♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aur Bagair Hukm-e-Allah Ke Tou Koi Shakhs Marr Hi Nahi Sakta, Waqt-e-Muayyan(Mukarrar) Tak Har Ek Ki Mout Likhi Hui Hai Aur Jo Shakhs (Apne Kiye Ka) Badla Duniya Me Chahe Tou Ham(Allah) Usko Isme Se De Dete Hai Aur Jo Shakhs Aakhirat Ka Badla Chahe Usse Usi Me Se Denge Aur (Neymat Emaan Ke) Shukr Karne Wale Ko Bahut Jald Ham(Allah) Jazaye Khair Denge”.
– (Surah Aale-Imran Ayat:145)
Home / Quran ki Nasihat / Waqt-e-Muayyan(Mukarrar) Tak Koi Marr Nahi Sakta ….
Related Posts:
- Qayamat Kise Kahte Hai ? » Sawaal: Qayamat Kise Kahte Hai ? » Jawaab : Qiyaamat Ke Mayne Hai Dobara Uthaaya Jana, Duniya Ka Fanah Ho Jana. Allaah Ta’ala Apni Kitaab Quraan-e-Kareem Me Farmata Hai Ki, Ek Din Aesa Hoga, Jab Woh Tamaam Paida Kiye Huye Cheezo Ko Mita Dega, Ussi Din Ka Naam Qayamat…
- Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Hajir Honge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amir Bin Aas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Quraan Majeed Ki Yah Aayat Tilawat Farmayi - ♥ Al-Quraan: "Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Khade Honge" - (Surah Mutaffifin : 6) *Fir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Kiski Taubah Kabool Hogi Aur Kiski Nahi ?...... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ki Baargaah Me Taubah Tou Sirf Unhi Logon Ki Kabool Hoti Hai, Jo Nadanista Buri Harkat Kar Baithe Aur Fir Jaldi Se Taubah Kar Le, Tou Allah Bhi Aise Logon Ki Taubah Kabool Kar Leta Hai. Aur Allah Tou Bada Jan'ne Wala Haakim Hai.…
- Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Zinaa Karney Wala Zinaa Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Sharaab Peeney Wala Sharaab Peetey Waqt Momin Nahi Rehta, Chori Karney Wala Chori Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Jab Koi Lootney Wala Loot'ta Hai…
- Tab Tak Momin Ka Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Momin Ke Dil Me Jab Tak Lalach Ya Makhlooq Me Se Kisi Ka Khauf Baaki Hai, Tab Tak Uska Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta" - Qoul-e-Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh)
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…
- Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaanwalo! Hum Ne Jo Tumhe Rizq Diya Hai Uss Me Se Kharch Karo". - (Para-2 Surah-Baqrah Aayat-254) » Mas'ala: Zakaat Ka Maal Dete Waqt Ya Alag Karte Waqt Zakat Ki Niyat Hona Zaruri Hai. Niyat Ke Maana: Agar Koi Puchhe Tou Bata Sake. -…
- Allah ki zaat par bharosa karne wala kabhi Naqam nahi hota ۞ Bujurgane Deen Ke Aqwal ۞ 01). Allah ki Zaat par bharosa karne wala kabhi naqaam nahi hota. 02). Kisi ka Raaz talaash mat karo, maalum ho jaaye tou faash mat karo. 03). Musibat padne par Mout ki tamanna mat karo. 04). Achha Dost Allah ka tohfa hai. 05). Kisi…
- Diye huye Tohfe Waapas Na Le ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Amr bin Aas (RaziAllau Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum me se koyi bhi apne diye huye Tohfe ko waapas na le ! siwaye ek baap ke (Jo diya hua tohfa waapas le sakta hai) apni Aulad se." - (Sunan…
- Aye imaan waalon! Lockdown me Quran ko Unlock kar lo… Aye imaan waalon! Lockdown me Quraan ko Unlocked kar lo, ab tumhare paas waqt ki kami ka bahaana bhi nahi.
- Duniya wi Zindagi Ki Misaal ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Yah Duniya Ki Zindagi Kuch Bhi Nahi, Magar Ek Khel Aur Dil Ka Behlawa Aur Aakhirat Ka Ghar Hi Asal Zindagi Ki Jagah Hai, Kaash Ki Weh(Be-Emaan Log) Jaante.." - (Surah: Al-Ankabut; Ayat:64)
- Beshaq Faisle Ka Din Ek Moyyina Waqt Hai ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Beshaq Faisle Ka Din Ek Moyyina Waqt Hai, Jis Din Soor Phooka Jayega Tou Tum Giroh Dar Giroh Aaoge, Aur Aasmaan Khul Jaayega Tou Darwaaze Hi Darwaaze Honge, *Aur Pahaad Hataaye Jaayenge Tou Woh Reti Ki Tarah Ho Jaayenge, *Bila-Shuba Dozakh Ek Ghaat Me Hai,…
- Geebat Ka Badla ..... ♥ Hiqayat: Hasan Basri (Rehmatullah Alayh) Se Kisi Shakhs Ne Aaker Kaha Ki Fala Shakhs Ne Aapki Geebat Ki Hain! Hasan Basri Ne Usi Waqt Taza Choo-aare Mangwaye Aur Ek Tabaak (Thaal) Me Rakhker Unhe Bataur Tohfa Bheja Ki 'Main Aapka Shukr-Guzaar Hoon Ki Aapne Meri Geebat Karke Apne Nekiyon…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Aurato Se Mehaz Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Nabi (ﷺ) Ne Farmaya - "Aurato Se Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo, Ho Sakta Hai Uska Husn Tumhe Tabah Kar De, Na Uske Maal Ki Wajah Se Nikah Karo, Ho Sakta Hai Ke Unka Maal Tumhe Gunaaho Me Mubtela Kar De, Balki Deendari Ki…
- Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Emaandaar Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Imandaar Nahi, Aur Jo Shakhs Wada Khilaafi Karey Woh Deendar Nahi.." - (Baihaqi Sharif)
- Jo Kisi Musalman ke Aib Chupayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Kisi Musalman Ki Parda-Poshi Karega (Aib Chupayega) Allah Ta'ala Duniya Aur Aakhirat Me Uski Parda-Poshi Farmayega. *Allah Subhanahu Ta'ala Uss Bandey Ki Madad Me Rahta Hai Jab Tak Banda Apney Bhai Ki…
- Allah Ta'ala Ki Masjidein Wohi Aabad Kartey Hain Jo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ta'ala Ki Masjidein Wohi Aabad Karte Hai Jo Allah Ta'ala Par Aur Aakhirat Par Emaan Laatey Hain Aur Namaz Parhtey Aur Zakaat Detey Hain Aur Allah Ta'ala Ke Siwa Kisi Se Nahi Dartey, So Wo Log Ummedwaar Hain Ki Hidayat Walon Me Se Ho".…
- Bewah Aurato Ka Nikah .... Kuch Aisi Rasam’en Bhi Musalman Me Raaij Hai Ke Bewah Aurat Ka Nikah Ko Bura Aur Aar Samjhte Hai, Balke Is Ko Aib Samajhne Me Kufr Ka Khauf Hai Kyunke Shariyat Ke Kisi Hukm Ko Aib Samajhna Aur Iss Ke Karne Wale Ko Zaleel Jan'na Kufr Hai. Allah Ta'ala Ne…
- Beparda Baaligh Aurton Ki Dua Qubool Nahi Hoti Jab Tak Parda… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Allah Ta'ala Tab Taq Unn Baaligh Aurton Ki Dua Qubool Nahi Karta, Jab Taq Wo Hijab (Parda) Ekhtiyar Na Kar le." - (Abu Dawood, 641) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, "अल्लाह तआला तब तक उन बालिग औरतो की…
- Kya Quran Gumaarahi Lata Hai ? Aaj Humare Quraan Se Doori Ki Sabse Ghatiya Aur Intehahyi Baqwas Vajah Ye Hai Ke – "Quraan Padhey Tou Gumraah Ho Jatey ,.." Subhan’Allah !!! *Jo Quraan Insaniyat Ke Liye Kitab-e-Hidayat Hai Agar Wo Musalmano Ko Hi Gumrah Kar Dey Tou Kya Dawat Denge Hum Gairmuslimo Ko ? *Darhakikat Wo…
- Aatishbaji Haraam !!! Afsos ! Aatishbaji Ki Napaak Rasm Ab Musalmano Me Zor Pakadati Ja Rahi Hai, Musalmano Ka Lakho-Karodo Rupiya Har Saal Aatishbaji Ki Nazr Ho Jata Hai. Aur Aaye Din Yeh Khabare Aati Hai Ke - "Falah Jagah Aatishbaji Se Itne Ghar Jal Gaye Itne Log Aag Me Jhulas Kar Marr…
- Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par.…