Sone aur chandi ke Zakat ke masail , How to Give Zakah On Gold And Silver & How Much, chandi ki zakat ka nisab, sone ki zakat nikalne ka tarika, sadqa aur zakat mein farq in urdu, zakat kitni hoti hai in urdu, sone ki zakat
Aur yaqeenan jo koi Sabr se kaam le, aur darguzar… jo koi Sabr se kaam le, aur darguzar kar jaaye "Aur yaqeenan jo koi Sabr se kaam le, aur darguzar kar jaaye, tou yeh badi Himmat ki baat hai." 📕 Surah Shora 42:43
Nijaat kya hai aur Musibato se kaise Nijaat paye ? Nijaat kya hai aur Musibato se kaise Nijaat paye ? Hadees: Uqbah bin Amir ra ne arz kiya, Allah ke Rasool ﷺ Nijaat ki kya Soorat hai ?. Tou Aap ﷺ ne farmaya: "Apni Zubaan ko Qabu me rakho, apne Ghar ko kaafi jaano aur apni Khataon par rotey raho." 📕 Jami'at Tirmidhi: Hadees 2406-Hasan Wazahat: 1). iss hadees me Zuban ki Hifazat ki Ahemiyat ko wazeh kiya gaya hai, kyun ke isey control me naa rakhne ki surat me…
5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai by Adv Faiz Syed https://www.youtube.com/watch?v=O2bmfwn30MY 5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai Janiye 5 wakt ki Namaz me kitni Rakat hoti , Fazr Zuhr Asr Maghrib aur Isha me kitni rakat hoti hai by Aalim Adv. Faiz Ali Sayed People also search as 5 time Namaz Chart in Hindi, Namaz Rakat Sunni Bayan, Urdu me Namaz ki timing, Namaz ka azab, Namaz ka bayan, Namaz ki karamat, Namaz ki fazilat, Namaz ki ahmiyat, Namaz ki barkat, Namaz ki niyat, Faiz syed Namaz…
Gheebat ka taruf aur Nuqsaan | Gheebat kise kehte hai ? Gheebat ka taruf aur Nuqsaan ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Tum jante ho Gheebat kya hai ?." Logo ne kaha "Allah aur uske Rasool ﷺ behtar jante hain." Aap (ﷺ) ne farmaya "Gheebat yeh hai ke, tum apne bhai ka Zikr karo is taur par ke agar woh samne ho tou usey accha na lage." Logo ne kaha "Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! agar uss me woh Aib mojood ho tou…
Aye Logo! Tum kaise Allah ka Inkar kar sakte ho… ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ ‟ Aye Logo! tum kaise Allah ka Inkar kar sakte ho sakte ho jabki Tum Murda they to usi ne tumko zindagi di, aur fir wohi tumhe ek din mout bhi dega, fir wohi tumko dubara qayamat me zinda karega aur usi ki taraf tum sab lautaye jaoge. - (Al Quran, Surah Baqrah 2:28) ‟ हे मानवों! तुम कैसे इनकारी हो सकते हो उस अल्लाह के ? जबकि तुम निर्जीव थे तो उसी अल्लाह ने तुमको एक…
Mehman Nawazi ki Fazilat aur Sunnat Mehman Nawazi ki Fazilat aur Sunnat Uqba bin Aamir (R.A.) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Us shakhs me koi Khair (Bhalayee) nahi jo mehman nawazi nahi karta" 📕 Masnad Ahmed 7088 -Sahih Al-Silsila As-Sahiha - 193 ✦ Hadith: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jo shakhs Allah aur aakhirat ke din par yaqeen rakhta ho usko apne mehman ki izzat karni chahiye" 📕 Sahih Bukhari, Jild 7, Hadees 6135 ✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A.) ka bayan hai, Nabi-e-kareem (ﷺ)…
Sood Na Khao Aur Allah Ta'ala Se Daro Bismillah-Hirrahman-Nirrahim"Momino! Badha Chadha kar Sood naa Khao aur Allah Ta'ala se Daro Taake Tumhe Nijaat Miley.aur Uss Aag se daro jo Kafiron ke liye Tayyar ki Gaee hai.Aur Allah aur Uske Rasool ki Farmabardaari karo taake Tum per Reham kiya jaaye,Aur Apne Rab ki Bakshish ki taraf aur Uss Jannat ki taraf Daudo jisska Araz Aasamano aur Zameen ke Baraabar hai jo Parhezgar ke kiye Tayyar ki gaee hai".[ Surah Al-Imran, 3:130-133 ]
Azan ka jawab | Azan ke Azkar aur Jawab ۞ Hadees: Farmane Mustafa (ﷺ) hai ke, "Jab Moazzin ko Azan kehte Suno tou jo wo kehta hai tum bhi kaho (Yaani Azan ka Jawab do)." 📕 Sunan Ibne Majah, Hadees 718 Azan ka Jawab Iss Tarah Dey. Azan : Allahhu Akbar, Allahu AkbarJawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Azan : Allahhu Akbar, Allahu AkbarJawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Azan : Ash Hadu Al Lailaha IllallahJawab : Ash Hadu Al Lailaha Illallah Azan : Ash Hadu Al Lailaha IllallahJawab…
Fazilate Taqwa aur Tawakkul .... ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Fazilate Taqwa Aur Tawakkul Allah Taala Quran-e-Kareem me farmata hai: Jo Shakhs Allah Aur Roze Qayamat Par Imaan Rakhta ho aur Taqwa Ikhtiyar kar Ley tou Allah Uskey liye Nijaat ke Rastey Nikal deta hai. aur Waha se Rozi Ata Karta hai Jaha se Usney Gumaan bhi Naa kiya ho. 📕 Surah At-Talaq: 65:2-3 Iss Aayat Ke Talluk Se Abdullah Ibne Masud (R.) Farmatey Hai -"Ghamo Ko, Musibato Ko Door Karne Wali Quraan Ki Sabse Azeem Aayat…
Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par… Quran: 24 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein daakhil karenge aur yeh baat Allah ke liye bilkul aasaan hai.❞ 📕 Surah An-Nisa’ 4:30
Allah ke Nazdeek Sabse Pyari aur Boori Jagah: Hadees Hadees: Allah Ke Rasool (ﷺ) farmate hai: "Allah ke Nazdeek Saari Aabadiyo me Sabse Pyari Jagah Uski Masjide hai aur Sabse Boori Jagah Bazar hai." 📕 Sahih Muslim; Hadees: 671 Beshaq Allah ko aisi Masjide Pasand hai Jaha Khalis Allah ki Ibadat ho, aur Jaha Kitabo Sunnat par Dars ho. Warna Surah Taubah me Allah Ta'ala ne Apne Nabi ko Ek aisi Masjid bhi Todney ka Hukm diya Jo Munafiqo ne Mehaz is liye Tamir Ki thi ke Ummat Me…
Zakat-ul-Fitr ke Ahkaam Zakat-ul-Fitr Ke Ahkaam : Quran wa Sunnat ki Roshni mein, Sadqat ul Fitr ki Farziyyat, Fitrane ki Hikmat aur Shartein, Fitrana kinko diya jaaye...
Ghussa aur Iska Ilaaj Aahadees ki Roshni me (Cures… Hadees of the Day Baat Baat par Gussa karne se bachey RasoolAllah (ﷺ) ne Apni Ummat ko Baat-Baat par Gussa Karne se manaa farmaya. chunanche Hadees Sharif me aata hai ke: Ek Aadmi RasoolAllah (ﷺ) ke Darbar me hazir hua aur Arz kiya ki "Aye Allah ke Rasool (ﷺ) ! Mujhe kisi Amal par Hukm Dijiye Magar bohot hi thoda ho." Tou Aap (ﷺ) ne irshaad farmaya 'Ghussa Mat Kar.' Usney kaha ki kuch aur irshaad farmaiye. tou Aap (ﷺ) ne…
Aur Baaz log Duwa karte hai ke Aye Hamare Rab Hum ko… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Roman Urdu ۞ Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me farmata hai: ❝ Aur Baaz log Duwa karte hai ke Aye Hamare Rab Hum ko iss Duniya me hi de de, Aise Logon ka Aakhirat me koi hissa nahi hai aur Baaz iss tarah Dua karte hai ke, Aye Hamare Rab! Tu hume apni Neymat se iss Duniya me bhi Nawaaz de aur Aakhirat me bhi apni meharbaani se ata farma aur Dozakh ke azaab se bhi najaat De, inhi…
Pabandi se Namaz ada karne ki Fazilat aur Ahmiyat RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Jo Shakhs Namaz Pabandi se ada karega tou Yeh Uss ke liye Qayamat ke din Noor hogi, (Iskey Imaan aur Allah se iski wafadari ki) daleel hogi, aur (Jahannum se) Nijaat ka sabab ban jayegi." "Aur Jo Shakhs Namaz ki Pabandi nahi karega tou Namaz Uss ke liye Roshni, Daleel aur Nijaat ka sabab nahi banegi aur woh Qayamat ke din Qaroon, Hamaan aur Obai bin Khalaf ke saath hoga." 📕 Ahmed: Hadees 6576