hai aur Allah aur Aakhirat ke din par iman bhi nahi rakhta.…
Hadith: Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah… Hadith: 5-April: Talha (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah Taala usko Izzat wa sarbulandi ata karta hai. -Musnad al-Bazzar 946
Sunnat aur Bidat (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed Sunnah meaning in urdu, types of sunnah, what is the sunnah, sunna definition, sunna islam, examples of bid'ah in islam, bidah in islam hadith, bidah in islam pdf, what is bidah islamqa, bid'ah hasanah hadith, hadith about bidah in arabic
Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Emaandaar Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Imandaar Nahi, Aur Jo Shakhs Wada Khilaafi Karey Woh Deendar Nahi.." - (Baihaqi Sharif)
Meraj me Nabi (ﷺ) ko 3 Cheeze Ata ki gayi jo Aap se pehle… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadith Roman Urdu: Hazrate Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki: ❝Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko Jab Meraj hui tou Aap (ﷺ) 'Sidrat-Ul-Muntaha' tak pahunchey, waha Aap (ﷺ) ko 3 Cheezein di gayee jo Aap se pehle kisi bhi Nabi ko nahi di gayi.…
Dua Ibadat Ka Maghaz Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas-Bin-Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farmane Hai Ke - "Dua Ibadat Ka Maghaz (Brain) Hai". - (Tirmizi, Kitaab Al-Doawat, Jild: 5, Page:243, Hadith:3382) • Sabaq: Dua Ibadat Ka Maghaz Isliye Hai Ke - Dua Mangne Wala Har Ek (1) Se Alag…
Sureh Kafirun padha karo, Yeh Shirk se aazadi hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Mafhoom-e-Hadith: Farwah bin Nofal (RaziAllahu Anhu) se marvi hai, Unhone Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki khidmat me hazir ho kar arz kiya, "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mujhe koi aisi cheez bataayen jisey Mai bistar par jatey waqt padha karu.' Tou Rasool'Allah ne farmaya "Sureh…