Aajkal dekha jata hai ke Gutka Tobacco ko Makrooh ke naam par dhadalle se istemaal me laya jata hai, iske karobar ko jayaz tarike se baaz musalman hazrat kar rahe hai,. aayiye jante hai ke Gutka-Tobacco ki tijarat karna kaisa hai? iske kya kya Nuksanat hai aur logo ko is se kaise parhez karna chahiye,..tafseeli jankari ke liye is audio ko jarur sune aur jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera
Kya Quraan Mushkil Kitab Hai ? » JAWAAB: Log Allah Ki Hidayat Se Door Rahe Isliye Mafadparsto ne Shariyate Islamiya me Beshumar Tawhaam Gadhey , in me se Ek Ye Bhi hai Ke Quraan Bohot Mushkil Kitab hai, Lihaja Aam Log Isey Samjh nahi Saktey ,..…
Islamic Quiz 326 : Farishte Jibril (A.S)… Islamic Quiz 326 : Farishte Jibril (A.S) ek martaba ek reshmi kapde mein ek tasweer lekar Nabi ﷺ ke paas aaye aur farmaya ki Ye aapki Dunia aur Aakhirat mein Biwi hai, unka naam kya hai ?
Islamic Quiz 283 : inmein se Wo kya hai… inmein se Wo kya hai jisko subah ke waqt kha lene se us din “Na zehar nuksan paucha sakta hai aur na k oi jadu ?” | Options are : A. 7 Spoon Shahad. B. 7 Ajwa Khajoor, C. 7…
Islamic Quiz 189 : Jis Qoum mein Badkari… Jis Qoum mein Badkari (Zina/Adultery) aam ho jati hai us Qaum ko kya saza di jati hai? | Options Are: A. Maut musallat kardi jati hai, B. Barish rok di jati hai, C. Qatl Aam ho jata hai
Nijaat kya hai aur Musibato se kaise Nijaat paye ? Nijaat kya hai aur Musibato se kaise Nijaat paye ? Hadees: Uqbah bin Amir ra ne arz kiya, Allah ke Rasool ﷺ Nijaat ki kya Soorat hai ?. Tou Aap ﷺ ne farmaya: "Apni Zubaan ko Qabu me rakho, apne…
♫ Quran ki Aayat ko Mobile se Delete karna… Aksar ye baat sunne ko milti hai ke Quran ki ayat ko mobile se jo delete kiya jata hai wo Qayamat ki nishani hai,.. kya Wakay me ye baat Qurano Sunnat se sabit hai ya sahaba ke kisi Aqwal se…
Kya Ek Musalman Dusre Musalman ko Baddua… Aajkal muashre me dekha jata hai ke Musalmano ka aapas me badduwa dena aam se ho gaya hai, lekin kya Shariyat ne hume is baat ki ijajat di hai ke Musalman aapas me Baddua de, Kya musalman ko di hui…
Kya Kurta Paijama Islami Aur Pant-Shirt… Aksar Logon Me Is Mouju Ko Bhi Badi Tassub Ki Wajah Paya Jata Hai Ke – “Janab Aap Tou Badi Deen Ki Baate Karte Ho Lekin Pant-Shirt Pehente Ho Jo Ki Sunnat Se Sabit Nahi ..” - Tou Aayiye Dekhte…
Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai…