Har Haal Me Insaaf Par Qayam Raho Allah Ta'ala Ne Apne Bando Ko Insaaf Ke Muamle Me Sakht Hidayat Ki,.. Aur Gour Se Dekha Jaye Tou Quraan Ka Paigaam Hi Insaaf Par Madani hai ,.. Tou Aayiye Iske Talluk Se Bus Ek hi Aayat Par Hum Gour…
Apne Aapko aur Apni Aulad ko Boot Parasti… ✦ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ✦ " Rabbi ij'al Hadha Al-Balada Aaminan, Waujnubnee WaBaniyya Aan Na-buda Alasnama " - (Al Quran, Surah Ibrahim 14:35) ✦ Tarjuma : Roman Urdu ✦ Aye Mere Rab! is Shahar ko Aman wala bana de aur mujhe aur…
Hadees: Koi Padosan apni padosan ke tohfe… Hadees: Koi padosan apni padosan ke tohfe ko mamuli na samjhe Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Aye Musalman Aurto ! koi padosan apni padosan ke hadiye (tohfe) ko mamuli na samjhe, agarche Bakri ka khur hi ho." 📕 Bukhari, Hadees 6017
Aye Allah Ke Bando! Bhai-Bhai ho kar Raho Aye Allah Ke Bando! Bhai-Bhai ho kar Raho Hadees: Anas bin Malik (R.A) se riwayat hai ke,Nabi (ﷺ) farmate hai, "Aapas me Ek Doosre se Bugz-o-Dushmani na rakho aur na hi Ek Doosre se Hasad karo aur na ek doosre…
Apni Tazeem Karwana Jahannamiyon Ka Kaam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jiski Ye Khushi Ho Ke Log Uski Tazeem Ke Liye Khadey Rahey Wo Apna Thikana Jahannum Me Banaye.." - (Tirmizi Sharif) » Sabaq: Doosro'n Se Apni Taarif-wa-Tazeem Karwaana Ya Uski…
Al-Quran: Aye aurto! Tum apne Gharon me… Allah Taala Quraan me farmata hai: "Aye aurto! Tum apne Gharon me thehri raha karo aur Zamana-e-jahiliyat ki tarah be parda mat phiro." 📕 Surah Ahzab, 33:33
Qabiliat aur Kirdaar Saath Saath chalte hai ... Bujurgo ke Aqwaal Qabiliat aur Kirdaar Saath Saath chalte hai "Qabiliat aur Kirdaar Zindagi me Saath Saath chalte hain,Qabliat Aap ko Bulandi tak Pohnchati hai.Jab ke Accha Kirdar Aap ko Humesha Buland rakhta hai." 📕 Imaam Jalaluddin Suyuti (R.A)
Apni har hajatein apne Rab se hi mange ۞ Hadees: Thabit (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya , "Tum me se har Shakhs ko chahiye ki wo Apni tamam hajatein apne Rab se hi mange, Yanha tak ki Namak bhi usi se mange aur agar…
Hamesha Apni Zuban se Khair ki baat kare Hadees of the Day Hamesha Apni Zuban se Khair ki baat kare Abu Hurirah (R.A) se riwayat hai ki, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: “Beshak Ek banda Allah ki Razamandi ke liye ek baat Zuban se nikalta hai usey woh koi…