Rajab ke Mahine ki Hakikat kya hai, Rajab me kiye jane wale aamal kis had tak Qurano Sunnat se sabit hai iske bare me tafseeli jankari ke liye Aayiye is bayan ka mutala karte hai.
baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey. jazakAllahu khairan kaseera.
“Allah hi Mabood hai barhaq hai, Uske siwa koi Mabood nahi hai, wohi humesha Zinda aur Qayam rehne wala hai,Usey tou na Oongh aati hai na hi Nind aati hai,Har cheez ussi ki hai jo Aasmaanon me aur Zameenon me hai,
Kaun hai ke Uski Ijaazat ke baghair uss se kisi ki sifaarish kare,jo logon ke Roo-ba-Roo ho raha haiaur jo unke peeche ho chuka hai,woh sab Allah ko khoob maloom hai.aur woh Allah ke Ilm me se zarra barabar bhi kisi cheez par koi Ahaate nahi kar saktemagar jis qadar chaahe,
Ussi ki baadshahi (aur Ilm) Aasmaanon aur Zameen me sab par haawi haiaur Allah ko unki hifaazat koi dushwaar nahi,wo bada Aali Rutba aur Jaleel-ul-Qadir hai.”
Aayatul kursi ke fazilat ke talluk se Allah ke Rasool (ﷺ) Mubarak farman:
1. Har Cheez ki koi Bulandi hoti hai, Quraan ki bulandi Surah-Baqrah haim Usme ek Aayat sab Aayato ki Sardar hai. Matlab Ayatul Kursi. [Hadith: Tirmizi Sharif]
2. Raat ko soney se pehle Ayatul Kursi padhne waale ke liye Allah ki taraf se ek farishta hifazat ke liye Muqarar kar diya jata hai aur uskey paas shaitan nahi aata. [Hadith: Bukhari Sharif]
3. Jisko Shaitani wasaawis aatey hai wo Aayatul Khursi tilawat kar ley. [Hadith: Sahih Bukhari]
♥ In’sha’Allah-ul-Azeez! Allah Taala hume Kehne Sun’ne se jyada Amal Ki Taufik.
“Maheenon Ki Ginti Allah Ta’ala ke Nazdeek Kitab Allah mein 12 ki hai, Ussi Din se Jab se Aasman o Zameen ko Us ne Paida kiya hai Unme se 4 Hurmat Wo Adab ke hai. Yahi Durust Deen hai, Tum in Maheenou mein Apni Janou par Zulm na karo.”
Surah At-Touba; 9:36
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“Zamana Ghoom Phir kar Usi halat par Aagaya Jaise Us Din tha Jis Din Allah Ta’ala ne Aasmaan aur Zameen Paida ki thi. Saal 12 Mahinou ka Hota hai, 4 Mahine Usme se Hurmat ke hai. 3 tou Ek Saath (Sequence se) hai. Zull Qidah, Zull Hijja aur Muharram aur Choutha(4) Rajab Jo Jumadi Ul Akhir aur Shabaan ke Bich Aata hai.”
(Sahih Bukhari : Hadees No.3197) (Sahih Muslim : Hadees No.4383) (Sunan Abu Daud : Hadees No.1947 Sahih)
3. Sabse Bahtareen Din Ibadat ke liye
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“In Dinou ke Amal se Zyada kisi Din ke Amaal me fazilat nahi. Logou ne pucha aur Jihad me bhi nahi? Aap (ﷺ) ne farmaya ke haa! Jihad me bhi nahi Siwa uss Shakhs ke jo Apni Jaan o Maal khatre me daalkar nikla aur wapis aaya tou saath kuch bhi naa laaya (sab kuch Allah ki raah me qurban kar aaya).”
Sahih Bukhari : Hadees No.969
Is Mahine ke Shuru mein 1 se lekr 9 tak RasoolAllah (ﷺ) Roza bhi rakha karte they. Daleel – Sunan Abi Dawud 2437 In-book : Book 14, Hadith 125
4. Tamaam Afzal Ibadatey Ekhatta hoti hai:
Hafiz Ibn Hajar Asqalani {رحمه الله} farmatey hai:
“Wajah Ashra Zull Hijja ke Afzal hone ki ye hai Afzal Ibadatey Jinper Islam ki buniyaad hai Inme sab Jama ho jati hai aur wo Namaz hai aur Roza aur Sadaqah aur Hajj hai aur ye sab Ibadatey kisi aur din jama nahi hoti hai.”
Faiz Ul Baari : 2/184 Tahet Hadees No.916
5. Islam Arfa ke Din Mukammil Hua:
Allah Ta’ala ka farmaan hai:
“Aaj Maine Tumhare liye Deen ko Kaamil kar diya aur Tum par Apna Inaam bharpoor kar diya aur Tumhare liye Islam ko Deen hone par Raza mand ho gaya.”
Surah Al-Maida: 5:3
Ye Aayat Arfaat ke Din Nabi (ﷺ) par Nazil hui Dekhiye Sahih Bukhari Hadees no.45
6. Arfa ke Din ka Roza:
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:
“Arfa ke Din Roza Rakhne ki wajah se Main Allah ﷻ se Umeed Rakhta hu ke wo Issey pahle Saal bhar ke aur Uske baad ke Saal bhar ke Gunah Muaf farma dega.”
Sunan Ibn Majah : Hadees No.1730 Sahih
Aur Arfa Ka Din 9 DHUL HIJJAH ko hoga. In Sha Allahu taa’ala
Zilhajj Ke Maheene Ki Fazilat, First Ten Days Of Zil Hajj, 10 Days Of Dhul Hijjah, Zil Hajj Fasting Hadith, Dhu Al-Hijjah, Dhul Hijjah, Zilhaj, Zulhijjah, Zul Hijjah, Dhul Hajj, Zilhajj, Importance Of First Ten Days Of Zil Hajj And Sacrifice.