♥ Bujurgane Deen Ke Aqwal: Imaam Maalik (Rahimahullah) Aapne Sagird Shafe’yi (Rahimahullah) Ko Farmate Hai Ki
“Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Aur Unke Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhuma) Ke Daur-e-Hayat Me Jo Chiz “Deen Ki Ayetbar Se Qubul Nahi Tha” , Wo Chiz Aaj Bhi Deen Nahi Samjha Jayega,
Jisne Deen Ke Naam Par Islam Me Koyi Amal (Bid’at) Zari Kiya Aur Use Khair (Bid’ate Hasna) Samjha, Goya Ki Usne Ye Maan Liya Ke Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Par Jo Risalat Nafis Huyi Thi Use Pahunchane Me (Aapne) Khayanat Ki” (Na’uzubillah)
– Al Insaaf , Safa No 32
– Kitab ul Aitisaam , Jild 50, Safa 2
– Minhaj Ul Wazeh, Page No.16
Biddat ke Talluk Se Tafsili Jankari ke liye is link par Click Karey
› Biddat ki Hakikat
♥ In’sh’aAllah Ul Azeez !!!
*Allah Rabbul Izzat Hum Tamam Ko biddato Ke Fitno se bachaye,.. Ameen