♥ Qaul-e-Mubarak: “Jis Par Naseehat Asar Na Kare,
Woh Jaan Le Ke, Uska Dil Emaan Se Khaali Hai.”
– Hazrate Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu)
Home / Buzurgan-e-Deen / Uska Dil Emaan Se Khaali Hai
Related Posts:
- Tab Tak Momin Ka Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Momin Ke Dil Me Jab Tak Lalach Ya Makhlooq Me Se Kisi Ka Khauf Baaki Hai, Tab Tak Uska Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta" - Qoul-e-Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh)
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Gunaah Imaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Gunaah Emaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta Hai, Allah Ka Zikr Aur Nekiya Uss Me Shifa Deti Hai,.."
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ki - "Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya. Aur Saat(7) Martaba Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Nahi Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya". - (Musnad-e-Imaam…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai,Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai.- Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana,Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai.- Hazrat Sayyed Shah Abul Husain Ahmad Noori…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Jiski Nigahain Azad Ho Uska Dil Ranjeeda ♥ Qaul-e-Mubarak: Jiski Nigahain Azad Ho Uss Ka Dil Ranjeeda Hota Hai, Jo Baar-Baar Azadaana Nigaah Karta Hai Wo Hamesha Hasrato Me Mubtila Rehta Hai. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Bimaari Ka Sabr Aur Shukr Se Istaqbal Kiya Karo ♥ Qaul-e-Mubarak: " Aye Logo! Jab Tum Bimaar Ho Jao Tou Sabr aur Shukr Se Uska Istaqbal Karo Taa'ke Wo Tumhare Liye Rehmat Ban Jaye. " - Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Badnigahi Deen Ka Safaya Ker Degi .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "(Aye Ibne Aadam !) Aisi Jagah Mat Baith Jahan Teri Tabiyat Ka Josh Bhadak Ker Khud Tere Hi Emaan Ke Ghar Ko Aag Laga De, Jab Teri Tabiyat, Khwaish, Nafs Aur Tere Ander Ka Shaitaan Yeh Sab Bhadak Uthenge…
- Bagair Ilm Ke Fatwe Dene Se Bacha Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jisko Bagair Ilm Fatwa Diya Gaya Ho Uska Gunaah Uss Fatwa Denewale Par Hai Aur Jisne Apne Bhai Ko Mashwara Diya Aur Yeh Jaanta Hai Ki Bhalai Uske Gair Me Hai Usne Khyanat Ki. - (Abu Dawood,/ Islami Akhlaq O Aadab, Page No.294) » Sabaq: Lihaja Bagair Ilm…
- Gunaah Dil Ko Pareshan Rakhta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Usman-e-Gani (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - 1). Ta’ajub Hai Uss Par Jo Jannat Par Emaan Rakhta Hai Aur Phir Bhi Duniya Ke Saath Aisho Aaram Se Waabasta Rehta Hai. Ta’ajub Hai Uss Par Jo Dozakh (Ke Azaab) Ke Baarey Me Jaanta Hai Phir Bhi Gunah Se Door…
- Munafiq Ki Pehchan (Sign of Hypocrite in urdu) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Bayan Karte Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Chaar Aadatey Aesi Hai Ki, Jinkey Andar Bhi Wo Hongi Wo Munafiq Hoga. Unn Chaar Me Se Agar Koi Ek Paayi Jaayegi Tou Uske Andar Nifaaq Ki Ek Aadat Hogi, Yahan…
- Asal Bujurgi Tou Rooh Ki Bujurgi Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai, *Taqdeer Ke Saaye Me Aaraam Karo, *Sabr Ko Apna Takiya Banalo, *Taqdeer Ki Muafiqat Ko Apne Gale Ka Haikal (Locket) Banalo! *Mote-Mote Kapde Pahen Lene Se Bujurgi Nahi Paida Hoti, *Asal Bujurgi Tou Rooh Ki Bujurgi Hain Fir Uskey Baad…
- Sab Se Behter Wo Shakhs Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak : Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - ∗ Sab Se Behter Wo Shakhs Hai, Jo Aise Logo'n Se Acha Sulook Kare Jin Se Usay Koi Ummid Na Ho. ∗ Mai Mout Ko Shahadat Aur Zaalimin Ke Sath Zinda Rehne ko Jillat Jaanta Hon. ∗ Logon Ki Zaroorato…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Maa Ek Darakht Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Saiyedah Fatima Zahra (RaziAllahu Anha) Ne Farmaya - "Maa Ek Darakht(Tree) Hai Jo Dhup Seh Kar Ke Aulaad Ko Chanw Deti Hai.." - (Sirat-e-Fatima)
- Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
- Imanwalo Ki Sifat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Sahabi Ne Pucha Ki - "Ya Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam)! Emaan Kya Hain?" *Tou Aapne Farmaya Ki - "Jab Tumhe Neki Karke Khushi Ho Aur Gunaah Karke Afsos Ho Tou Tum Emaan Wale Ho!" - (Mishkaat, Kitaabul Emaan Pg-16)
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…