Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:
“Allah Ki Qasam! Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye
Tou Wo Tumhare Liye Surkh Untoun(Camel) Se Behtar Hai”.
(Sunan Abu Dawood, Jild #3, Page#322)

» Note: Surkh Unthon Ki Naslo Me Se Sabse Behtareen Nasl Hai,
Aur Allah Uss Bandey Se Jyada Raazi Hota Hai Jo Logon Me Awaam Me Hidayat Ki Dawat Deta Hai,
Aur Jiski Dawat Qabool Ho Jaye Tou Iska Ajar Unton Ki
Sabse Behtareen Nasl Ki Ahmiyat (Value) Se Bhi Behtar Hai ..

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: