Insan Ke Zindagi Ka Maksad Kya Hai ?

Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me Insaniyat ke Takhleek ka Tazkira karte hue farmata hai:

❝ Aur Humne Jinno aur Insano ko sirf Isliye Paida kiya ke wo meri Ibadat kare. [51:56]

❝ (Aye Insano!) Tumhara Rub Saaf’Saaf Hukm de chuka hai ke uske siwa kisi ki ibadat na karna. [17:23]

❝ (Aye Insan!) Humne tumhey Zameen me Ikhtiyarat ke saath basaya aur tumhare liye Yahan Saman-e-Zindagi faraham kiya, magar tum log kum hi Shukr-Guzaar hotey ho. [Sureh Aaraf]

❝ Woh (Allah) Jiske Ikhtiyar me Baadshahi hai, Badaa Barkat wala hai aur woh har Cheez par Qaadir hai, Jisney Mout aur Zindagi ko paida kiya taaki Tumhein Aazmaye ki Tum me se sabse behtar kaun hai, apne amaal ke lihaaj se. [67:1-2]

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: