📖 Hadith (Roman Urdu)
Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya:
“Jis shakhs ke paas koi ilm ho aur wo use chhupaye, to Qayamat ke din usay dozakh ki aag ki lagaam pehnayi jayegi.”
📕 Sunan Ibn Majah: Arabic 272 | English 261
✦ English Hadith
It was narrated from Abu Hurairah (R.A) that the Prophet ﷺ said:
“Whoever has knowledge and conceals it, will be brought on the Day of Resurrection bridled with reins of fire.” (Hasan)
📕 Sunan Ibn Majah: Arabic 272 | English 261
👉 Lesson: Ilm ko chhupana gunaah hai. Hamesha knowledge dusron tak pohchana chahiye.