Zyada Hasna Dil ko Murda bana deta hai Zyada Hasna Dil ko Murda bana deta hai Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne irshad farmaya - "Zyada naa Hasaa karo, Iss liye ke Ziyada Hasna Dil ko Murda bana deta hai." 📕 Tirmizi, Hadees 2305
Ramadan Day 19 | Rozedar ke samne jab… Ramadan Quotes: 19 Ramzan ✦ Hadees: Umm ‘Umarah (R.A.) se riwayat hai ke: RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur wo sabr karen to Farishtein Uske liye Dua...
Hadith: Jisne kisi ko bhalayi ka rasta… Hadith: 8-April: Abu Masood Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jisne kisi ko bhalayi ka rasta dikhaya to us shakhs ko bhi amal karne wale ki tarah sawab milega. -Abu Dawood 5129
Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya… Logon ko Deen sikhaao aur Aasania paida karo Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 2136
Behtareen Amal: Sila Rehmi karo aur Muaf kiya karo Behtareen Amal: Sila Rehmi karo aur Muaf kiya karo Hadeese Nabwi ﷺ Aqbaa bin Aamir (R.A) Kehte hain Ki, Mai RasoolAllah (ﷺ) ki Baargaah me Hazir hua aur Aap ka Mubarak Haath Thamkar Arz kiya:"Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Mujhe Behtareen…
Gunah wo hai jo dil me khatke aur Sabse… Gunah wo hai jo dil me khatke aur Sabse chupane ka dil kare Nawwaas (R.A) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Gunaah wo hai jo Tere dil me khatke aur tujhe accha na lage ke logon ko…
Hadith: Jab tum me se koi paani piye tou… Hadith: 29-March: Abu Qatadah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jab tum me se koi paani piye to usey chahiye ke bartan me saans na le. -Bukhari 154
Allah ki Makhlook ko rahat Pohuchana sabse… Allah ki Makhlook ko rahat Pohuchana sabse Afzal Sadqa Hadees: Sa'd Bin Ubadah (R.A) se riwayat hai, Maine Nab-e-Kareem (ﷺ) se poochha "Kaunsa Sadaqah Afzal hai?" Aap (ﷺ) ne farmaya "Paani Pilana" 📕 Sunan Ibn e Maja, Hadith 3684 # Wajahat: Jahan…