♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
– Ek Tandurast Momeen Allah Ta’ala Ke Nazdeek
Kamzor Momeen Se Zyada Pasandeeda Aur Bhehtar Hai,
– Har Cheez Me Bhalayi Talab Kar,
– Jo Tujhe Nafaa De Usmey Raghbat Kar (Yaani Uskey Qareeb Ja)
– Aur Allah Se Madad Maang Aur Dil Na Haar ,..
*Agar Tujhe Koi Musibat Pahunche Tou Yu Na Keh Ki – ‘Agar Mai Iss Iss Tarah Kar Leta’,
Bulki Ye Keh Ki – ‘Jo Allah Ne Muqaddar Kar Diya Aur Jo Usney Chaha Kiya’,
*Kyunki Lafz ‘Agar’ Shaitan Ka Kaam Shuru Kara Deta Hai”.
– (Sunan Ibn Majah, Vol 1, Hadith no.79 – Sahih)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Har Haal me Apne Rab Se Razi Raha Karo ,…
Related Posts:
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Har Haal Me Sabr Aur Shukr Se Kaam Liya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (Razi'Allah Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya... "Jo Shakhs Gham Wo Matam Me Apne Rukhsaar (Chicks/Gaal) Ko Pitey (Slapping). Aur Girebaan Phadey Aur Jahalat Ke Logon Ki Tarha Guftagu Kare Wo Hum Me Se Nahi.." - (Sahi Bukhari. Vol-2 Hadith…
- Al-Quran: Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raha karo aur… Quran: 25-March: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raha karo aur Zamana-e-jahiliyat ki tarah be parda mat phiro. -Quran; Surah Ahzab 33:33
- Dua Ke Jarye Dilon Me Imaan Ko Ta'aza Rakha Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Aamru Bin Aas (Razi'Alahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Imaan Tumhare Dilo Me Usi Tarah Purana (Aur Kamzor) Ho Jata Hai, Jis Tarah Kapda Purana Ho Jata Hai, Lihaaza Allah Ta'ala Se Dua Kiya Karo Ki Woh…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Maa Baap Par Laanat Karne Se Bacha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai - "Gunaho Me Se Bada Gunaah Yeh Hai Ki Aadmi Apne Maa-Baap Par Lanat Kare, Logon Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Bhala Kaun Apne Maa Baap Par Lanat Karega ?' *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Burayi Ko Badal Ne Ki Koshish Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Jab Logon Ka Ye Haal Ho Jaye Ke Wo Burayi Ko Dekhe Aur Isey Badalney Ki Koshish Na Kare, Zaalim Ko Zulm Karte Huwe Paye Aur Uska Haath Na Rokey - Tou Qareeb Hai Ke Allah Apne Azaab Me…
- Kisi ki Kamzoriyon Ki Talash Me Na Raho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai Ke: Aye Logon! Tum Kisi Ki Kamzoriyon Ki Talaash Me Na Raha Karo..” – (Bukhari Sharif)
- Qasam Ka Kaffara .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Tumhe Nahi Pakdta Galatfehmi Ki Qasmo Par, Haa! Unn Kasmo Par Pakad Farmata Hai Jinhe Tumney Mazbut Kiya Ho, Tou Aesi Qasam Ka Badla 10 Miskeeno Ko Woh Khana Khilana Jo Tum Apne Ghar Me Apne Liye Pasand Karte Ho, Ya Unhe Kapde Dena, Ya…
- Padosiyon Ko Takleef Dene Se Baaz Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ahmad Wa Baiheqi Ne Shoaib-Ul-Imaan Me Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, *Ek Shakhs Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Falani Aurat Ke Mutallik Zikr Kiya Jaata Hai Ki Namaz-Wa-Roza Wa Sadka Kasrat Se Karti Hai Magar Ye Baat Bhi Hai Ki Wah Apne Padosiyon Ko…
- Peshaab Ki Cheeto Se Bachne Ka Hukm .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarat Abdullah Ibn-e-Abbas (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Ek Martaba Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Bagh Se Guzre, Waha Par 2 Qabre Thi, Ki Achanak Aawaz Aayi, Tou Huzoor (Sallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Qabr Waalo Par Azaab Ho Raha Hai, Ye Usi Ki Aawaz Hai",…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo aur na Us se Aisa mazaq karo (Jis se us ko Taqleef ho) aur Us se aisa Waada na karo jisko poora na…
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Jhooti Qasam Se Parhez Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Koi Aisee Jhooti Qasam Khaye Jiske Jariye Wo Kisi Ke Maal Par Naahaq Qabza Kar Le Tou Wo Allah Se Iss Haal Me Milega Ki Allah Ta'ala Uss Par…
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Din Ki Shuru Aur Aahiri Me Achay Kaam Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Ne Din (Day) Ki Shuruwat Kisi Achay Kaam Se Ki Aur Apne Din (Day) Ko Achay Kaam Hi Par Khatm Kiya Tou Allah Apne Farishtay Se Farmayega, "Inn Dono (Din Ke Shuru Aur Aakhir) Ke Darmiyan Jo Sagheera Gunaah (Kum…
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Baccho Se Reham Dili Ka Izhar Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-Tul-Momneen Ayesha (Razi'Alahu Anha) Se Riwayat Hai Ke, Ek Dehati Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me Haazir Hua Aur Kaha - "Aap Log 'Bacchon' Ko Bosa (Kiss) Kertey Hain, Lekin Hum Tou Inhein Bosa (Kiss) Nahi Kertey", *Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Fermaya - "Ager Allah…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Maal hote huye bhi Apne rishtedaron ki madad na karne ka… ۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Koi bhi rishtedar apne kisi rishtedar ke paas aata hai aur Allah Subhanahu ne usey jo ataa Kiya hai usmein se fazal (jo cheez jarurat se zyada ho) ka sawal karta hai aur wo bukhal (burey Akhlakh / Kanjusi) se pesh aata hai…
- Zameen walo Par Reham Karo tou Aasmaan wala Tum par Reham… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-‘As (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – “Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai.” – (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith no. 1504)…
- Baccho Ko Boli Sikhane Ka Aagaaz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Kalma-e-Taiyaba, 'La Ilaha Illallah' Se Apne Bacchey Ko Boli Sikhaney Ka Aagaaz Karo..." - (Baihaqi Sharif)
- Khush-haal logon ki tarah Na-shukri karne se bacho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Asma Bint yazeed Ansaria (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ke, wo kehti hain ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) mere paas se guzrey, aur mai apni saheliyon ke saath baithi thi. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne hamein salaam kiya aur farmaya: "khush-haal logon ki tarah na-shukri karne se…