Hadees: Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou… Hadees: Irbaz bin Saariyah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou uspar bhi Sawaab diya jata hai." 📕 Musnade Ahmed, Hadees 17155
Rizq me Barkat ki Dua | ilm mein izafa ki Dua Rizq me Barkat ki Dua aur ilm mein izafa ki Dua in Arabic, Roman, Tarjumah & Hindi Quran wa Sunnat ki roshni mein. Rizq me Barkat ki Dua in Arabic اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا، وَرِزْقًا طَيِّبًا، وَعَمَلًا مُتَقَبَّلًا Rizq me Barkat ki Dua in Roman "Allahumma inni Asaluka ilman Nafiaa, Wa Rizqan Tayyiba Wa Amalan Mutaqabbala" Rizq me Barkat ki Dua in Tarjumah Aye Allah! main tujhse nafa dene wale Ilm aur pakeeza Rizq aur qubool hone wale amal…
Walidain ka Apni Aulaad par kitna Haq hai ? Hadees of the Day Walidain ka Apni Aulaad par kitna Haq hai ? Hazrate Abu Umama (R.A) riwayat karte hain ki,Ek aadami aaya aur uss ne arz kiya: Ya RasoolAllah (ﷺ)! Waliden ka apni Aulaad par kitna haq hai ? Aap (ﷺ) ne farmaya - "Woh (Maa-Baap) donon teri jannat hain aur dozakh." (yaani unki khidmat kar ke jannat haasil kar lo ya nafarmaani kar ke dozakh ke mustahiq ho jawo). 📕 Ibn Majah As-Sunan, 02/1208, Raqam-3662,📕 Mundhiri at-targhib wat-tarhib,03/216,…
Jo Shakhs Apne Betey ko apni Beti par Tarjeeh nahi dega ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai: "Jo Shakhs Apne betey ko apni beti par tarjeeh (badhawa) nahi dega tou woh jannat me dakhil hoga" - (Abu Dawood: Hadith no. 5146) » Jannat ke liye Iman shart hai. ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है: "जो शख्स अपने बेटे को अपनी बेटी पर तरजीह(बढ़ावा) नहीं देगा तो वो जन्नत में दाखिल होगा" - (अब दावुद, हदीस 5146) » जन्नत के लिए ईमान शर्त है. For more Islamic messages…
Walidain Ki Laparwahi Aulad Ki Tarbiyat Me .... Ye Sabse Badi Wajah Hai Aaj Quraan Se Doori Ki – Ke Walidain Apni Aulad Ko Quraan Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Koi Dars Nahi Letey ,.. Hala Ke Allah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Ye Hukm De Chuka Hai Ke – "Aye Imanwalo ! Apne Aap Ko Aur Apne Ahlo Ayyal Ko Jahhannum Ki Aag Se Bachao” -(Al-Quran 66:6) … Ye Aayat Hum Baar-Baar Padhtey Hai Lekin Fir Bhi Walidain Ki Koshish Nazar Nahi Aati Apne Aulad…
Aulad ke Huqooq (Complete Lecture) by Adv. Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=QIlIR6tiwbc Aulad ke Huqooq full Urdu Bayan Aulad Ke Huqooq Waldain Par kya hai, Unki Tarbiyat kaisi ho aur Aulaad me Insaf kaise kiya jaye ?iske talluk se tafseeli jankari ke liye aayiye is bayan ka mutala karte hai,. baraye meharbani isey jyada se jyada share karne me humara tawoon karey,. jazakAllahu khairan kaseera.
Jisne Quran Hadees ke Khilaf Apni Raay Rakhi woh… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah aur Uskey Rasool (ﷺ) ki Nafarmani Kis tarha Gumrahi Laati hai Iskey Talluk Rabbul Izzat Ek Aayat me bayan farmata hai ke - Kisi Momin Mard aur Momin Aurat ke Liye Jayaz nahi ke Jab Allah aur Uskey Rasool koi Baat ka Faisla kar de Unmey tou Wo kisi Kism ki Apni Raay Rakhe Uss Faisley me. Agar Jisne aisa kiya ke Allah aur Uske Rasool ka Faisla Aaney ke baad Apni Raay Rakhi woh Khuli…
Hamesha Apni Zuban se Khair ki baat kare Hadees of the Day Hamesha Apni Zuban se Khair ki baat kare Abu Hurirah (R.A) se riwayat hai ki, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: “Beshak Ek banda Allah ki Razamandi ke liye ek baat Zuban se nikalta hai usey woh koi Ahmiyat bhi nahi deta lekin iski wajah se Allah iskey darjaat buland kar deta hai. is tarah ek dusra Banda ek Aisa kalma (baat) Zuban se nikalta hai jo Allah ki Narazgi ka sabab hota hai usey woh koi Ahmiyat…
Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom Apne Bhai ki Madad karo, Chahe woh Zaalim ho ya Mazloom Allah Ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Tu apne Bhai ki Madad kar! chahe woh Zaalim ho ya Mazloom." Tou ek shakhs ne pucha "Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Mazloom hone ki Soorat me tou hum uski madad karenge, lekin Zaalim hone ki soorat me uski Madad kaise kare?" Tou Aap (ﷺ) ne farmaya ke "Tum Usey Zulm karne se rok do, yahi uski Madad karna hai." 📕 Sahih…
Aulad ki Dua ki Barqat Hadees: Hadees: Aulad ki Dua ki Barqat se Walidain ke Jannat me darjaat buland honge [ Ibn Majah, 3660; Saheeh al-Jaami’, 1617 ]
Qurbani ki Dua | Dua for Slaughtering Sacrificing an Animal (بِسْمِ اللَّهِ وَاللَّهُ أَكْبَرُ [اللَّهُمَّ مِنْكَ وَلَكَ] اللَّهُمَّ تَقَبَّلْ مِنِّي) " Bismil-lah Wallahu Akbar, Allahumma minka walak, Allahumma taqabbal minnee." (अल्लाह के नाम से ज़बह़ करता हूं। अल्लाह सबसे बड़ा है। [ऐ अल्लाह! यह क़ुरबानी तेरी ही तरफ़ से और तेरे ही लिए है] ऐ अल्लाह! इसे मेरी तरफ़ से क़बूल फ़रमा) (In the name of Allah, and Allah is the greatest. O Allah, (it is) from You and belongs to You, O Allah, accept this from me.) [मुस्लिमः3/1557, ह़दीस…
Sone ki Dua | Neend se Jagne ki Dua Raat ko Sone ki Dua, Neend se Jagne ki Dua, sone se pahle ki dua, sone ke baad ki dua, sone ki dua in hindi
Apni Tazeem Karwana Jahannamiyon Ka Kaam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jiski Ye Khushi Ho Ke Log Uski Tazeem Ke Liye Khadey Rahey Wo Apna Thikana Jahannum Me Banaye.." - (Tirmizi Sharif) » Sabaq: Doosro'n Se Apni Taarif-wa-Tazeem Karwaana Ya Uski Ummid Rakhna Insan Ke Ghuroormand Hone Ki Alaamat Hai, Lihaja Emaanwalo Ke Liye Itrana Jayej Nahi ,.
Apni Biwiyon ke Saath Bhaley Andaaz se raho Apni Biwiyon ke Saath Bhaley Andaaz se raho "Aur Un Aurto (Apni Biwiyoun) ke Sath bhale andaaz me Zindagi basar karo." 📕 Surah An-Nisa 4:19
Dua: Phisalne ya thokar lagne par padhne ki dua Dua: Phisalne ya thokar lagne par padhne ki dua بِسْمِ الله - Bismillah ۞ Hadees: Abu Al Malih (Radi Allahu Anhu) se riwayat hai,Main RasoolAllah (ﷺ) ke peeche sawar tha ke Aap (ﷺ) ki sawari phisal gayee, "Maine kaha shaitan marey tou Aap (ﷺ) ne farmaya 'aise na kaho ke Shaitan marey islye ke jab tum aisa kahoge to wo phool kar ghar ke barabar ho jayega aur kahega mere quwwat ko iss ne qubul kar liya' , isliye (jab…