Shab-e-Qadr Hazaar Mahino se Behtar hai

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

1. Innaa Anzalnaahu Fiy Laylatil Qadr
2. Wa Maa Adraaka Maa Laylatul Qadr
3. Laylatul Qadri Khayrum Min Alfi Shahr
4. Tanazzalul Malaaikatu War Ruuhu fiyhaa BiIzni Rabbihim Min Kulli Amrin
5. Salaamun Hiya Hattaa Matla’il Fajr.

📕 Al-Quran; Surah Al Qadr 97

Tarjuma:

“Aur Aapko kya Maloom ki Shab-e-Qadr kya hai Shab-e-Qadr Hazaar Mahino se behtar hai iss me Farishte aur Rooh-ul-Ameen (Jibreel Alaihis Salam) Nazeel hotey hain Apne Rab ke Hukm se har Kaam par wo Subah Roshan hone tak Salamati ki raat hai.”


۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

“Shab-e-Qadr ko Ramzan ke Ashra ki Taaq Raato (21, 23, 25, 27, 29) me Talaash karo.”

📕 Sahih Bukhari, Vol 3, 2017

[vc_wp_custommenu nav_menu=”30670″ el_class=”clean_m also_2clm”]

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: