Agar Shohar ke Piche koi Gair Aurat Padi hai tou kya kare ?
Agar koi NaMehram aurat shohar ke piche pad jaye tou kya karna chahiye? us ke Sharr se kaise Shohar ko bachaya jaye, Funny but ilmi – must watch & share this more than more …
Agar koi NaMehram aurat shohar ke piche pad jaye tou kya karna chahiye? us ke Sharr se kaise Shohar ko bachaya jaye, Funny but ilmi – must watch & share this more than more …
Ramzan ki Ahmiyat itni kyu hai, iske Ahkam kya hai ? Aayiye iske Talluk se tafseeli jankari ke liye Mohtarma Alima Behan Amtul Mateen ke bayan ka mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare. jazakAllahu khairan.
Hazrat Aadam (Alaihi Salam) se Lekar Muhammadur Rasool’Allah (ﷺ) tak Islami Tareekhi Haqaiq. Family Tree: From Adam (A.S) to Prophet Muhammad (ﷺ) | Prophet Muhammad family tree to adam. | Islamic History in Urdu, Hindi
15 Shaban ko badi raat ke naam se Manayi jane wali raat ko Barre sageer me shabe barat ke naam se jana jata hai, beharhal iske talluk se tafseeli jankari ke liye aayiye is Bayan ka mutala kare,. JazakAllahu Khairan kaseera.
15th Shaban ki shab ko Shabe Barat me aksar log makhsus namazo ka ahtmam karte hai, aayiye iske talluk se tafsili jankari lete hai is mukhtasar video me. baraye meharbani ise jyada se jyada share karne me humara tawoon farmaye. jazakAllahu khairan kaseera.
Shab e Barat ka Manana kya Hadees se Rasool ﷺ se Sahaba Tabeen ya Kisi Imam se Sabit hai by Adv. Faiz, Tafsili jankari ke liye is mukhtsar si video ka mutala kare aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon farmaye.. jazakAllahu khairan kaseera
Islam me Aankho ka Fadakne kya hota hai, Bai aur Dai Aankh phadakna, Islam against superstition ki hakikat, Right Aankh Phadakna for Female in Islam, Ulti Aankh Phadakna for male
Bai Aankh Phadakna Aankh Phadakna in English , Left Aankh Phadakna , Dayi Aankh Padakna , Aankh Phadakna Medical Reason. Islam aur Aankh Phadakna Remedy Astrology , Aankh Phadakna in Hindi
Aankh phadakna remedy, Aankh Phadakna Scientific Reason , Aaankh Phadakna in Urdu , Aankh Phadakna Good or Bad.
Rajab ke Mahine ki Hakikat kya hai, Rajab me kiye jane wale aamal kis had tak Qurano Sunnat se sabit hai iske bare me tafseeli jankari ke liye Aayiye is bayan ka mutala karte hai.
baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey. jazakAllahu khairan kaseera.
मुसलमानों के साइंसी कारनामे Muslim Scientist who change the world मुसलमानों के लिए ज्ञान के क्या मायने हैं उसे कुरआन …
Read Moreमुसलमानों के साइंसी कारनामे (Muslim Scientist who change the world)
Qaza Namaz ki Hakikat kya hai aur Qaza namaz kab ada ki jaye aur iska tarika kya hai, janiye tafseel me Quran wa Sunnat ki roshni mein by Aalim Adv Faiz Sayed
Aam taur pe ek baat muashre me paayi jaati hai ke agar 4 mahine tak miya biwi ek dusre se alag rehe to unka nikah khatm ho jata hai. tou aayiye is mukhtasar se video clip me is unwan ke bare me tafsil me jankari lete hai, baraye mehabani isey jyada se jyada share kare.
Read MoreKitne Din Biwi se Door Rehne par Nikah toot jata hai by Adv. Faiz Syed
Surah Muzammil ki Fazilat ke baare me jo majlise hoti hai kya wo sunnat se sabit hai ? janiye Surah Muzammil ke bare mein by Adv Aalim Faiz Sayed
Read MoreSurah Muzammil ki Fazilat ke bare khas majlis karna kya sahih hai?
Bure Rishtedar se Rishta todna,Qata Rehmi ya Qata Talluk karna kaisa hai Jabke Unhone hume Dhoka bhi diya hai by @Adv. Faiz Syed
Kamyab aurat in islam, kamyab aurat ki pehchan, Kamyab Aurat Koun? by Sis. Ahmadunnisa Sahiba
Aurat Napaki Ki Halat Me Bhi Bahot Sare Azkar Kar Sakti Hai, नापाकी की हालत में औरतो के करने वाले जिक्रो अज्कार।
Read MoreAurat Naapaki ki Halat me kounse Zikr Azkar kar Sakti hai?
Allah Ta’ala ka farmaan hai:
“Qasam Hai Fajr Ki! Aur 10 Raatou Ki!”
Surah Al-Fajr: 89:1-2
Imam Ibn Kaseer(R.H) farmatey hai:
“Dus Raatou se Muraad Zull Hijja Mahine ki Pahli 10 Raatey hai.”
– Tafseer Ibn Kaseer : 5/559 Tafseer Surah Al-Fajr
– At-Tabari : 24/396
Allah Ta’ala ka farmaan hai:
“Maheenon Ki Ginti Allah Ta’ala ke Nazdeek Kitab Allah mein 12 ki hai, Ussi Din se Jab se Aasman o Zameen ko Us ne Paida kiya hai Unme se 4 Hurmat Wo Adab ke hai. Yahi Durust Deen hai, Tum in Maheenou mein Apni Janou par Zulm na karo.”
Surah At-Touba; 9:36
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“Zamana Ghoom Phir kar Usi halat par Aagaya Jaise Us Din tha Jis Din Allah Ta’ala ne Aasmaan aur Zameen Paida ki thi. Saal 12 Mahinou ka Hota hai, 4 Mahine Usme se Hurmat ke hai. 3 tou Ek Saath (Sequence se) hai. Zull Qidah, Zull Hijja aur Muharram aur Choutha(4) Rajab Jo Jumadi Ul Akhir aur Shabaan ke Bich Aata hai.”
(Sahih Bukhari : Hadees No.3197)
(Sahih Muslim : Hadees No.4383)
(Sunan Abu Daud : Hadees No.1947 Sahih)
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“In Dinou ke Amal se Zyada kisi Din ke Amaal me fazilat nahi. Logou ne pucha aur Jihad me bhi nahi?
Sahih Bukhari : Hadees No.969
Aap (ﷺ) ne farmaya ke haa! Jihad me bhi nahi Siwa uss Shakhs ke jo Apni Jaan o Maal khatre me daalkar nikla aur wapis aaya tou saath kuch bhi naa laaya (sab kuch Allah ki raah me qurban kar aaya).”
Is Mahine ke Shuru mein 1 se lekr 9 tak RasoolAllah (ﷺ) Roza bhi rakha karte they. Daleel – Sunan Abi Dawud 2437 In-book : Book 14, Hadith 125
Hafiz Ibn Hajar Asqalani {رحمه الله} farmatey hai:
“Wajah Ashra Zull Hijja ke Afzal hone ki ye hai Afzal Ibadatey Jinper Islam ki buniyaad hai Inme sab Jama ho jati hai aur wo Namaz hai aur Roza aur Sadaqah aur Hajj hai aur ye sab Ibadatey kisi aur din jama nahi hoti hai.”
Faiz Ul Baari : 2/184 Tahet Hadees No.916
Allah Ta’ala ka farmaan hai:
“Aaj Maine Tumhare liye Deen ko Kaamil kar diya aur Tum par Apna Inaam bharpoor kar diya aur Tumhare liye Islam ko Deen hone par Raza mand ho gaya.”
Surah Al-Maida: 5:3
Ye Aayat Arfaat ke Din Nabi (ﷺ) par Nazil hui Dekhiye Sahih Bukhari Hadees no.45
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“Arfa ke Din Roza Rakhne ki wajah se Main Allah ﷻ se Umeed Rakhta hu ke wo Issey pahle Saal bhar ke aur Uske baad ke Saal bhar ke Gunah Muaf farma dega.”
Sunan Ibn Majah : Hadees No.1730 Sahih
Aur Arfa Ka Din 9 DHUL HIJJAH ko hoga. In Sha Allahu taa’ala
Zilhajj Ke Maheene Ki Fazilat, First Ten Days Of Zil Hajj, 10 Days Of Dhul Hijjah, Zil Hajj Fasting Hadith, Dhu Al-Hijjah, Dhul Hijjah, Zilhaj, Zulhijjah, Zul Hijjah, Dhul Hajj, Zilhajj, Importance Of First Ten Days Of Zil Hajj And Sacrifice.
People also Search as:
Khudkhushi – Suicide Karna Bohot Bada Gunah hai Aaj Log Mamuli Samajh rahe hai by Adv. Faiz Syed
Khudkhushi ka azab, Khudkhushi ka anjam, Khudkhushi ka solution
14 Feb ko duniya bhar me manane jana wala din Youm-e-Aashiqi ke naam se jana jata hai.
Aakhir is ke piche kya tarikhi wakiya hai ?
Tafsili jankari ke liye Aayiye is bayan ka muta’ala karte hai. Baraye Meharbani isey Jyada se Jyada Share karne me tawoon kare.
Tahajjud ki Namaz ka Tarika, Ahmiyat aur Fazilat, Tahajjud ki namaz padhne ka sahi tarika complete tutorial.
Fazail e Tahajjud, Qiyaam ul Layl Aur Taraweeh By @Adv. Faiz Syed, Tahajjud Ki Namaz Ka Tarika Aur Us Ki Fazilat
Khawatin ke Parde ki Ahmiyat ke ziman me Allah Taala ka hukm kya hai aur iske bare me Ilm na hone ki wajah se kis hadd tak Gaflat barti ja rahi hai.
Iske Talluk se Tafseeli jankari ke liye Mohtarma Aalima Behan Qamar Tafheem ke is bayan par gour karte hai.
Baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. JazakAllahu khairan kaseera.
मुसलमानों की अपने देश से मोहब्बत | Muslims Love for India by Adv. Faiz Syed, Musalmano ki Apne Watan se Mohabbat by Adv. Faiz Syed
Janiye wo 25 Aise Aamal jiske karne se Allah se Gunah ki Maafi milti hai by Adv Faiz Syed.
Gunaho ko dho dalne wale aamaal, Gunahon ko mita denewale amal, Good deeds which wipe out sins, Nek aamaal jin se gunah maaf hojate hai.
Wo amal jin ke karne se gunah mit jate hai, Gunahon ko dho dalnewale amal, Gunahon se tauba sikha mere maula.
Aam taur pe yeh sawal humesha insani zehniyat ko zinjod dete hai ke Marne ke baad humare sath kya hoga? dharm iske baare me kya kehta hai? Islam iske baare me kya kehta hai?
Tou aayiye is mukhtasar se bayan me jante hai ke Marne ke baad insan ke sath kya hota hai.
Maut ke baad kya hota hai, Maut ke baad kya hoga, Maut ke baad ki zindagi, Maut ke baad ka manzar, Maut ke bare mein, Maut ke farishtey, Maut ke waqt kya hota hai, Qabar ke andar kya hota hai, Qabar ke 3 sawal, Qabar ke sawal jawab, Qabar ka azab, Qabar ke sawal, Qabar ke sawal kon kon se hai, Qabar ke sawal kya hai, Qabar ke 3 sawal aur jawab, Rooh kaise nikalti hai, Rooh kaise qabz hoti hai, Qabar ki pehli raat, Qabar ka haal, Azab, Azab e Qabar
Kala Jaadu karne wala Jadugar jab ICU mein admit hua, suniye uska kya haal hua., hairatnaak aur ibratnaak waqiya Doctor ki zubani jisne us jadugar ka ilaaj marte dum tak kiya !!
काला जादू करने वाला जादूगर जब ICU में एडमिट हुआ।
इस्लाम आतंक या आदर्श – यह पुस्तक कानपुर के स्वामी लक्ष्मीशंकराचार्य जी ने लिखी है।
वे अपनी इस पुस्तक की भूमिका में लिखते हैं- मेरे मन में यह गलत धारणा बन गई थी कि,
इतिहास में हिन्दु राजाओं और मुस्लिम बादशाहों के बीच जंग में हुई मारकाट तथा आज के दंगों
और आतंकवाद का कारण इस्लाम है। मेरा दिमाग भ्रमित हो चुका था।
पुस्तक में स्वामी लक्ष्मीशंकराचार्य आगे लिखते हैं –
जब दुबारा से मैंने सबसे पहले मुहम्मद (सल्ललाहु आलैही वसल्लम) की जीवनी पढ़ी।
मैं अल्लाह से, पैगम्बर मुहम्मद (सल्ललल्लाहु अलेह वसल्लम) से और
सभी मुस्लिम भाइयों से सार्वजनिक रूप से माफी मांगता हूं
तथा अज्ञानता में लिखे व बोले शब्दों को वापस लेता हूं। सभी जनता से मेरी अपील है कि
‘इस्लामिक आतंकवाद का इतिहास’ पुस्तक में जो लिखा है उसे शून्य समझे।
3 Rakat WITR Padhne ka Tariqa, 3 रकात वित्र पढ़ने का तरीका, Way of Praying 3 Rakat Witr by Adv. Faiz Syed
Witr ki Namaz me kya padhe, Witr ki Namaz ki Dua, Witr Namaz ka Tarika Hanafi, Witr Namaz ka Tarika for Ladies, Isha ki Namaz Witr Padhne ka Tarika, Witr Namaz ka Tarika Ahle Sunnat, Witr Namaz Ka Amli Tareeka, Isha ki Witr Namaz ka Tarika in Hindi
Sood se kaise bache , Interest Free Bissi kya hai, Baitul Maal kise kehte hai, tafsili jankari ke liye is mukhtsar si video ka mutala kare aur isey jyada se jyada logon tak pohchane me humara tawoon farmaye. JazakAllahu Khairan Kaseera.
Ahmed Isa naami ek Shakhs Haal hi me Naboowat ka Jhutha dawa kiye hue hai, tou ye Ahmed Isa koun hai, Iska Fitna kya hai, ye kaha se aaya hai, Kaise ummat ko gumrah kiey hua tafseeli jankari ke liye aayiye is mukhtsar se bayan ka muta’ala karte hai. baraye meharbani isey jyada se jyada share kar ummat ko aagah karne me humara tawoon farmaye.
jazakAllahu khairan kaseera.
Quran-e-Majid ke mutabik Nek Mard ke liye Nek Aurat aur Nek Aurat ke liye Nek Mard is Aayat ka kya Matlab hai.
Janne ke liye Ahle Sunnat Wal Jamat ke Aalim Adv Faiz Syed ki mukhtsar si video clip ka mutala kare.
Aur isey jyada se jyada logon tak pohchane me humara tawoon kare. JazakAllah khair.
Speaker: Advocate Faiz Sayed (Islamic Reserch Center Aurangabad)
Islam mein Humbistari ka tarika aur iske baare mein Galatfehmiyon ka ijala by Ahle Sunnat (Sunni) Aalim Adv Faiz Sayed, Humbistari ki Dua
Humbistari ka Sunnat tariqa in Islam, Humbistari ka Pakiza Tariqa, Humbistari Aadab aur Masail, Humbistari ki Dua
Humbistari kaise kare, Biwi se Humbistari ka tarika, Humbistari meaning.
Ramzan me Humbistari ka tarika. Humbistari ki Dua in urdu, Humbistari in Roza.