रसूलल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया :"जिस को इल्म सीखते हुए मौत आजाए, वह इस हाल में अल्लाह तआला से मुलाकात करेगा के उसके और नबियों के दर्मियान सिर्फ नुबुब्बत के दर्जे का फर्क होगा।" Read More...
1.〘 أصبحنا على فطرة الإسلام وعلى كلمة الإخلاص وعلى دين نبينا محمد وعلى ملة أبينا إبراهيم حنيفاً مسلماً وما كان من المشركين 〙Tarjuma › Hum ne subah ki (hum ne shaam kiya) fitrat-e-Islaam, kalimah ikhlaas, apne Nabi (ﷺ) ke deen aur… Read More...
Zikr ki Fazilat Quran me
Allah Ta'ala Quran-e-Majid me farmata hai:
Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad karunga, meri Shukr Guzari karo aur Nashukri se bacho.❞
Aye emaan waalo! Allah Ta'ala ka bahut ziyada zikr… Read More...
Hadith: 06 - Aug
Abu Umamah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya:
❝Logo! Ilm ke wapas liye jaane aur utha liye jane se pehle ilm hasil kar lo.❞
📕 Sunan Ibn Majah 228 Read More...
۞ Hadees: Masruq (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai hum Abdullah bin Masud (RaziAllahu Anhu) ki khidmat me hazir huye unhone farmaya:❝Aye logo Jis Shakhs ko Kisi Cheez ka ilm ho toh wo bayan karey, agar Ilm na ho toh kahe Allah hi ko… Read More...
✦ Hadith: Roman Urdu:
Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya :
"Jis Shakhs ke paas koi ilm mehfuz ho aur wo usey chupaye tou Qayamat ke din usey dozakh ki Aag ki lagaam daal kar laya… Read More...
♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥
"Baaz log Allah ke barey me bagair ilm ke aur bagair hidayat ke aur bagair Roshan Kitab ke Jhagartey hain. Jo apni pehloo Modney wala bann ker iss liye ke Allah ki raah se behka dey usse duniya mein bhi… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees:
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke -
"Jis Ne Ilm Talash Kiya Tou Yeh Talash Uss Ke Gujasta Gunaaho Ka Kaffara Ho Gayi”
- (Mir’aatul Manahij, Jild 1, Safa 203)
# Wajahat: Taalib-e-Ilm Se Sagira… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya -
"Jo Insan Deen-e-Islam Ka Ilm Sirf Isliye Sikhna Chahta Ho Ke
Uss Ilm Ke Jarye Wo Kum Ilm Walo(Jaahilo) Par Fakr (Ghamand) Kare,
Ulema (Scholar) Se Jhagda Kare,… Read More...
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umro-Bin-Aas (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Hajjatul Wida Ke Din Khutba Diya Aur Farmaya –
Pohcha Do Logon Tak ! Agar Ek Aayat Bhi Maloom Ho Tou”
–… Read More...
✦ Al'khwarizmi (Inventor of Algorithm):
Koun Nahi Pahchanta Inhe.. Inke Naam Se “Algorithm”. Jo bhi Science Padha Ho, aur Bilkhusus Science Jo Technology Ka Ho .. Log Iss Naam Ko Behtar Jante Hai.. Yeh “Algorithm” Al'khwarizmi Ki Hi Deyn… Read More...
Jab America Ne Iraq Par Saddam Husain Ki Pahli Jung Ke Baad Embargo Laagu Kiya Tab Unhone Inko Dawayi Dena Band Kar Diya Tha, Jiski Vajah Se Hazaro Musalman Martey Rahe Saalo-Saal Tak, Sirf “Parastomal” Jaise Dawa Nahi Bana Sakti Koi Muslim… Read More...
✦ AVERROES (Ibn Rushd):Jo Log Falsafa(Philosophy) Padhtey Hai Wo Jarur Jantey Honge Averroes Ko, Inka Asal Naam "Ibn Rushd" Tha ,Ye Bohot Badey Falsafi (Philosopher) They, aur Tamam Ki Tamam Jitni Bhi Paintings "Leonardo Da Vinci" Ne… Read More...
Yaad Rakhiye Maazi (Past) Me Humare Halaat Aise Nahi They, Wo Musalman Jo Acche Musalman They Sath Me Duniya Ka Bhi Ilm Khub Rakhtey They.* Badey-Badey Jo Kisi Maslaq Ke Qaazi, Haakim Hua Karte; Sath Me Badey-Badey Scientist Bhi Hua… Read More...
Jung-e-Badr Ka Wakiya Hum Sab Hi Jantey Hai, Jung-e-Badr Me Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Haare Hue Kaidiyon Se Kaha Ke – “Jo Log Fidiya De Dengey, Unhey Chorra Jayega.. Aur Jo Fidiya Nahi De Saktey Wo Madina Ke 10-10… Read More...
Ilm Insan Ko Duniyawi Gumraahiyo Se Bachata Hai , Ilm Insan Ko Dini Gumrahiyo Se Bachata Hai , Ilm Insan Ko Barjakh Me Bachayega , Ilm Insan Ko Aakhirat Me Nafa Pohchayega ,..Tou Ilm Badi Azeem Cheez Hai Mere Bhaiyo aur Behno , Aur Aaj… Read More...
Ek Missal Deta Hu, Ke Kaise-Kaise Inkashafat Quraan Ne Wo Cheezo Ke Baarey Me Bataya Jisko Humne Duniyawi Ilm Keh Kar Chorr Diya ,.. Allah Ta'ala Farmata Hai: Surah Anmbiya (21) Ayat 30 Me Farmaya: Yeh Itni Behtareen Aayat Hai, Ismey Allah… Read More...
Allah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Baar Baar Musalamno Ko Ubhara Hai Duniyawi Ilm Haasil Karne Ke Liye, Sharayi Ilm Tou Yakinan Haasil Karna Hai Yeh Tou Buniyaad Hai Iski... Lekin Uskey Saath-Saath Duniyawi Ilm Bhi Haasil Karna Hai ,.. Jo… Read More...
Yeh Duniyawi Ilm Bhi Yaad Rakhiye Hissa Hai Dini Uloom Ka Kyunki Bohot Se Log Samjhtey Hai Ke Geography, Physics, Mathematics, Biology, Anatomy Aur Digar Jo Bhi Subjects Hotey Hai Yeh Sab Islam Se Hatkar Hai! Jabki Yeh Islam Ka Hissa Hai… Read More...
Jaha Quraan Me 6600 Se Jyada Ayate Hai Usmey Se Kamobesh 1000 Se Jyada Aayate Uss Uloom (Subject) Par Hai Jisko Hum Duniyawi Ilm Bolkar Chorr Detey Hai ,..
*Jaise Zameeno-Aasmaan Ki Paidaish, Humare Khud Ki Paidaish, Chareend aur Parind Ke… Read More...
✦ Ilm Kya Hai ?
Umar Ibne Khattab (RaziAllahu Anhu) Se Ek Martba Sawaal Kiya Gaya Ke: 'Ilm Kya Hai?'
Aapne Farmaya: "Ilm Wo Hai Jo Allah Ki Kitaab Me Hai , Yaani Jo Allah Ne Kaha Wo Ilm Hai , Aur Jo Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay… Read More...
♥ Ba'Qoul Qurane Majid: "Iqra' Bi'asmi Rabbika Al-Ladhi Khalaqa."
- Bus Fir Musalmano Ki Aaneywali Naslo Ne Apne Rabb Ka Naam Lekar Aisa Ilm Haasil Kiya Jo Rehti Duniya Tak Logon Ke Liye Faydemand Sabit Hua. Fir Chahey Wo Shariyat Ka Ilm… Read More...
Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Taalluk Se Youn Tou Alllah Rabbul Izzat Ne Quraan Me Kayi Ayate Nazil Ki Hi, Insha'Allah Kuch Ka Tazkira Hum Iss Post Me Karne Ki Koshish Karenge:
✦ 1. Ilm Me Barkat Ke Liye Behtareen Dua:Ye Hukmi Aayat… Read More...
〘 Bismillah-Hirrahman-Nirrahim | Allah Ke Naam Se Shuru Jo Nihayat Maherbaan Aur Rahem Wala Hai 〙
RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) par pehli wahi nazil hoti hai, Surah Alaq (96) ki ibtedayi 5 aayate aap par nazil hoti hai "Iqra'… Read More...
• Sawaal: Aksar Log Kahte Hai Ke Tamam Bujurgaan-e-Deen Aur Auliya Allaho Ko Inka Martba Dena Chahiye, Tou Humko Iss Mu'amle Me Kya Karna Chahiye? Aur Unke Talluk Se Log Bohot Saare Kissey Sunatey Hai .. Hum Yeh Kaise Maanley Jiski Koi… Read More...