Allah Taala Gaali galoch Karnewalo ko… Gaali Galoch karna kaisa? Hadees: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ke,RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya: “Allah Ta’ala Gaali galoch Karnewalo ko Pasand nahi karta.” 📕 Al Adab al Mufrad, Hadees 310
Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat… Hadees of the Day Jo Shakhs logon ke liye Aasani aur Sahulat paida karta hai TRANSLITERATION ★ Abdullah bin Masud (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne faramya, ‟ Kya main tumko aise logon ke mutalliq na batauu jin…
Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab… Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab Milta hai Hadees: Hazrate Abu Huraira (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "1 Shakhs raste mein chal raha tha ke usey Shiddat ki pyaas lagi usey Ek Kunwa(Well) mila…
Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kamo se Rokti hai Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kamo se Rokti Allah Ta'ala farmata hai: "Aye Rasool ! Jo Kitaab Tumhare Paas Nazil ki Gayi hai Uski Tilawat karo aur Pabandi se Namaz Parho, Beshaq Namaz Behayai aur Burey Kaamo se Baaz(Rokti) Rakhti…
Beshaq Wohi Allah Mout ke Baad Hume dubara… Beshaq Wohi Allah Mout ke Baad Hume dubara Paida karega Allah Taala farmata hai: "Beshaq Wahi Allah Pehli Baar Paida karta hai Wahi (mout dekar Hume) dubara paida karega" 📕 Quran 85:13
Al-Quran: Allah Yaqeenan Tawakkul karne… Quran: 23-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟Allah Yaqeenan Tawakkul karne walo se Muhabbat karta hai.' 📕 Surah Aal-e-Imran 3:159
Hadees: Allah jab kisi Qaum par Azab nazil… Unn Fitno se bacho jo khaas Zalimon par hi nahi ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ "Tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala…
Aur Beshaq humne aapki Taraf Roshan Daleel… Aur Beshaq humne aapki Taraf Roshan Daleel bheji Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: "Aur Beshaq humne aapki taraf Roshan Daleel bheji hain, Jinka Inkar siway badkaaro ke koi nahi karta." 📕 Al-Quran; Surah Baqrah 2:99
Qabiliat aur Kirdaar Saath Saath chalte hai ... Bujurgo ke Aqwaal Qabiliat aur Kirdaar Saath Saath chalte hai "Qabiliat aur Kirdaar Zindagi me Saath Saath chalte hain,Qabliat Aap ko Bulandi tak Pohnchati hai.Jab ke Accha Kirdar Aap ko Humesha Buland rakhta hai." 📕 Imaam Jalaluddin Suyuti (R.A)