Tumhare RAB ne farmaya hai ki Mujhse Dua karo ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ "Aur tumhare RAB ne farmaya hai ki Mujhse Dua karo Main tumhari Dua Qubul karunga." - Al-Quran 40:60 ♥ Mafhoom-e-Hadees: Thabit (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tum me se har…
Sureh Kafirun padha karo, Yeh Shirk se aazadi hai Sureh Kafirun padha karo, Yeh Shirk se aazadi hai Hadees-e-Nabwi ﷺ ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Farwah bin Nofal (R.A) se mairvi hai,Unhone Nabi-e-Kareem (ﷺ) ki khidmat me hazir ho kar arz kiya, "Ya RasoolAllah (ﷺ) ! Mujhe koi aisi cheez bataayen…
Zyada Hasna Dil ko Murda bana deta hai Zyada Hasna Dil ko Murda bana deta hai Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne irshad farmaya - "Zyada naa Hasaa karo, Iss liye ke Ziyada Hasna Dil ko Murda bana deta hai." 📕 Tirmizi, Hadees 2305
Allah ki Makhlook ko rahat Pohuchana sabse… Allah ki Makhlook ko rahat Pohuchana sabse Afzal Sadqa Hadees: Sa'd Bin Ubadah (R.A) se riwayat hai, Maine Nab-e-Kareem (ﷺ) se poochha "Kaunsa Sadaqah Afzal hai?" Aap (ﷺ) ne farmaya "Paani Pilana" 📕 Sunan Ibn e Maja, Hadith 3684 # Wajahat: Jahan…
Jiske Dil me Jarrey Barabar bhi Guroor… Allah khubsurat hai aur khubsurti ko pasand karta hai Hadees: Abdullah bin Masood (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya Ke,"Jis Aadmi ke Dil me Jarrey Barabar bhi Guroor Hoga Wo Jannat me nahi Jayega!". Ek Aadmi ne Kaha…
Hadith: Allah Taala ke Nazdeek sab se… Hadith: 6-April: Anas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Allah Taala ke Nazdeek sab se ziyada pasandida shakhs woh hai jo us ki ayaal (makhlooq) ko ziyada nafa pohchaye. -Shoaib Ul Iman 7445
Dil Sahih tou pura Jism Sahih Dil Sahih tou pura Jism Sahih Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: "Jism me ek tukda hai jab wo thik rahega tou pura jism thik rahega aur jab wo kharab ho jayega tou pura jism kharab ho jayega. Soon…
Hadees: Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya… Logon ko Deen sikhaao aur Aasania paida karo Hadees: Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Logon ko Deen sikhaao aur aasaniya paida karo, tangi paida na karo." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 2136