♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Wohi Allah Hai Jiske Siwa Koi Mabood Nahi Hai Wo Posheeda Aur Zaahir Ka Jaan’ne Waala Hai,
Woh Bada Meharbaan Aur Nihaayat Reham Waala Hai.
Wohi Allah Hai Jiske Siwa Koi Ibaadat Ke Laayeq Nahi,
Woh Haqeeqi Baadshah Hai, Paak Hai, Salaamati Deta Hai, Aman Deta Hai, Nigehbaan Hai,
Wohi Zabardast Hai, Durust Karne Waala Hai, Badhaaye Waala Hai, Allah Paak Hai Logon Ke Shirk Se
Wo Allah Hai, Paida Karta Hai Ijaad Karta Hai, Soorten Banata Hai, Uske Acche Naam Hai,
Sub Uski Paaki Bayaan Karta Hu Jo Bhi Aasmaanon Aur Zameen Me Hai Aur Wahi Zabardast Hai Hikmat Waala Hai”.
– (Sureh-Hashr, Aayat-22,23,24)
Home / Quran ki Nasihat / Allah Ke Siwa Koi Mabood Nahi ….
Related Posts:
- Allah hi Tumhara Parwardigar hai Uske Siwa Koi Mabood nahi ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Logo! Wahi Allah tumhara Parwardigar hai uske siwa koi mabood nahi, wahi har Cheez ka paida karnewla hai, to usi ki Ibadat karo wahi har cheez ka Nigehbaan hai” – (Al-Quran 6:102) ♥ बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम ♥ “(लोगों) वही अल्लाह तुम्हारा परवरदिगार है उसके सिवा कोई माबूद…
- Allah Ke Qalaam Ki Pairwi Karo .... Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Keh Do Ke Logon Mai Tum Sab Ki Taraf Allah Ka Bheja Hua Hoon Yaani Uss Ka Rasool Hoon. Wo Jo Aasmano Aur Zameen Ka Baadshah Hai.…
- Agar Aasman aur Zameen mein Allah Ta'ala ke Siwa aur bhi… Agar Aasman aur Zameen mein Allah Ta'ala ke Siwa aur bhi Mabood hote tou Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai : Agar Aasman aur Zameen Mein Siwaye Allah Ta'ala ke aur bhi Mabood Hote to Yeh Dono Darham Barham (Barbaad) ho Jaate.Quran, 21:22
- Allah Ke Siwa Tumhara Koi Bhi Himayati Nahi .... ♥ Al-Quraan: "Kya Tumhe Pata Nahi Ki Aasmano Aur Zameen Ki Badshahi Allah Hi Ki Hai, Aur Allah Ke Siwa Tumhara Koi Bhi Himayati Aur Madad Karne Wala Nahi Hai". - [Surah(2) Al-Bakar, Aayat-107] ♥ अल-कुरान: "क्या तुम्हे पता नहीं की आसमान और ज़मीन की बादशाही अल्लाह ही की है,…
- Yakinan Inkar Karne Wale Kabhi Safal Nahi Honge .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jo Allah Ke Saath Kisi Doosre Mabood Ko Pukarey Jis Ki Koyi Daleel Uskey Paas Nahi, Uska Hisaab Allah Ke Zimme Hai ,.. Yakinan (Allah Ka) Inkar Karne Wale Kabhi Kamiyab Nahi Honge". - (Surah: Al-Mominun; A-117)
- Khaliq Aur Makhlooq Ke Bich Koi Parda Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Muaaz (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe (Haakim Bana Kar) Bheja Tou Yeh Farmaya - *Tum Ahle-Kitab Ke Paas Ja Rahe Ho Unhen Iss Baat Ki Gawaahi Ki Taraf Bulana Ke - - Allah Ta'ala Ke Siwa Koi Mabood Nahi Aur…
- Ek Paigam Ek Rab Ke Bando Ke Naam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Keh Do Aye Ahl-e-Kitab! (Jews And Christians) Se Ek Baat Ki Taraf Aa Jao Jo Hamare Aur Tumhare Darmiyan Barabar Hai Ki Allah Ke Siwaye Aur Kisi Ki Bandagi Na Karey Aur Kisi Ko Uska Sharik Na Thahrayein Aur Allah Ke Siwa Koi Kisi Ko…
- Allah Ta'ala Ki Masjidein Wohi Aabad Kartey Hain Jo .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Allah Ta'ala Ki Masjidein Wohi Aabad Karte Hai Jo Allah Ta'ala Par Aur Aakhirat Par Emaan Laatey Hain Aur Namaz Parhtey Aur Zakaat Detey Hain Aur Allah Ta'ala Ke Siwa Kisi Se Nahi Dartey, So Wo Log Ummedwaar Hain Ki Hidayat Walon Me Se Ho".…
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…
- Allah Ke Siwa Tumhara Koi Bhi Himayati Aur Madad Karne Wala… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Kya Tumhe Pata Nahi Ki Aasmano aur Zameen Ki Badshahi Allah Hi Ki Hai, aur Allah Ke Siwa Tumhara Koi Bhi Himayati aur Madad Karne Wala Nahi Hai” - (Quran, Surah Bakrah, 2:107) ♥ बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम ♥ "क्या तुम्हे पता नहीं की आसमान और ज़मीन की…
- Tawheed aur Shirk (Part:2) ✦ Kalma-e-Shahadat "La Ilaha Illallah" Ke Taqaze Islam Ke 5 Faraiz (Kalma-e-Shahadat, Namaz, Roza, Zakaat Aur Hajj) Me Hum Pahla Kalma (Kalma-e-Shahadat) Tou Badi Aasani Se Padh Letey Hai. Lekin Iski Ahmiyat Se Bekhabar Hai.. Kalma-e-Shahadat Me Hum Padhte Hai "La Ilaha Illallah Muhammadur Rasool'Allah" aur yeh Kalma sirf ek…
- Allah Ne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar .... Rabbe Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Irshad Farmata Hai Ke, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bilashuba Usne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar Aur Khoon Aur Suwar Ka Gosht Aur Wo Jaanwar Jis Par Allah Ke Siwa Kisi Aur Ka Naam Pukara Jaye, Albatta Jo Shakhs Majboor Hojaye (Aur Haraam Cheez Khale)…
- Rab Ki Ibadat Me Kisi Dusre Ko Shareek Na Kare .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshak Jo Emaan Laaye Aur Nek Kaam Kiye, Firdous Ke Baaghat Unki Mehmaani Ke Liye Honge, Hamesha Ussi Me Rahenge, Wahan Se Woh Dusri Jagah Jaana Na Chahenge, Aap (Nabi Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmaa Dijiye Ke Agar Mere Rab Ki Baate Likhne Ke Liye Samundar…
- Kalma-e-Shahadat Ke Taqazo Par Amal .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - Aisa Koi Shakhs Nahi Jisney Sacchey Dil Ke Sath Iss Baat Ki Gawahi Di Ho Ke - "Koi Mabood Nahi Magar Allah Ta'ala Ke, Aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Iskey Bandey Aur Rasool Hain" Tou Allah Ne Isper (Jahannum Ki) Aag…
- Ilm Ki Ahmiyat: Part-2 ♥ Ba'Qoul Qurane Majid: "Iqra' Bi'asmi Rabbika Al-Ladhi Khalaqa." - Bus Fir Musalmano Ki Aaneywali Naslo Ne Apne Rabb Ka Naam Lekar Aisa Ilm Haasil Kiya Jo Rehti Duniya Tak Logon Ke Liye Faydemand Sabit Hua. Fir Chahey Wo Shariyat Ka Ilm Ho Ya Fir Duniyawi Ilm, (Religious Knowledge or…
- Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti .... Ismey Koi Shaq Nahi Ke Allah Aur Uskey Rasool Ka Paigaam Haq Hai, Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Ki Muabarak Aayat me Farmata Hai Ke - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti Tou Tum Burayi Ko Apne Bhale Sulook Se Door Kar Do, Phir Kya…
- Yahood Wa Nasara Ki Tarha Apne Ulema Ki Ibadat Na Karna Allah Rabbul Izzat Yahudiyo aur Nasraniyo ke Hathdharmi ke Sabab Ummat-e-Muslima ko Nasihat karte hue Farmata hai ke: ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Inn Logon Ne Allah Ko Chor Ker Apne Aalimon Aur Darweshon Ko Apna Rab Banaya Hai Aur Mariyam Ke Bete Maseeh Ko Halaan Ke Unhe Sirf Ek Akele…
- Azaad Kaun: Be Pardah Ya Ba Pardah ? .... » Jawaab: Be-Pardah Dar'asl Hamesha Khauf Me Ghiri Rahti Hai Ki, Koi Usey Gandi (Buri Shahwat Wali) Nazar Se Dekh Tou Nahi Raha, Kahi Koi Uski Izzat Par Hamla Na Kar De, Shaitaani Waswason Me Khud Hi Giraftar Hoti Hai, Bazar, Office, Raste Me Azaadi Kahin Nahi. Lekin Ba-Pardah Allah…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Allah Ke Napasandidah Log Quran Ki Roushni Me .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Allah Ta'ala Ziyadati Karne Walon Ko Pasand Nahi Farmata. - (Surah:Al-Baqarah, Aayat No:190) » Aur Allah Ta'ala Zaalimo Se Mohabbat Nahi Karta. - (Surah:Al-Imran, Aayat No:57) » Allah Ta'ala Takabbur (Ghamand Se Itrana) Karne Walon Aur Shaikhi Khoron (Badhai Karne) Ko Pasand Nahi Farmata.…
- Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua'aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi".…
- Farishton Aur Jinno Ko Hukm Ke Aadam Ko Sajda .... ♥ Al-Quraan: Surah-e-Al Kahf :: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Humne Farishton Ko Hukm Diya Ke Aadam Ko Sajda Karo Tou Sab Ne Sajda Kiya Magar Iblees Ne Na Kia. Wo Jinn Me Se Tha Tou Apne Parwardigar Ke Hukm Se Bahar Ho Gaya. Kya Tum Uss Ko Aur Uss Ki…
- Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta Aur Agar Neki Ho Tou Usey Doogni Kar Deta Hai Aur Khaas Apne Paas Se Bohot Badaa Sawaab Deta Hai". - [Surah(4): Al-Nisa: Ayat-40)
- Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi Kar Sakta Aaj ki Aayat | Verse of the day Allah ke Siwa koi ek Makkhi bhi Paida Nahi Kar Sakta Allah Taala farmata hai: "Allah ke Alawa jin jin ko tum pukarte ho, Woh Hargiz ek Makkhi bhi paida nahi kar sakte, agarche wo sab is kaam ke liye ikhatte hi…
- Rasool'Allah Se Mohabbat Dono Jahaa Me Azmat .... ♥ Al-Quraan: Tumharey Pass Tum Hi Me Se Ek Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Aaye Hai Tumhari Takleef Unko Gira'ah (Apni Takleef) Maloom Hoti Hai, Aur Tumhari Bhalayi Ke KhwahishMand Hai Aur Momeeno Par Nihayat Shafqat Karney Waley (Aur) Meharbaan Hai. - (Surah At-Taubah (9), Aayat-128) ♥ Al-Quraan: Aur Hum(Allah)ne Aap(Sallallahu…