Sabse afzal Sadqa woh hai jo aise… Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise Rishtedaar par kiya jaaye Hadees: Umme Kulsoom (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye jis ne dil me dushmani chupa…
Bewaon (Widow) aur Miskeeno (Poor) ke kaam… Bewaon aur Miskeeno ke kaam aane wale ki Fazilat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya "Bewaon (Widow) aur Miskeenon (Gareeb) ke kaam aane wala Allah ki Raah me Jihaad karne wale ke barabar hai, ya Raat bhar Ibadat aur Din…
Hadees: Jis Shakhs se kisi muamle me… Hadith: 21-June: Abu Huraitah (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jis Shakhs se kisi muamle me mashwara kiya jaaye wo us me ameen (Amanatdar) hai, lihaja Amanatdari ke sath mashwara do. 📕 Jami` at-Tirmidhi 2822
Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam… Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Zinaa karney wala Zinaa kartey waqt Momin nahi rehta, Sharaab peeney wala sharaab peetey waqt momin nahi rehta, Chori…
Agar Shohar ke Piche koi Gair Aurat Padi… Agar koi Gair Aurat Shohar ke piche pad jaye tou kya karna chahiye? us ke Sharr se kaise Shohar ko bachaya jaye, Funny but ilmi - must watch & share this more than more ...
Shohrat ke liye koi kaam karne ka Gunaah Shohrat ke liye koi kaam karne ka Gunaah Hadees: Hazrate Jundub (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ke: "Jo Shakhs Shohrat ke liye koi Kaam karega tou Allah Taala uske Aib Mash'hoor kar dega." 📕 Bukhari, Hadees…
Har Nek Kaam me Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Har Nek Kaam me Sadqa hai … Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko…
Al-Quran: Jis Shakhs ne Dunia me Jarra… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Insan Apni Har acchayi aur Burayi Qayamat me dekh lega Allah Taala Quraan me farmata hai: "Jis Shakhs ne (Duniya) me Jarra barabar bhi koi burayi ki hogi tou wah usey aakhirat me dekh lega." 📕 Surah…
Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz go aur… ✦ Hadith: Roman Urdu: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya : "Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz ho aur wo usey chupaye tou Qayamat ke din usey dozakh ki Aag ki lagaam…